7-10 days profit goes into loss in 1 Hour !!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #571 Collapse

    g han ye ap ny sahi kaha hy mein ap k sath agree karta hun ismein hum mehnat kar k profit hasil karty hen lekin aik ghalati ki waja sy hum sara profit kuch hi time mein gawa dety hen is mein hum ko ghalti nahi karni chahye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #572 Collapse

      open karna hai to hum apne instaforex account me mt4 terminal software download karna ho ga phir us ko install kar ke us me open account ka option hota hai us ko fill kare ge to humara account open ho jata hai jis me hum trading ki paractice kar ke knowledge hasil kar sakte hai....
      • #573 Collapse

        g bhai forex aek risky buisness ha jis mein kabi b kuch b ho sakta ha aur is liye humen carefull ho kar kam karne ki zaroort hoti ha to phir humen is buisness k zariye sy aek acha trend mil sakta hai
        • #574 Collapse

          loss ke aik waja ha over confidence aur dosri lalch jab koi thora earn kar leta ha tu woh bool jata ke trading main loss be ho sakta ha aur bari lot se trading karta jaldi bht zaida kmana chata jab aisa hota tu woh loss main chala jata ha
          • #575 Collapse

            is ki ik hi wajha ha k ap trade pay dehan nahi day rahay ya phir ap ka experince nahi ha ap ko apni galtio say sekhna chahiya takay ap apnay profit ko nikal saqay na k kho day sort out krnay say ap ka masla hu saqta ha
            • #576 Collapse

              haaan ye aksar naye ko hota hain us ki ghalti e hoti hain ka jis may wo trade karta hain us ka bary may us ko ilam nahi hota
              • #577 Collapse

                nahi bhia aisa aap ko he lagta hai mere khayal se kiun ke forex aiksa nahi hai aap i think 7 se 10 din me profit lene ke baad thore careless ho gaye hon ge tabhi loss hua ho ga
                • #578 Collapse

                  you must follow a good strategy and also you must follow a good money management plane because it will help you if you faced any loss when you are trading Forex.
                   
                  • #579 Collapse

                    If forex is never sustainable, it wouldn't be as popular as it is now and people wouldn't join it daily if it can't be dependable.
                     
                    • #580 Collapse

                      bro hum ko ziyada risk nahi lena chiye forex main rsk jaab trader lana start katna hai to fail ho jata hai aur phir wo kaam yaab mahi ho pata aur wo kehta hai ke mujhe loss ho gia
                      • #581 Collapse

                        G han jab b hum trade karte hain to us sa jo profit hasle ho ga wo zeda sa zeda halse no kane ki kosash karain us ka baad ja kar trade karne sa agar loss hota ha too ap jitna zeda profit ho ga utna hi kam kam karain us ka baad loss nia ho ga.
                        • #582 Collapse

                          bhai profit zaya na ho es k ley to hum ko chhoti trade lgani chahey q k chhoti trade pr km loss hota hai jis s humara profit zyada nahi hota or trade pe thora sabr kr k hum apni trade pr profit asani sy hasl kr sakty hain
                          • #583 Collapse

                            yes 7 se 10 dino ka profit ap ke aik ghalti ke waja se 1 he din me loss ho sakta he is lye jo forex trade he is me profit or loss brabar chalte he trade koi be ho ap ko thori he dair me amir aur thori he dair me ghreeb bna sakte he
                            • #584 Collapse

                              yhe jo ap keh rhy hain keh aisa hota ha to is trah ap khod mistakes krta ha to phir apni is mistake ko dosron pr dal data ha aisa na krain blkeh safe trading kr kay apny ap ko risk sy bacha kr trading krna hi bhtr hota ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #585 Collapse

                                Apki baat sahi hay bohat say traders kay sath aisa he huwa hay keh apna profit bnaya huwa itnay time say wo loss main convert kar lety hay aik ghanty main he so humay chahiey keh aisa na karen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X