7-10 days profit goes into loss in 1 Hour !!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
    Iski kia waja hai kay hum itni mehnat kar kay pura week profit lety hain or wo sirf achanak thory se hi time me loss me convert ho jata hai. Kia hum koi aisi scheme ya plan bana sakty hain kay ye profit zaya na ho or hamara ye khauf khatam ho jay?
    ji han ap biluul thek farma rahy hain k 10 din ka profit aik ghanty mein loss ho sakta hy keun k forex aik rsiky business hy or is mein hum loss ko bhi face kar sakty hain or loss and profit to business ka main part hain isliye hamen loss py dill chota nahi karna chahye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Bhai bat ya hay kay hum 7-10 din kay profit ko mehnat sa kama to lety hay par jab hum dekhty hay hum kafi kuch sekh gaye hay aur bht experience jan gaye hay bas wohi hamari ghalti hoti hay ya hum trade open karty waqt careless ho jaty hay aur bina kuch sochy samjy bari amount ma trade open kar lety hay lalach ma a kay aur jo hum nay week ma profit kia hota hay wo loss kar dety hay bas yahi kahu ga kay thora profit kary soch samj kay kary lalach na kary aur jitna mil raha ho usi ma guzara kary
      • #48 Collapse

        forex nam he isi chez ka hey riski jo hey . 7 10 din kia chez hey is main ap chahey 3 mah ka balance adhey ghuntey main ura dain wesey bhhe konsa pta chlta hey keh kis time markete news peh kis terf bhag jane hey
        • #49 Collapse

          forex ek risky business hey is liay is main proper management rakhna bohat hey important cheez hey is liay hum ko chaheay k is main jo b profit banaya ho is ko proper manege kar k rakthy lakin hum aisa karty hen k jo profit hum ny ek week main banaya hota hey usy hum ek he din main loss kar jaty hen..
          • #50 Collapse

            bhai forex mey to profit and loss is part of business .... But always learn the strategies first before investing.
             
            • #51 Collapse

              Yes totally Agree with you , bus humesha seekh seekh k agey barha jata hai , isliye kaam achey se samajh ana chahiye first.
                 
              • #52 Collapse

                ji ap ney theek baat kahi it is part of business , forex mey profit and loss to chalta rehta hai ...dil chota na karen .
                 
                • #53 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: sami پيغام ديکھيے
                  aisi koi scheme nahin hai brother app aisi strategy bana lo kay jab app ko profit ho app half ko withdraw karo aur half phir invest kar do is say app ka sara profit bhi zaya nahin ho ga aur koshish yehi kiya karo k market ko watch kar k trade karo aur lalach main na ayo.
                  main aapkee baat se ittefaq karta hun forex main hamen aisee stratege bananee chahiye kai jab profit ho tou iska 50% withdraw karlen aur 50% invest karden is tareeqay sai hama saara capital loss honai se bach jayegaa aur personal cash flow bhee main tain rahe gaa :)
                  • #54 Collapse

                    Hamara jb be loss hota ha ya to hamari rong trade order take karna par hota ha ya hum lahach ma akar lot volume size mini ya stander use kartey ha jis ki weja sa huma loss ho jata ha
                    • #55 Collapse

                      Brother is ki waja hamri mistake he hoti hai , ya phir hamra laluch ya hamare emotion hote hai , is leye is business k bare mein kaha gya hai jo b profit gain karo first us ko withdraw kerwa lo phir trading start karo is se yeh tou ho ga k aap apna gain kiya profit tou hath se kho betho gay her insan yeh he chahta hai k wo zaida profit ker k withdraw kerwaye isi waja se gain kiya profit b nikal jata hai.
                      :cool:!! Join Pak-Forex Forum !! Learn & Earn !! $0.20 Bonus Per Post !!:cool:
                      :cool:!! Monthly Bonus Limit $200 !!:cool:
                      • #56 Collapse

                        jee han forex tradign aik bohat hi risky business hi jis main ap ki choti si ghalti ap ko bara loss de deti hi iss lye ap ko achi learning kerni ho gi orr achi trading bi teke ap asani se achi earning hasil ker sakoo gye
                        • #57 Collapse

                          mrre bhai forex is best online busineess hy forex me hmara pory week ka profit es lye lose me bdal jata hy ke hmara koi plaan nae hota es lye hmy chahye ke ap plan bnaye aur plan ke tehat trading kry aur trading krty wqt greed na kry phr hmary profit me lose nae ho ga
                          • #58 Collapse

                            ya app kay tzarbay per depend karta ha kay app kay ander ketni skills ha aur skills ko behter karnay k leay app ko forex trading ke tmam malomat agathi karna huti ha aur usay demo account ma practice k zeryay behter karna huta ha fir app iss business ma kameyab hu saktay ha.
                            • #59 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
                              Iski kia waja hai kay hum itni mehnat kar kay pura week profit lety hain or wo sirf achanak thory se hi time me loss me convert ho jata hai. Kia hum koi aisi scheme ya plan bana sakty hain kay ye profit zaya na ho or hamara ye khauf khatam ho jay?
                              bhai aisa mumkin ni hai k ap ne hafty me profit bnaay ho or aik he ghanty me loss me tabdeel hogya hai aisa sirf usi soorat me huwa hoga k ap ne bari lot lagai hogi is lea me hmesha kehta hun k bari lot na lagao greed na kero is se ziada nuksaan hota hai bhai...
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Yah to market ka uthar charhao hota ha kay jab hum trade lagaty hain to phr kabhi woh market hum ko faida daiti ha aur kabhi rate up hota ha to iss say hum ko nuksan hotah a iss liye hum ko market kay trend ko achi tarah daikh kar trade lagani chahye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X