Trading main luck ni chalta. ☇☇☇☇

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading main luck ni chalta. ☇☇☇☇

    Asalam o Aliakum. Friends i hope you ate good.Friends mn apko ak baat bahtana chahta hn ka bhai koi bi kam ho us mn luck kam karta ha . Mn ap sa ya baat share karta hn ka forex mn zafa tr luck calte ha or mahnat be depends karte ha. SO BEST OF LUCK. ..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading main luck ni chalta. ☇☇☇☇

      tradng main kmyab honay kay lie luck ki zrort nhi hoti hai humain aagar trading main achay say apna kam kur kaay kamyab hona hai to es kay liye humain acha sa experience gain kurna ho gaa agar hum es maain achay say experience say apna kam kuray gaay or hum es main mehnat say apna kam kuray gaay to he hum acha sa apna kaam kur pay gay or es kay bad he humaain success gain ho giii to es liye humain trading main acha sa experience gain kurnaa chahiye q keh yhaa pay luch nhi chultaa hai
      • #18 Collapse

        Re: Trading main luck ni chalta. ☇☇☇☇

        g haan yh baat bilkul hi theek hai k trading mein luck ka koi bhi amal dakhal nahi hain. hum agr is mein mehnat aur lagan se kaam krein gy tb hi ham is mein acha earn kar sakty hain. hamein is k bary mein knowledge hona bohat hi zaroori hain. hamein market ki movement ko watch karty rehna chaye. hamein is k rles ko follow kar k kaam karna chaiye is mein mehnat bht hi zaroori hai. tb hi ham aek achi trade kar saky gy aur acha bonus kama saky gy. hum is mein ghr beith kar bhi mehnat kar sakty hain. humein kisi bhi office jany ki zroort nahi parti hum is mein din mein kisi bhi waqt kaam kar skty hain hamein time fixing ki zroort nahi
        • #19 Collapse

          Re: Trading main luck ni chalta. ☇☇☇☇

          jee haan trading mein luck ki nahi mehnat ki zarort hoti hy forex mai succeed ho sak tha hay or hum ko acha profit bhe mil sak tha hay forex market kojo samaj gay achai tara to us ko froex mai achai market say succeed kar sak tha hay forex me successful honey k liye humey hardwork krna chahiye hardwork success ki key
          • #20 Collapse

            Re: Trading main luck ni chalta. ☇☇☇☇

            jee bhai ap ne bilkul sahi kaha forex main trading karty hue apka iss mian luck nai chalta ap agr bina sochy samjhy iss mian trade kar li to kabhi kabhi ho sakta hai k apka luck chal jay or ap iss mian profit main aa jaen lekin har bar asia nai hota apko yee kaam lazmi he seekhna paday ga or iss mian apko achi struggle or learning karna hogai lss main bas apko starting mian he apko iss mian seekhany ki zororat hoti hai jab apko iska acha experince or acha knowldge h jay tab he apko iss mian kaam karna chahiye kiun k ye aik bohat he risky kaam hai agr hum iss ko bina seekhay bina learn kiye iss main join ho jaen to iss mian hmen sur loss he hoga
            • #21 Collapse

              Re: Trading main luck ni chalta. ☇☇☇☇

              jee bhai ap ne bilkul sahi kaha forex main trading karty hue apka iss mian luck nai chalta ap agr bina sochy samjhy iss mian trade kar li to kabhi kabhi ho sakta hai k apka luck chal jay or ap iss mian profit main aa jaen lekin har bar asia nai hota apko yee kaam lazmi he seekhna paday ga or iss mian apko achi struggle or learning karna hogai lss main bas apko starting mian he apko iss mian seekhany ki zororat hoti hai jab apko iska acha experince or acha knowldge h jay tab he apko iss mian kaam karna chahiye kiun k ye aik bohat he risky kaam hai agr hum iss ko bina seekhay bina learn kiye iss main join ho jaen to iss mian hmen sur loss he hoga iss liye hmen iss mian apna knowledge or experience ziyada se ziyada gain karna hoga kamyaab hony k liye bina learning or bina knowledge k ap iss mian loss he len gy
              • #22 Collapse

                Re: Trading main luck ni chalta. ☇☇☇☇

                trading mein just luck py depend nahi karna chay agr hmein success hasil krni ha to hmein chahiye k hm is mai mehnat klrein is sy m bht kch hasil kr saqty ha es ky sath sath learning bhi zaroori hy aor planning sy trading karna bhi zaroori hy agar ham yeh kaam kary gy to phir ham success ho sakty hy
                • #23 Collapse

                  Re: Trading main luck ni chalta. ☇☇☇☇

                  Friends wase to Zindagi ke kaam men luck hee karamad hota ha or luck ka Amal dakhal first of all hota ha forex trading men bhi aesa hee ha lakin ak baat yad rakhen koey bhi kaam luck ko madd e nazar rakh kar nahen kiya ja sakta ha balkeh har kaam ki formalities or zarooriyat hoten han jinn ka pora karna lazim ha lehaza luck par depend nah karren depend sirf or sirf apni mehnat or knowledge par karren aap kabhi bhi loss men nahen jaen ge
                  • #24 Collapse

                    Re: Trading main luck ni chalta. ☇☇☇☇

                    jee haan apne theek kaha trading mein kamiyabi k liye apko mehnat ki zarort hoti hy ap es mien a ker greed na kery ager ap zayada greed karo gy to ap ko es mien loss b ho sakta h or yeh cheez ap k lye yheek na ho gi iss ma bhooat jaada mahnat karna cahata ho ta ka mian iss mia hoor woork karro iss ka lian moja ak colfiad persion ke jaoort ha jo k moja ko mial ga ha
                    • #25 Collapse

                      Re: Trading main luck ni chalta. ☇☇☇☇

                      ji han bilkul trading mein bilkul bhi love nahin chalta Agar Ham mehnat karenge To hamen kamyabi milegi otherwise Ham kabhi bhi Forex trading mein kamyab nahin ho sakte kamyabi Hasil karni hai To hamen bahut sari mehnat Karni hogi inshallah Ham life mein kamyab Ho jaenge Hamid trading mein expert banne ke liye time aur kaun per practice karni hogi Jo log demo account per practis karte Hain aise log demo account se bahut kuchh ladka ke kamyab Ho jaate Hain
                      • #26 Collapse

                        Re: Trading main luck ni chalta. ☇☇☇☇

                        Han dear pakistan forex ki trading main kabhi bhi luck nahi chalta hai. Is leay ham ko pakistan forex forum ki trading main luck per trading nahi karni chahiye balk ham kk is main kosh mahnat karni chahiye. Ham ko pakistan forex forum main ager accha profit hasil karna hai to ham ko is ka knowledge aur experience hasil karna hoga. Ham tub hi pakistan forex forum ki trading main accha profit hasil kar sakte hain jab ham ko is ki market ko analysis karna a jaey ga. Is leay dear Pakistan Forex ki trading main luck per trading kabhi bhi nahi mahi karni chahiye.
                        • #27 Collapse

                          Re: Trading main luck ni chalta. ☇☇☇☇

                          Forex business hi aisa he jis mein luck boht Kam chlta he aur Agr luck chl bhi jaey tab bhi Hamain over confidence nai hone chahye Khud pe itna control hone chahye ke Gain Kia profit loss mein na convert ho jaey
                          • #28 Collapse

                            Re: Trading main luck ni chalta. ☇☇☇☇

                            Dear member mery khyal sey Life mein luck say kisi tarah bhi inkaar nahin kiya ja sakta luck chalti hay aur Forex business mein bhi lekin luck per Ham fully trust kar ky mehnat ko nahin chhor sakty isliye hamen chahiy ki apni mehnat karty rahen aur luck per bhi trust Karen kyun ky some time fully analyse ke sath bhi trade lagaen to unluckily usmein bi loss ho jata hay.
                            • #29 Collapse

                              Re: Trading main luck ni chalta. ☇☇☇☇

                              Forex mai hamesha mehnat aur knowledge sy kamyabi melti hai. Agar hum mehnat na karein aur luck par depend krny baith jae to hamein sirf loss hoga. Is leye khud mehnat karni chahiye aur skill ko improve karna chahiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Trading main luck ni chalta. ☇☇☇☇

                                jee haan apne theek kaha mein apki baat sy agree karti hn main sab se phely knowledge lain k trading kaisy aur kab krni chahihy . us k bad ap choti trading se start lain jis main low profit low losss hota ha aj ka trend kaya mareet ka sell ya buy ji taraf ka rukh ho waheen kam karo na k oposite jao or sabar o tahamul say kam lo jalbazi na karain or sab sy eham point lalach na karain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X