7-10 days profit goes into loss in 1 Hour !!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    7 to 10 days profit goes in loss in one hour ho jata hey kio key forex mey har aik chez ho sakti hey laikin aap ko khuud hee khayal rakn ahoga is kaam mey aap ko apney aap ko set rakna parhay gaa thab hee aap ko loss honey key chances nahi ho gey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      Ap ki baat sahi he forex trading aik high risky business he jis me intihaai aehtiyat se work karna chahiey kahin aesa na ho ke ap ki mehnat ki kamaai zaya ho jae aur ap apne capital se mahroom ho jaen.
      • #348 Collapse

        This happens due to immaturity of the trader. As the new traders have less experience they after getting one or two positive trades open a big position which they do not know how to handle and in this way they got loss.
        • #349 Collapse

          ji haan forex trading main aesa to hota he hai is lye ap ko forex trading main sb dekh kr he forex trading krni chai hai khas kr trend ko achi trha dekhnay kay baad forex trading main trade krni chai hai
          • #350 Collapse

            asi koi scheme nahi hy ap ko chahiy ka ap trade thek sy lagye ya phir apna profit time sy hi withdraw krwa liya kren or trade market analysis kr k lagye is sy ap ko loss hony k chances kam ho gy
            • #351 Collapse

              i think mery khayail se rading main to asa he hota hay jitni marzi earning ho jab ap traiding badly karain gay to sari ki sari earning khatum hot jat i hay
               
              • #352 Collapse

                well my dear friend, iss baat main to koi doubt nahi hay kay forex trading main humari kae din ke mehnat kuch minutes ya phir kuch seconds main he change ho jati hay, meray khayal say ye humaray saath tab hota hay jab hum mismanagement aur properly work na kar kay trading kartay hon...
                • #353 Collapse

                  You can prevent this from happening again but can not just be done without putting to use some vital tools that has been integrated into the forex platform. the tool to use for such situation is the is the stop loss and the trailing stop. then, that can happen also when there is too large lot size in trading.
                   
                  • #354 Collapse

                    ye boht zabardast point uthaya hai aap ne hum din rat kori kori jor kay profit ikatha kartay hain or aik hi hour main wo sara profit lost hojata hai or ulta loss galay par jata hai. i dont know aisa kio hota hai mene bari bar kosshish ki hai k is cheez se bacho mgr phr yehi hota hai. bhr hal mene is se bachnay k lia yehi solution dhunda hai k jab bhi 5 6$ profit ai to usi din hi nikal lo is se aap ka profit bach jai ga test it strategy you will get succeeded.
                    • #355 Collapse

                      jee brother ager ap ne forex mn lalch ke tu ap ka sab capital loss mn ja sakta hy ap trade se pehle turi der ager markit ko study kar ln tu ap ko profit ho sakta hy
                      • #356 Collapse

                        aisi koi scheme nahin hai brother app aisi strategy bana lo kay jab app ko profit ho app half ko withdraw karo aur half phir invest kar do ta k apka sara profit loss me convet na ho is se apko loss kam ho ga
                        • #357 Collapse

                          Asslam o aliekum! Yes i can understand kay kya feel hota hai magar trading karty waqt humain greed ko side pe rkhna chaiye aur emotions pe bhe control rkhna zaruri hota hai
                          • #358 Collapse

                            Bhai jaan meri nazar me is ki sab se bari waja ye hai ke hum laalch me ajaate hain aur hum kam knowledge ki waja se trading karte hain is liye hume loss ka samna karna parta hai.....
                               
                            • #359 Collapse

                              trading to base he risk pay karte hyasa he hota hy profit earn karny diboht say din lag jatain hain lakin loss hony main mintue nahe lagta scheme to koi nahe albata agar stop loss or take profit ko use karan to ham loss sy kisi had tak bach saktain hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                nahi aisa nahi hota hai bhai is ka main reason yahi hai ke aap 7 se 10 din me thore se careless ho jate hain tabhi apa ko aise loss ka saamna karna par raha hota hai is lye jitna khayals e kaam karen ge utna he is me earn karen ge .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X