GOLD ki movement kaisy hoti hay.?? - PAKISTAN Forex Forum

 | 
رجسٹریشن
No announcement yet.

تمام موضوعات

GOLD ki movement kaisy hoti hay.??

Usmanmehboob

Usmanmehboob

رکن

Re: GOLD ki movement kaisy hoti hay.??

Assalam o alaikum to all forex members umeed karta hu kai tamam members khariyat say hon dear ap nai jo thread post ki hai ya ais mein aus pair kai baray mein pocha jaa raha hai jo kai bhaot he zayada risky pair hai. Freinds ya aik asa pair hai jis mein ap ko investment karnay say pahlay bhoat baar sochnay ki zarrorat hoti hai. Gold par trade kai liya sab say phali baat tou ya hai kai ap kai pass aik acha account balance hona chaie. Aik asa account balance ho jo kai market ki opposite movement kai result mein ap kai account ko safe rakh sakay. Dosri baat ya hai kai ais par trade say phalay ap khud ka phalay analyse kar lay kai kaya ap kai pass itni skills mojood han kai ap ais ko easily understand kar saktay ho? Agar ap ya samjtay ho kai ap aik achi skills rakhtay ho then ap ko zarror trade karni chaie. Otherwise without any skills kai kabhi bi market mein apna loss karway kai liya apni entry na lay. Friends ap gold say achi earning tab he hassil kar saktay ho jab ap kai pass aik acha knowledge mojood ho ais kai saath saath ap kai pass acha experience bi ho. Na sirf ya kai balkay ais baat ko bi yaqeeni banaey kai ap indicators ko sahi say use karna jantay hon or different indicators ko use kartay huway or support or resistance jasi important cheezo ko sahi say understand kartay huway ap market mein enter ho saktay ho. Ais kai saath saath aik or cheez jo kai ap ki successful trading mein helpful prove ho sakti hai wo ya kai ap aik tou ya kai market ka khud analyse karna seekhay or ais kai saath saath apnay seniors kai touch mein bi raha karay wo ap ko sahi guide kar saktay han or apni trade kai liya apnay seniors say time to time update letay rahay ta kai ya cheezay bi ap kai liya helpful prove hon sakay. In sab cheezo kai honay baad ap ais cheez ko expect kar saktay ho kai ap ko market faida dein sakti hai.
  • Rejected
  • <a href="https://www.instaforex.org/en/?x=investsocial">InstaForex</a>
    pipcollectors

    pipcollectors

    جونیئر ممبر

    Re: GOLD ki movement kaisy hoti hay.??

    اصل پيغام ارسال کردہ از: ahmed00 پيغام ديکھيے

    Senior Member

    gold aik fast move karny wala pair hai is ke movement bohat risky hote ha hamy is ke movement ko dakth kar kam karna chahey hamy gold pair mai kam karny ka acha bonus hasil ho jata han yai asa karobar hai jo ky kabe be band nahe ho sakta is mai usa or china jasy bary bary mumlik be involve hain hum is ko apna life tiem career be bana sakty hain

    Dear gold ki movement kafi fast hoti hai es kay leye ap kay pas balance be acha hona cheye ap ik he time mai do cheezo main kam nahi kar sakty hian. q ka commodity main ap ko balance kafi cheye hota hai or sath main ap ko capital be acha cheye es leye ap gold pay ha tu ap tu usi pay rahain. us kay analysis jis kadar strong ho gy ap ko us ka faida hoga. ap ko gold ki thori c movement b kafi faida day sakti hai.
  • ahmed00

    ahmed00

    جونیئر ممبر

    Re: GOLD ki movement kaisy hoti hay.??

    gold aik fast move karny wala pair hai is ke movement bohat risky hote ha hamy is ke movement ko dakth kar kam karna chahey hamy gold pair mai kam karny ka acha bonus hasil ho jata han yai asa karobar hai jo ky kabe be band nahe ho sakta is mai usa or china jasy bary bary mumlik be involve hain hum is ko apna life tiem career be bana sakty hain
  • intazar

    intazar

    جونیئر ممبر

    Re: GOLD ki movement kaisy hoti hay.??

    gold aik rapid move karny wala pair hai is ke motion bohat risky hote ha hamy is ke movement ko dakth kar kam karna chahey hamy gold pair mai kam karny ka acha bonus hasil ho jata han yai asa karobar hai jo ky kabe be band nahe ho sakta is mai united states or china jasy bary bary mumlik be contain hain hum is ko apna existence tiem career be bana sakty hain
  • tallatmehmood

    tallatmehmood

    جونیئر ممبر

    Re: GOLD ki movement kaisy hoti hay.??

    gold bht ziada fast movement kerta ha jub humain gold main experience ho tu humain trading kerni chahiy aur is main strong signlas per bhi kum se kum lot se trade kerni chahiy kum balance walon ko tu is pair main trading kabhi bhi nhi kerni chahiy q k is per trading se acount wash ho jaty han.
  • Aligul786

    Aligul786

    جونیئر ممبر

    Re: GOLD ki movement kaisy hoti hay.??

    Walekum Assalam, gold ek bahut risky product hai Forex Mein trading karne ke liye, gold Mein trade karne ke liye hamen bahut acha experience aur strategy chahie, kyon ke gold ki movement bahut tezz hoti hai aur Gold ki movement is vaja tez Hoti hy kyoun k Gold Market mein Bhoat traders trade karty hein. Or Profit hasil karty hy, new members Gold trading say avoid karein.
  • Re: GOLD ki movement kaisy hoti hay.??

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Mr'Jigsaw پيغام ديکھيے

    Senior Member

    Assalam o alsikum!
    Forex k expert traders is bat ko boat achy say janty hain k GOLD kabi b kise country ki condition per move nahin karta.Balky ye apni demand or support k hissab say hi trade karta hain is liy humy demand zone per zada focus karna chaye or fundamental analysis ko khas tor perr focus karein ku k jab GOLD ki investment high hoti hai.Toh is ki bullish trend ki taraf boat tez movement hoti hai.Or jab investment low hoti hai toh bearish ki taraf high movement hoti hai.In bato ka humy khas khyal rak kar hi GOLD per trade lgani chaye.

    Gold ki movement bahut tez hoti hai ismein hamen Soch samajh Kar trade lagani hogi
  • Ayeza

    Ayeza

    جونیئر ممبر

    Re: GOLD ki movement kaisy hoti hay.??

    gold pay trading karna bahut mushkil kam hai aur yahi vajah hai ki maximum members apne trading co is per nahin kar rahe hote hain kyunki speed is per trading karne mein members ko maximum loss ho jata hai aur har EK member ya nahin chahta ki usko loss Ho jaaye aur is related koi bhi member market ko abhi acchi tarah analyse nahin kar pata hay
  • Muhammad Arsalan215

    Muhammad Arsalan215

    جونیئر ممبر

    Re: GOLD ki movement kaisy hoti hay.??

    Dear han gold ki movement bahot hi zayada fast hoti hai aur is main bahot hi kam loge trading karte hain kio k is ki movement fast honey ki waja se yeah bahot hi kam time main account wash kar sakti hai. Is leay is main new member aur jin k pass market ko analysis karney ka experience nahi hota who gold per trading nahi karte hain. Gold ki movement main is ki one pip one dollars ka loss hota hai aur who bhi 0.01 se open ki gaie trade se air gold one day main 200 pips se bhi zayada movement kar sakta hain is leay is ki movement bahot hi khaternak bhi hoti hai.
  • Fakhar37201

    Fakhar37201

    جونیئر ممبر

    Re: GOLD ki movement kaisy hoti hay.??

    Dear brother forex trading men gold aik risky pair hey iss men fast aur unexpected movement hoti hey aur kisi side pe bhi bari movement kar sakta hey aur gold aksar dollar ko movement k hosab se up down move karta hey iss liay gold pe trading karna mushkil hota hey aur gold pe trading karnay k liay big bonus aur big experience hona zaroori hey kiun k iss men ya tu acha profit mil jata hey ya account wash ho jata hey
  • loading_messages
    X