Confidence aur Cool Mind sy trading karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Confidence aur Cool Mind sy trading karain
    Assalamu Alaikum dear friend Hamesha confidence ke sath kam Kiya Karen Kabhi Bhi Apne loss se tension create na Kiya karna hi emotion create Kiya Karen positively Apne kam ko perform karne ke liye hard work Karte Raha Karen Jitna Jyada of relax hokar apni trading ko pranam Karenge Apna Apna fayda Milega aur aap apne liye Jyada Se Jyada achievement karte hue kamyabi Hasil kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Confidence aur Cool Mind sy trading karain

    hamy achy confidence or cool mond ho kar forex main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham kmaayb ho sakty hain or ach bonsu hasil kar ky apna life styke cheng akr sakty han ham is main 124 ganhto main sy kis be waqt ka kar sakty hain yaia ik as abusienss hain jis main hama pny dosto ko be add kar sakty hain yaia ik best busienss hain
    • #3 Collapse

      Re: Confidence aur Cool Mind sy trading karain

      gee han dear app nain thek kaha hai hamain forex mian cool mind ho kay he hum is main kam karin gy to he hum is main kamyab hon gay forex main wohe log kamyab hoty hain jo is main relax mind or confidence kay sath kam karty hain
      • #4 Collapse

        Re: Confidence aur Cool Mind sy trading karain

        Forex mein hamesha wohi log kamyab hotay hain jo forex mein mehnat sae kaam kertay hain forex ko seekhtay hain iss mein apni learning ko improve kertay hain demo mein zayada sae zayada kaam kertay hain iss sae unn ka confidence bhi barhta hai aur phir woh forex mein achi trading bhi ker saktay hain aur aisay mein humain apnay mind ko bhi cool rakhna chahyea
        • #5 Collapse

          Re: Confidence aur Cool Mind sy trading karain

          G bilkul friends aap Ki baat theek hay trading key liy ye confidence aur mind satisfaction bahut zaruri hay agar aap confidence ke sath trading krain gy to aapki trade profit main zarur jayegi kyun ky on logon ki trade profit mein nahin jaati jin ky pass confidence nahin hota jaise hi unki trade unke opposite move karti hai To vah usko close kar dety hain lekin jo member confident hoty hain vah close nahin karty aur apni trade ko profit mein aany ke liye wait karty hain aur asy members ki trade profit main zarur aati hay.
          • #6 Collapse

            Re: Confidence aur Cool Mind sy trading karain

            Dear brother forex trading men kamyabi k liay self confidence ko improve karen aur pahlay achi tarah seekh kar phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir time ki achi investment karen aur lalach aur jald bazi se kam nah len aur small lot size ko use karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen aur kamyab traders ban saktay hen
            • #7 Collapse

              Re: Confidence aur Cool Mind sy trading karain

              G sahi kaha aapne dear member trader ko hamesha apne confidence or fresh mind sy trade karni chahiye kyo ky jab confidence or mind fresh hongy tou market ke tough situation mein bhi achy decision ke madad sy profit earn ho saky ga. Beshak loss hona business ka hissa hy lakin jab ye dono factors trader mein hongy tou bravely face or convert profit mein hoga. Forex jaisa professional business hy he total mind ka or har trader ko isky liye active mind ke sakht zarurat hy.
              Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
              • #8 Collapse

                Re: Confidence aur Cool Mind sy trading karain

                karenge inshallah jarur kamyab honge kabhi bhi mein joshna Ho apne kaam se karte rahen hogiForex mein agar Ham Apne daily kam Puri mehnat ke sath Karen aur apne Karm ke andar Hamesha acchi quality laane ke liye Apne seniors ki post aur thread ko acche tarike se read karen. To ham apna knowledge main ijaafa kar sakta han. Aur is hamare daily targets informative bana kar ham ak acha weekly bonus le sakte hain. Forex forum per Jitna Hamare post aur Hamare thread jitni Jyada mein nikalega chal raha hai koi nahin pata
                • #9 Collapse

                  Re: Confidence aur Cool Mind sy trading karain

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Dashing-Boy پيغام ديکھيے
                  Assalamu Alaikum dear friend Hamesha confidence ke sath kam Kiya Karen Kabhi Bhi Apne loss se tension create na Kiya karna hi emotion create Kiya Karen positively Apne kam ko perform karne ke liye hard work Karte Raha Karen Jitna Jyada of relax hokar apni trading ko pranam Karenge Apna Apna fayda Milega aur aap apne liye Jyada Se Jyada achievement karte hue kamyabi Hasil kar sakte hain
                  Dear forex friend jab marlet ke analysis hone ke bad tread open kare he to confidence ho ge ke profitbhasil ho ge air jab analysis nahi ho ge air tukki se treading kare ge to loss kare ge is waja se market ke analysis honi chaya
                  • #10 Collapse

                    Re: Confidence aur Cool Mind sy trading karain

                    hamy achy confidence or cool mond ho kar foreign exchange fundamental mehnat sy kam karna chahey pher hi ham kmaayb ho sakty hain or ach bonsu hasil kar ky apna lifestyles styke cheng akr sakty han ham is essential 124 ganhto fundamental sy kis be waqt ka kar sakty hain yaia ik as abusienss hain jis principal hama pny dosto ko be add kar sakty hain yaia ik nice busienss hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Confidence aur Cool Mind sy trading karain

                      Assalam walekum ji bilkul yah bahut hi achcha sal hai Kya aap trading apne cool mind se Karen kyunki jab Koi Banda tension mein aakar depression mein aakar trade lagata hai to uski trade acchi nahin lagti aur vah channels bhi nahin kar sakta jab mood fresh mind se trade karega aur coolminds 88 karega to har lihaj Seva ek acchi trade kar payega aur analysis bhi acchi tarike se Kar payega isliye hamen chahie ki jab Ham bhi Ham trade lagaen to Ham isliye hoge lagaen aur hamen Koi pareshani nahin honi chahie kyunki isase Ham loss se Bach sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Confidence aur Cool Mind sy trading karain

                        Confidance ho kar kam karnay say hii acha profit hasal hota hay aur dil laga kay liya hamay acha profit hasal kartay rahan chahiya aur dil laga kay kam karhay aur himat aur lagan kay sat kam kartay rahan chahiya aur acha kam karhay aur dil laga kay kam karhay yahi hamay acha profit hasal hota hay
                        • #13 Collapse

                          Re: Confidence aur Cool Mind sy trading karain

                          Assalam walekum ji han bilkul aapki baat bilkul theek hai hamen forex mein confidence ke sath kam karna chahie agar Ham forex mein confidence ke sath working karte Hain to fir Ham forex mein jarur kamyabi ho jaate Hain agar hamara confidence level hi hai aur ham forex mein positive thinking ke sath kam karte Hain to fir hamen forex mein kamyab hone se koi nahin rok sakta
                          • #14 Collapse

                            Re: Confidence aur Cool Mind sy trading karain

                            karenge inshallah jarur kamyab honge kabhi bhi mein joshna Ho apne kaam se karte rahen hogiForex mein agar Ham Apne every day kam Puri mehnat ke sath Karen aur apne Karm ke andar Hamesha acchi quality laane ke liye Apne seniors ki post aur string ko acche tarike se read karen. To ham apna information principle ijaafa kar sakta han. Aur is hamare every day targets instructive bana kar ham ak acha week after week reward le sakte hain. Forex gathering per Jitna Hamare post aur Hamare string jitni Jyada mein nikalega chal raha hai koi nahin pata
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Confidence Aur Cool Mind Sy Trading Karain

                              1. Confidence Ka Kirdar Trading Mein Kyun Zaroori Hai
                              Confidence trading mein bohot ahmiyat rakhta hai kyunki jab trader apne decisions par bharosa karta hai, tou wo market ke ups aur downs se ghabrata nahi hai. Confidence ke sath trading karna aapko decision-making mein mazid behtari aur tehqiqat mein madad de sakta hai, jo ke trading ke liye zaroori hai.

                              2. Emotional Control Ki Ahmiyat
                              Emotions ko control karna trading ka ek ahem hissa hai. Jab trader gusse, lalach ya dar ko control nahi kar sakta, tou woh jaldbazi mein ghalat faislay kar sakta hai. Is liye cool mind aur emotional control zaroori hai taake aap har waqt sahi faisla kar sakein.

                              3. Trading Ka Sahi Waqt Aur Strategy
                              Trading ke liye sahi waqt aur strategy ka intekhab zaroori hai. Trading mein confident aur cool mind ke sath ye samajhna zaroori hai ke market kis waqt kis tara movement kar sakti hai. Achi strategy aur waqt ka intekhab aapke trading experience ko behtareen bana sakta hai.

                              4. Research Aur Market Knowledge Ka Zariye Confidence
                              Research aur market ke bare mein maloomat hasil karna confidence ko barhawa deta hai. Jab aapko market ke trends aur patterns ka ilm hota hai tou aap behtar tarike se trading kar sakte hain. Research ke bina trading karna bilkul andhay mein teer chalanay jaisa hai.

                              5. Losses Se Seekhna Aur Aage Barhna
                              Trading mein kabhi kabhi losses ka saamna karna parta hai. Confidence aur cool mind se losses ko accept karna aur un se seekhna zaroori hai. Har loss ko seekhne ka moka samajhna chahiye taake aap agle trades mein behtar faislay kar sakein.

                              6. Risk Management Ka Faida
                              Risk management ka asar trading mein bohot ahem hai. Jab aap risk ko control karte hain aur apna account balance save rakhte hain, tou aap zyada confident aur stress-free rehte hain. Risk management se aapka mind cool rehta hai aur aapka confidence bhi barqarar rehta hai.

                              7. Over-trading Se Bachna
                              Over-trading confidence aur cool mind ko nuqsan pohchati hai. Zyada trades lena ya bina planning ke jaldi-jaldi trading karna aapko financially aur mentally exhaust kar sakta hai. Isliye, over-trading se hamesha bachen aur focus rehen.

                              8. Realistic Goals Rakhna
                              Trading mein realistic goals banana zaroori hai. Jab aap chhoti chhoti kamyabi par khush hote hain tou aapka confidence barhta hai aur mind cool rehta hai. Unrealistic targets set karna sirf pressure aur stress ka sabab ban sakta hai.

                              9. Trading Journal Banana
                              Trading journal maintain karna confidence aur learning ka behtareen tareeqa hai. Jab aap apne trades ka record rakhte hain tou aapko apne strengths aur weaknesses ka pata chalta hai, jo aapke confidence ko barhata hai aur mind ko cool rehta hai.

                              10. Patience Aur Wait Ka Tareeqa
                              Trading mein patience kaise rakhna hai ye sikhna bohot zaroori hai. Market kabhi bhi expected direction mein move nahi karti. Patience aur wait se aap apne confidence aur cool mind ko barqarar rakhte hain aur impulsive decisions se bache rehte hain.

                              11. Negative Soch Se Bachna
                              Negative soch ya negative influence aapke trading ke confidence ko nuqsan pohcha sakte hain. Positive mind aur apne goals par focus rakhne se aap cool aur focused rehte hain. Negative soch se bacha kar aap apna best decision-making process maintain kar sakte hain.

                              12. Discipline Ka Aim Aur Focus
                              Discipline ka aim aur focus trading mein zaroori hai. Jab aap discipline aur focused rehte hain tou aapke trading ke results achay aane lagte hain. Trading ko aik systematic aur controlled tarike se karna confidence aur mental clarity ko enhance karta hai.

                              13. Daily Learning Aur Improvement
                              Daily basis par trading ke bare mein kuch naya seekhna confidence aur cool mind ke liye faidemand hai. Market ki latest updates aur news ko follow karna aapko har waqt alert aur tayar rakhta hai. Daily learning se aapka trading experience barhta hai.

                              14. Trading Ko Aik Routine Ka Hissa Banayein
                              Trading ko aik routine ka hissa banane se aap zyada organized aur stress-free rehte hain. Jab aap apni trading ko ek routine ka hissa bana kar relax aur focus rehte hain tou trading ka experience cool aur stress-free hota hai.



                              اب آن لائن

                              Working...
                              X