How we wait for our opened Order?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    dekho bhai agar order profit mn aagaya ha to phir app close kr do kiyn kah market ka nhi pata hota ha kah aik min mein uper ya aik min mn nechay to yeh bohat mushkil ha kah profit mn aa kr loss mn close krna parhe magar agar app ka pas acha koi analyist ha to phir to app wait kr kah zada profit mn ane ka bad close kr skte ho.
    us ka ilawa app pending order bhi creat kr kah chor skte ho jab app ka desired profit earn ho jate aur even take profit bhi set kr skte ho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      bhai jan kia pko Take profot yani T.P use nai karna ata ap usko set kar sakty hain k jahan tak sp profit kahama chahty hain wahan jaty he apki lot khudi close ho jati hay isi tara ap stop loss b laga sakty sakty hain ap agar apko loss ho to apki trad closs ho jaey
      • #93 Collapse

        Je han stop loss aur take profit options kafi behtr hain aisi sorat e hal main, kyonk jab apko pata nhe hoga k kitna loss ho rha hai aur kitn profit tu phr aur isk samny bethny k liye ap ko lazmi nhe hai bus stop loss laga dayn jisssay ap mazid loss nhe kr sakyngy aur sath main apko chahye k take profit bhi laga dayn takay profit bhi mil jaye apko.
        • #94 Collapse

          meray bahi ap ko order place krney ke baad jab profit me chala jaye to ap ko chahey ke usey waqat order ko close kr dey to best hai kuyu ke is tarha ap ka profit safe ho jaye ga nahi to ap is profit se bhe hath dho betho gey ...
           
          • #95 Collapse

            jii haaan dear agar market ki movement slow hai ya normal hai aur manzre aaam pe koi news bhi nahi hai to aap apna order place ya open kar sakte hian
            • #96 Collapse

              trade open or close karne ka daromadaar Market ki condition par hota he or me aapko mashwar dunga ke aap apni startegy banayen or phr us ke mutabiq apni daily target profit or Loss pips rkahen
              • #97 Collapse

                dear humain apne order kay liye forex business me learning karni chahiye aur agar humara order profit me ah jae to market kay trend kay mutabiq es ko close ya continue karna chahiye aur hum hedging se bhi asani se profit earn kar sakte hain.
                • #98 Collapse

                  Dear agar ap mazeed profit ka wait karna chahte hain to phir ap take profit laga len,is tarah ap online hon ya na hon,jb market apke take profit ko hit karegi to wo khud hi saara profit le lega aur apko online rehne ki zaroorat hi nahi paregi.
                  • #99 Collapse

                    Dear friend meray khayal se tou forex trading mein aap ko chahiye ke aap forex trading mein kisi achi currency per order lagaker chor dein aap ko profit hojayega.
                     
                    • #100 Collapse

                      ap ki bat sahi hy brother lekin is mein ap ko loss bhi to hos akta hy is mein ap ko jo mil raha hy mein samjta hun ko ly kar trade close kar deni chahye is mein market ka kuch pta nahi hota hy kab kesi ban jae.
                      • #101 Collapse

                        dear friend yi ik acha sawal hay hum ta thak trade na close karain jab thak humain profit nahe milta ,ha ager ap ki equity 0 ho jay to trade auto close ho jati hay to maray khayl may yi ap per depend kerta hay
                        • #102 Collapse

                          yah to ap ky experience py he depend akrta ha ky ap kis tarha ky trader han ager ap starting main ha to best ha ky ap is main treling stop use karin aur agar ap bhot kuch jan gy han to bether ha ky fix tp aur stop loss use karin
                          • #103 Collapse

                            bhai market me aap ko jab tak sahi trend maloom na ho jaye aap zara bhi agar confused hain to phir aap trading na karen kiun ke aap agar forex me greed or hurry se kam len ge to loss he hoga or profit kabhi nahi ho paye ga ...
                            • #104 Collapse

                              janab main samajhta hon k ua aap k analysis pa depend karta hai k app kitna a proft samajhta ho k us main hai aap k analysis k mutabiq jitna proit hona chahia aap us amount main take profit laga do takay jab app ka desired profit ho tu aap ki trade apna app close ho jay app k time bhi bachay aor app ko problem bhie na ho.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Dear friend meray khayal se tou aap ko chahiye ke aap kisi ach currency per order lagaein jis ki values ziyada up ho rahi hon uss ka order laga ker bhool jaein aap ko profit hojaye ga.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X