Forex trading ki market ke andar Agar Ham success Hona chahte hain aur regular profit Hasil karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham ismein relax hokar work Karen aur knowledge ke sath money management ko follow karte hue kam Karen Hamen kabhi bhi trade Lagane Mein jaldbazi Nahin Karni chahie Jab Ham indicator ko follow kar lete hain aur Hamen Ek Achcha analysis Karne Ko Milta Hai Aur Ek Achcha signal Milta Hai to ose Waqt ais market Mein Hamen trade Lagane chahie Jab Ham ismein Koi trade open kar lete hain to Uske bad Hamen trade ko close karne mein bhi jaldbazi Nahin Karni chahie Hamen Sahi point per close karne chahie tha ki Hamen ek achcha profit Le sake .
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим