7-10 days profit goes into loss in 1 Hour !!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #736 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
    Iski kia waja hai kay hum itni mehnat kar kay pura week profit lety hain or wo sirf achanak thory se hi time me loss me convert ho jata hai. Kia hum koi aisi scheme ya plan bana sakty hain kay ye profit zaya na ho or hamara ye khauf khatam ho jay?
    hum pora week profit lety hia or wo sara zaya ho jata hia es ki waja ye hia k hume apny peso par trad karna nahi ata jb ke hume chahye k hum jitna profit kamayen us me sy thora widrw karwa len or baki envest kar den
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #737 Collapse

      hahaha ha aeas he hota hai yar es mai bohat risk hai aur mai be yaha 2 week kamatya hai thay aur e smai mujay ak he din mai loss yani ak he hour mai
      • #738 Collapse

        jab ap ko kafi profit mil jata hai to ap ko dhyan se trade ko open karna chahie kun ke jitna zyada capial hamare pass hoga utna hi hame zyada nuqsaan ho sakta hai is lie hame dhyan se tarde ko open karna chaie
        • #739 Collapse

          mera khayal hai k jab hum over trading karte hain to humara loss hota hai iss liye sabar se kaam lena chahiye aur itni mehnat kar k apna loss nahi karwana chahiye .
          • #740 Collapse

            han ye bat sahe hy kay trading may hum kabi kabi asa he karte hy kay profit bana late hy or bht kam time may o profit loss ma chala jata hy asa mare sat aksar he hota hy
            • #741 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
              Iski kia waja hai kay hum itni mehnat kar kay pura week profit lety hain or wo sirf achanak thory se hi time me loss me convert ho jata hai. Kia hum koi aisi scheme ya plan bana sakty hain kay ye profit zaya na ho or hamara ye khauf khatam ho jay?
              g bilkul ap apna ue khof khatam kr sktay hn ap phlay knowledge gain kren forex ka phr ap trade kren or jab ham pora week profit genrate krtay hn to ham ma lalach ajati h or apna sara profit ham deposit krwa detay hn ya ham phr over confident ho jatay hn ji ki waja say hmara sara profit loss ma chala jata h
              • #742 Collapse

                Asal main aisa bad planning ki waja se hi hota hai keh hum itna profit sirf aik hour main loss profit kar dete hain is ki waja hai aik to hum tezi se earning kay chakar main hote hain aur is tarah loss ho jata hai hum. Es kay elawa achi planing bhi lazmi hai.
                • #743 Collapse

                  je haan asa hota hai ap ju pura hafta profit lety hain achnak ap ku es ka kafi loose be ho sakta hai ye bari problem hai forex mein par ye sab forex nahi balkay trader karty hain ju buy aur sell lagtay hain thankful for question
                     
                  • #744 Collapse

                    g bhai bilkul aesa hi hai agar ap ne mehnat na ki aur greed kiya to ap ko buht loss ho sakta hai kyon ke kuch bhi ho jae greed nahi krna is mein ap aram se kaam krain aur earn krian jitna bhi ho thora ya zeyada buht hai
                    • #745 Collapse

                      forex ma ye nahe ha ap ko profit ho ga balky ap ko loss b acha khasa ho sakta ha..behter to yehi ha ap demo account ma zeyada sy zeyada paractics kar k experince aur knowledge hasil kar sakty hain.aur behteeren strategy k sth ap ap acha profit earn kar sakty hain
                      • #746 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
                        Iski kia waja hai kay hum itni mehnat kar kay pura week profit lety hain or wo sirf achanak thory se hi time me loss me convert ho jata hai. Kia hum koi aisi scheme ya plan bana sakty hain kay ye profit zaya na ho or hamara ye khauf khatam ho jay?
                        janab............asi koi b schem nhe ha pr ap asa kr sakta ha k ap ko jo collect hota ap us mai sa half collect kr lai or half sa trade kr lai is sa ap ko profit b ho sakta ha or loss b ziada nhe ho ga............it is just like stock exchange ae ga to Ak sath kafi ae ga or agr jai ga to sab...............:(
                        • #747 Collapse

                          bhai jan jaha tak mera khail hai k app trade se jitna bi profit kamaty hain usko usi time apni skrill k account main transfer kr lain then koi new trade lagain ise tarha earn kia hua profit bilkul bi zia nahi hoga aur hamain koi khoof bi nahi hoga
                          • #748 Collapse

                            g han ye baat bilkul thek ha ke iss kaam main aap ko profit to bht ha lekin iss main loss hotey bhi der nahi lagti iss liye agr aap iss kaam main success haasil krna chahtey hen to aap ko iss kaam ko very careful krna ho ga nahi to aap ki kuch dinon ki kia mahinon ki mehnat bhi mitti main mil sakti ha
                            • #749 Collapse

                              If you have made some profit from trading with your money then you should have to withdraw your profit on every time you make it , because if you keep your profit with your investment then there is big chance that you loss your money.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #750 Collapse

                                for me,,,,,,,, Especially in this area we must have patience, because in this area are many things that we should wait and look, and this takes time and patience is not small. and, if we want to enter the market, wait for the market is favorable. ...........

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X