7-10 days profit goes into loss in 1 Hour !!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    ji han esa bilkul mumkin hai kyun ke forex trading main bohat sare ese traders bhi hain jo musalsal forex trading se profit hasil kar rahe hain uske lia apko money management bhi seekhne ki zarorat hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      Despite his scholarly credentials, Kaufman has not written a dry or academic book. Even without ever having cracked the spine of the novel
      • #483 Collapse

        Profit ky bad achanak loss ki sb sy bri waja hoti hy knowledge ka km hona aur rules ky bary men thk sy informations na hona.. Aur aisi koi scheme nhi hy jis k zriy sy losss ka drrr khtm kia ja saky agr aisi koi scheme hoti to phr ksi ko kbhi losss he na hota.. ek treka ye hy k thora thora profit withdraw kraty rahen...
        • #484 Collapse

          • #485 Collapse

            forex busiess hi ak is tra ka ha g is me ap ko loss ho jata ha 10 din ki kamai ak getnte me loss ho jata hag forex trading me kam krne wale traders ko careful ho kr trade krni chaey g or si tra se ap success hasil kr skte ho g forex me
            • #486 Collapse

              aisi koi scheme nahin hai brother app aisi strategy bana lo kay jab app ko profit ho app half ko withdraw karo aur half phir invest kar do is say app ka sara profit bhi zaya nahin ho ga.
              • #487 Collapse

                han yeh to hota hey forex main aur agar aap is main greedy bane to phir aap apna sara profit is main aik hi ghantey main ganwa saktey hain aur phir aap kahin ke nahin rehtey hain.
                • #488 Collapse

                  my dear friend aksar new trader ke sath esa hota hay ke wo eqarning karta hay aur phir sare i ko wo ek hee hour me lost karta hay . oon ka main reason emotion hota hay wo jab trading me baar baar earning karta hay to wo emotion me aakar big lots me trading shoro karta hay
                  • #489 Collapse

                    Mera khyal hay aisa sirf lalach ki waja say hota hay jab hum ziada profit ka lalach karen gay to humara hasil kea huwa profit sara loss main chla jaye ga aur humay aisa nai karna chahye.
                    • #490 Collapse

                      ap ko is ka asan tariqa bata dun k ap ko jo profit huwa hai us ko ap jald hi withdrawl kar wa lain to behtar hai warna ye nuqsan main ja skta hai.
                      • #491 Collapse

                        yes dear trading main to asa he hota hay jitni marzi earning ho jab ap traiding badly karain gay to sari ki sari earning khatum hot jat i hay janab je yea stock exchange jasa he kam ha.is leya asa he hota hay
                        • #492 Collapse

                          bhai g han ap bilkul theek hai forex bohat he risky business hai is me humein loss ka khatra hota hai or hum is me itni mehnat kar kar k 5 ya 7 din me profit hasil karty hai or wo 4 ghanto me he loss ho jata hai q k hum or profit hasil karny ka lalach karty hai or jo humara profit hota hai wo loss me change ho jata hai.....
                          • #493 Collapse

                            jee han ap different indicators ko use kar ke market ko judge kar sakty ho ke kaha is ka reverse ho sakta hai then waha ap tp set kar do to ap ka profit zaya nahi hoga
                            • #494 Collapse

                              trading ik business hae and kisi b
                              business main loss and profit k chances same
                              hote han so kisi b business main humain zeada
                              risk nahi lena chahea because risk big loss and
                              big profit ka sabab banta hae
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                dost jab bi trader apni planning se hat kay trading karay ga ya over trading karay ga ya over confidence ho jahay ga tab hi iss tara ka loss hota ha app apni planning kay motabiq agar apna target pohra kar laitay hain tu uss kay baad kisi sohraat main trading na karain
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X