learn from our mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    jo apni mistakes sy learn ni krta wh kbi kamyaab ni hotaa ager dekha jae to mistakes hoti hy sabq hasil krny kelye hn taky next time bacha jaa saky
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      G han ap ny bilkul thek kaha is mein koi shak nhi hy. humein kbhi bhi mistakes sy darna nhi chahiy blky in sy seekhna chahiy taky hum ainda esi mistakes sy bach skein.
      • #18 Collapse

        saaalaam bhai jee app forex mein kaam karna chhtay hain tu app ko apni galtyion se seekhna chahyia yaah app kaay liye acha hai nahi tu app kokuch nahi hasil ho ga app ko is mein mehnaat karna ho ge
        • #19 Collapse

          Bhai kisi bhe business main jub hum ko loss hota hai to hum uss loss ki waja ka pata lagatey hai takay wohe loss hum ko dubara na ho sakay or Un galtiyo sey faida uthai or wohe galtiya dubara na ho sakay ye kisi bhe business ka rule hai ka us main profit or loss hota hai humko apne galtiyo sey sikhna chaiye forex bhe isi tarhan hota hai.
          • #20 Collapse

            most of the new traders start the Forex trading business without its knowledge and training so by this way they commit a lot of mistakes in this business so they should learn from the mistakes done by others and try to not do it again.
            • #21 Collapse

              jo b ham se trading me mistakes hoti hey hamy us me se learning karni chaye agar ham mistakes per se trading me karen gey to kabi b forex me ham kamyab nahi ho sakty
              • #22 Collapse

                Koi bhi aisa insan nahi hy keh jis sey mistakes na hoti hon. Hamain apni mistakes sey learn karna chaheye aur un sey pareshan nahi hona chaheye. Jab hum mistakes ko control kr lain gey to hamara loss kam ho jaye ga aur isi tarah hamara profit bhi automatically barh jaye ga.
                 
                • #23 Collapse

                  jee haan buhat achi baat likhi hai aap ne agar aap mistake kartay ho to koi masla nai hai lekin agar aap baar baar aik he mistake karay jarahay ho aur loss hota jaraha hai to is m totally aap he ka fault hai
                  • #24 Collapse

                    Trading mai trader ko profit or loss dono hi hotay hai kbi loss to kbi profit.or agr loss ho jaye to trader ko leave nhi krna chahiye blkay apni mistake ko learn krna chahiye or apnay loss ko recover krnay ki poori koshish krni chahiye.Or Stop loss ko zroor use krna chahiye.
                    https://t.me/pump_upp
                    • #25 Collapse

                      han dear aap istake sey kafi learn kr sakty hain ye aik risky buiness hai jab ap ko loss ho ga phir aap is ko learn kro gay is trh aap kamyaab ho jao gay ye aik acha buiness hai is ko mehnat sy kia jata hai
                      • #26 Collapse

                        Yes we are learn the mistake. We are try to improve the quality of trade and work from.the market regular. We are earn the money.
                        • #27 Collapse

                          Ap ko apni mistakes se always learn kerte rehna chahiye kiyun ke jab tak ap learning nahi kerte hai is field main ap kuch nahi hasil ker sakte hai or sub se important baat yeh hai ke ap mistakes ker hi kyun rahe hai is field main
                          • #28 Collapse

                            g han mistakes se learn karna chayhe agar ham mistakes ka analysis karen ge tu hamen boht experience milage aur loss hone k wajuhat maloom hojaen ge is lye mistakes se seekna chayhe aur next time repeat nai karne chayhe..
                            • #29 Collapse

                              yes true jab bhi aap ki koi galti hoti hai to aap ko koi loss hota hai to aap is se seekho na ky k apni himmat ko kho do aur forex ko hi choor do aap apni mistakes ko sudharny ki koshish karo aap sudhar bhi sakty ho aur in se seekh bhi sakty ho.agr aap serius ho kr learn kryn to aap bhot jld ayk kamiyab trader bn skty hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Gee mery bhai ap ki baat bikul durast hai k huym es market mai apni mistake say bhe bohat zada learning krtay hai. hum mistake ki madad say apni strategy ko behatr bhe kr sakty hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X