Assalamu Alaikum doston mein aapke sath thoda technical knowledge share karna chahta hun ke reverse Head and Shoulder pattern Kya Hota Hai Jab market decrease hoti hai aur uske bad thoda increase aata hai aur FIR Ek Aur decreasing trend aata hai aur Itna Jyada hota hai ki vah pahle decreasing point ko cross kar jata hai aur fir market Wapas Dobara Apne original position per aati hai aur FIR Ek Dafa decrease hoti hai lekin pahle wale point se yani second point se kam to yah Ek Tarah ka reverse Head and Shoulder pattern ban jata hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим