trader's consistency bohat important hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trader's consistency bohat important hy
    Forex aik highly professional business hy jis mein trader ka professional hona intehai zaruri hy agar dekha jaay tou trader kahe main role hy jo apne loss or profit ky hony ka responsible hy. Ye tou sab kehte ky forex ky liye knowledge or experience ka hona zaruri hy or infact ye forex ke demand bhi hy apne traders sy lakin insy pehle trader ka consistent hona sabse zaruri hy or agar trader consistent hy tou patience or positive mindset build in hoga. Trading ka bohat deep connection hy mind ky sath kyo ky trader ka trading sikhna, wise decisions lena or profitable trade ya loss ky baad apne confidence or work mein consistent rehne ka sirf mind work karta hy. Zyada traders trading karne ke suggestion dil sy karte lakin is baat ko hamesha yaad rakhna chahiye ky jab trader ka mind strong hoga tou dil bhi automatic mazboot hoga ye psychological baat hy or zyada tar traders na kam bhi isliye hoty kyo ky wo opposite karte.
    Forex ki history bhari hoi aisy traders sy jinky pass quality knowledge or behtareen experience hy lakin unki trading history mein profitable trade kyo kam hy or aksar tou failures bhi hain. Iski waja sirf yehi hy ky behsak achi knowledge or experience ho lakin jab apka proper mindset nahi hy or trader apni trading ky liye consistent work nahi kar raha tou output bhi waisa aayega jaise input hoga. Forex mein 90% fail traders jab apna bad experience expose karte tou newcomers py iska bohat bura asar parta hy or bajaay wo experts or successful traders ki trading daikhne ky wo unko he follow karte jo na kam hain. Trader ko chahiye ky hamesha apne kam mein consistent rahy isy trader mature or successful hoga. Members sy request hy ky apni suggestion dain jisy trader consistent rahy or kamyabi hasil kare trading mein.
    Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trader's consistency bohat important hy

    Yes. Forex trading ma consistancy bhot matter karti hai. Trading ma wo he kamayab hota hai jo result ki parwa ni karta or continuous hardwork karny ko apni adat bana leta hai. Jo trader loss k bad himmat har jatyn hain wo kbi acha result hasil karny ma kamyab ni hoty. Asy trader hamesa account wash hony par etna afsoos kartyn hain k ye unk sath kiya ho giya. Forex ma loss hona normal si bat hoti hai. Yaha har trader ko loss hota hai. Loss sy ham sekhna chahe or loss k bawajood hamy motivation sy work karna ni chorna chahe. Forex ma agr bar hardwork karny sy acha result ni mela to pareshan na hi same spirit sy apna work jari rakhyn. Forex acha reward deny sy pehle trader ka hosla check karta hai. Jo trader deserve karta hai ye acha profit usi ko he deta hai. Ik bar acha work karny sy apko acha reward ni mela to mayoos na hon or esi tarha mehnat sy kam ko jari rakhyn apko next time zarur acha reward mel jae ga. Jo trader forex ma consistant hoty hai wo acha knowledge or experience hasil karny ma kamyab ho jaty hain. Forex ma ik professional trader banany k lae knowledge or experience bhot matter karta hai. Ye knowledge or experience wsy he bethy bethae hasil ni ho jata es k lae pehle forex ko acha time dena hota hai. Forex k work ko regularly karna chahe. Ik din kam karyn or phr ik week mur kar forex ko na dakhyn to eska kio benefit ni mele ga. Forex b acha reward dety waqat trader ki consistancy ko check karta hai. Ham agr regular reh kar work ni karna chanty to es ma hamary lae phr kuch ni hai. Iregularly kam karna hai to phr kam na he karyn kiu k asa work kbi fruit ful sabit ni hota.
    • #3 Collapse

      Re: trader's consistency bohat important hy

      yes dear, forex ma consistant rehnay sa hi hmain iski latest aur updated informations hasil hoti hain jin k mutabik kam kar k hm apnay liay achay results hasil kartay hain, agr is ma consistancy k baghair kam kia jay to ye sirf wastage of time hi ho ga aur benificial sabit nhi ho ga, forex ma traders ko roz ka kam roz kaarna chaiay aur aj ka kam kal par na chorain, agr aik proper routine adopt kar k kam kia jay to asani b ho gi aur kam karnay ka burdin b feel nhi ho ga aur result ma acha reward b mil jay ga, is liay mehnat k sath consistant ho k kam karain gay to tb hi forex ka experience aur knowledge gain kar sakain gay, aisay traders nakami ka shikar ho jatay hain jin k pass learning to hoti hain lakin wo consistant ho k unhain thek tarikay sa apply nhi kartay, achay aur timely decisions la k profitable trading tb hi possible hoti ha jb regular ho k forex market sa intouch rahain gay aur tb hi expert trader bna ja sakay ga, forex trading ma aik do trades sa profit hasil lar k account wash kara daina koi bari baat nhi, professional aur mature trader wo hi hota ha jo consistantly benifits hasil karta ha, routine k sath kam karnay sa hi forex sa achi earning possible hon gi jis ki har trader khuaish karta ha aur jin sa hmari life ki economical problems km hoti hain aur future bright hota ha, lihaza forex ma consitantly behtar quality ka kam kar k hi hm fruitful results hasil kar saktay hain
      • #4 Collapse

        Re: trader's consistency bohat important hy

        Agar ham forex market main trading ko importance dety hain tou ham phir forex market main continue trade kerty rehty hain isterha ham market ky bahaviour ka achi terha samajh jaty hain ky hamain yeh experience hasil ho jata hai ky market ka kis terha ka behavior Ho tou market ki next movement Kia hoti hai phir ham usi ky mutabiq forex market main trade open kerty hain tou hamain bahot acha profit bhi hasil ho jata hai agar Ham forex market main bahot bari amount bhi investment ker lety hain lety hain lekin market ko importance nehi dety kabhi trade start ker lety hain aur kabhi trade kerna chor dety hain tou is terha jab bhi ham kuch time period ky liay market sy out ho jaty hain tou hamara sara ridham break ho jata hai then again hamain market ko samajhny main kafi time period required hota hai ky ham continue forex market ko maximum time dety hain tou dobara ham market ky bahaviour ky sath familiar hony ky bahd trade continue kerty huey kuch profit hasil kerna shoru ker dety hain lehaza hamain forex market main consistnacy ky sath trade continue kerni chahiay ky ham her dafa trade open kerain aur hamain profit hasil hota rehy

        Agar ham trade start kerny ky bahd trade continue kerty hain beshak hamain loss bhi hota rehy tab bhi tou aik time aesa bhi ata hai ky jab ham jo bhi trade kisi pair main open kerty hain us main hamain profit bhi zarur hasil hota hai kyun ky long time ky liay forex market main regular trade kerty huey hamain trading ka bahot acha experience hasil ho jata hai aur phir wohi experience hamari kamyabi ka sabab banta hai isliay jahan tak mumkin ho saky hamain loss ky bawajood bhi forex market main trade continue kerni chahiay
        Last edited by ; 21-08-2020, 04:04 PM.
        • #5 Collapse

          Re: trader's consistency bohat important hy

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Akbrohi1 پيغام ديکھيے
          Forex aik highly professional business hy jis mein trader ka professional hona intehai zaruri hy agar dekha jaay tou trader kahe main role hy jo apne loss or profit ky hony ka responsible hy. Ye tou sab kehte ky forex ky liye knowledge or experience ka hona zaruri hy or infact ye forex ke demand bhi hy apne traders sy lakin insy pehle trader ka consistent hona sabse zaruri hy or agar trader consistent hy tou patience or positive mindset build in hoga. Trading ka bohat deep connection hy mind ky sath kyo ky trader ka trading sikhna, wise decisions lena or profitable trade ya loss ky baad apne confidence or work mein consistent rehne ka sirf mind work karta hy. Zyada traders trading karne ke suggestion dil sy karte lakin is baat ko hamesha yaad rakhna chahiye ky jab trader ka mind strong hoga tou dil bhi automatic mazboot hoga ye psychological baat hy or zyada tar traders na kam bhi isliye hoty kyo ky wo opposite karte.
          Forex ki history bhari hoi aisy traders sy jinky pass quality knowledge or behtareen experience hy lakin unki trading history mein profitable trade kyo kam hy or aksar tou failures bhi hain. Iski waja sirf yehi hy ky behsak achi knowledge or experience ho lakin jab apka proper mindset nahi hy or trader apni trading ky liye consistent work nahi kar raha tou output bhi waisa aayega jaise input hoga. Forex mein 90% fail traders jab apna bad experience expose karte tou newcomers py iska bohat bura asar parta hy or bajaay wo experts or successful traders ki trading daikhne ky wo unko he follow karte jo na kam hain. Trader ko chahiye ky hamesha apne kam mein consistent rahy isy trader mature or successful hoga. Members sy request hy ky apni suggestion dain jisy trader consistent rahy or kamyabi hasil kare trading mein.
          Assalam o Alaikum! Dear member consistency learning aur succes ki key ha. Ham forex man start man ager consistently hardworking aur learning karen to hamen forex per acchi kamyabi mil sakti hai Forex mein agar Ham consistently apni Har EK post ke sath Apne dusre member ki ek post ko read Karen To Hamen main Achcha knowledge Hasil ho sakta hai aur ham pura week consistently Agar kam Karen aur kisi din ki bhi post Jaya na Karen To Ham Forex ke upar Ek acchi learning Hasil kar sakte hain aur Forex per Ham apne aap ko Kamyab kar sakte hain isliye Hamen chahie ki Ham Forex form per Apne senior score for loan Karte Rahen aur apne Karm ke andar consistency Lekar Aaye Agar Shuru Mein Chahe Hamen success Hasil na Bhi Ho To Ham Apna Kam na chhode aur Sabar ka muzahira Karen To Hamen bahut jald hi Forex ke upar kamyabi Milana shuru ho jayegi.

          Forex trading ko sikhane ke liye Agar Ham demo account ki consistently practice Karte Rahen aur daily ki trade analysis aur ek trade Jarur lagaen demo account ke upar To Hamen main Achcha trade experience Hasil ho sakta hai. Demo car consistent use or positive use aur Aisa use Jaise Ham real account ke upar kam kar rahe hain Is Tarah kam karne se Hamen demo account se Kafi experience Hasil ho sakta hai demo account ke bagair kabhi bhi Ham trading ke andar hundred percent theek Nahin ho sakte aur Kabhi Bhi Apne experience ko bada aur mistake ko Kam Nahin kar sakte. Agar Ham Chahte Hain Ki Hamare trade analysis ke andar Qureshi Aaye To Hamen demo account per practice ke andar consistency Lekar aani Hogi aur timetable ke mutabik demo ki unke Upar kam karna hoga to tab hi Ham acchi success Hasil kar sakte hain.

          Agar Ham trading Mein kamyabi Chahte Hain To Hamen market ko consistently watch karna chahie aur consistently uske upar Apne analysis check karne chahie aur previous de ke sath unko compare karna chahie Is Tarah Hamen commodities aur currency pairs ke bare mein acchi information mil Jayegi aur jab Unki Upar Ham trade Karenge To Ham acchi trade kar Sakenge aur Hamari trade hundred percent sure hai ki vah profit Mein hi jayegi.
          • #6 Collapse

            Re: trader's consistency bohat important hy

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Akbrohi1 پيغام ديکھيے
            Forex aik highly professional business hy jis mein trader ka professional hona intehai zaruri hy agar dekha jaay tou trader kahe main role hy jo apne loss or profit ky hony ka responsible hy. Ye tou sab kehte ky forex ky liye knowledge or experience ka hona zaruri hy or infact ye forex ke demand bhi hy apne traders sy lakin insy pehle trader ka consistent hona sabse zaruri hy or agar trader consistent hy tou patience or positive mindset build in hoga. Trading ka bohat deep connection hy mind ky sath kyo ky trader ka trading sikhna, wise decisions lena or profitable trade ya loss ky baad apne confidence or work mein consistent rehne ka sirf mind work karta hy. Zyada traders trading karne ke suggestion dil sy karte lakin is baat ko hamesha yaad rakhna chahiye ky jab trader ka mind strong hoga tou dil bhi automatic mazboot hoga ye psychological baat hy or zyada tar traders na kam bhi isliye hoty kyo ky wo opposite karte.
            Forex ki history bhari hoi aisy traders sy jinky pass quality knowledge or behtareen experience hy lakin unki trading history mein profitable trade kyo kam hy or aksar tou failures bhi hain. Iski waja sirf yehi hy ky behsak achi knowledge or experience ho lakin jab apka proper mindset nahi hy or trader apni trading ky liye consistent work nahi kar raha tou output bhi waisa aayega jaise input hoga. Forex mein 90% fail traders jab apna bad experience expose karte tou newcomers py iska bohat bura asar parta hy or bajaay wo experts or successful traders ki trading daikhne ky wo unko he follow karte jo na kam hain. Trader ko chahiye ky hamesha apne kam mein consistent rahy isy trader mature or successful hoga. Members sy request hy ky apni suggestion dain jisy trader consistent rahy or kamyabi hasil kare trading mein.
            G hna dear forex trading mai ap shughel kay tor pay kam kartye hain tu es mai ap ka faida nhi hota hai kiyu kay ap nay forex mai kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai poori tarha kam karain ta kay bad mai ap ka kam acha ho pata hai tu ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain jub kay ap ka kam hai kay ap forex market mai mil jhul kay mahnet aur lagan kay sath kam karain ap es mai acha kam kartye hain tu ap es mai ka hi nakam nhi hotye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai fazool kamo ko chor kay forex mai mahnet aur lagan kay sath ap kam start kar dain es mai ap apna career banye ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath kam karain ap ka kam hai kay ap baki kay fazool kamo ko chor dain kiyu kay us mai kam karna pher acha nhi hai jub ap kay pass forex jaisa business hai tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam karain ta kay bad mai ap klaiye masla kam banta hai tu ap forex mai acha kam kartye hai aur ap es mai regular kam kartye hain tu forex ap ko hamesha faida daitye hain tu ap nay ager es mai acha profit laina hai tu ap ka kam hai kay ap es mai hamesha acha kam kiya karain ap acaha kam es mai kar saktye hain ager ap es mai mahnet kay sath aur poorye dhiyan kay sath kam kartye hai tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap es mai kamyab ho jatye hain tu kamyabi ap kay achye kam hai ap ka kam acha hai tu ap es mai kamyab hai ap ka kam acha nhi hai tu ap es mai kabhi kamyab nhi ho patye haim tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kiya karain
            $$$ Never Give Up $$$
            • #7 Collapse

              Re: trader's consistency bohat important hy

              Dear aapane bahut hi important topic discussion ke liye select kiya hai no doubt Jab Ham Forex trading Mein kam kar rahe hote hain to ismein kamyabi Hasil karne ke liye Humko ismein consistent Hona chahie Kyunki jab tak Ham ismein consistent Nahin Honge use Waqt Tak Ham kabhi bhi acchi trading nahin kar sakte aur kabhi bhi Forex trading Mein acche results Hasil nahin kar sakte consistent ka matlab hota hai ki Ham regular basis per Ek protein ke sath ismein kam Karte Rahen Agar Ham regular basis per Kam Nahin Karenge aur Daily ka Kam Nahin Karenge To Ham kabhi bhi ismein acche results aur successful trader Nahin Ban Sakte.

              Isliye agar aap Forex trading co part time join kar rahe hain to regular basis per iske liye ek specific time select kar le jismein aapane daily basis par essay related coach information aur Na Lage Hasil karna hoga aur daily basis per isko routine ke sath time Dena Hoga agar aap is routine ko disturb kar lete hain to aap ismein kamyabi Hasil nahin kar sakte jab tak aap ismein consistent Nahin Honge aap Iske complete results Hasil karne ki position Mein Nahin a Sakte.

              Forex trading me jab aap successful trader ki qualities ko dekhte hain kaun Mein Ek Ke Bhi bahut hi important quality hoti hai ki vah Apne working session mein consistently is per kam kar rahe hote hain aur daily basis per iske liye 1 specific time limit select ki Hoti Hai Jiski basis per Apna target achieve karne ke liye koshish kar rahe hote hain Agar Ham ISI Tarah is per Achcha kam Karenge to Humko bahut acche results mil sakte hain aur ham successful trader Ban sakte hain consistency Ek bahut hi important Sakta Hai Jis Par focus karne se Hamari trading profitable aur effective ho sakti hai.
              • #8 Collapse

                Re: trader's consistency bohat important hy

                trading karne mein basically sabse jyada important baat yah hai ki members ko relax mind ke sath aur acche decisions lene hote hain aur yah decisions members apne acche experience ki vajah se le paate Hain aur har EK member ke liye sabse jyada important baat yah hai ki unko trading se related experience hasil karna hota hai aur FIR use experience ko improve karna hota hai aur yah experience hasil karne ke liye members ko maximum online hokar aur apne kam ko continue karna hota hai aur apne kaam mein jyada hardworking bhi karna hoti hai aur uske bad har EK member ke liye yah baat bahut jyada important hai ki members ko trading se related apni practice ko bahut acchi tarah se continue karna hai aur yahi vajah hai ki yah practice members ko acche result deti hai kyunki jab tak koi bhi member acchi tarah se practice ko continue nahin karega tu is tarah se usko trading karne se related koi bhi experience nahin Mil payega aise members bhi hain ki jo form per online hokar aur apne senior traders ke kam ko read kar rahe hote hain aur FIR unse jyada guidelines le rahe hote Hain senior members ke pass maximum achcha experience hota hai aur vah experience aarekh members ko apne trading mein istemal Kar lene ke liye unke kam ko follow karna hota hai sabse jyada important baat yah hai ki har EK member ko apne account per khud se Hi trading karna hogi aur apni trading mein sirf apna experience istemal karna hi sabse jyada accha sabit hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: trader's consistency bohat important hy

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Akbrohi1 پيغام ديکھيے
                  Forex aik highly professional business hy jis mein trader ka professional hona intehai zaruri hy agar dekha jaay tou trader kahe main role hy jo apne loss or profit ky hony ka responsible hy. Ye tou sab kehte ky forex ky liye knowledge or experience ka hona zaruri hy or infact ye forex ke demand bhi hy apne traders sy lakin insy pehle trader ka consistent hona sabse zaruri hy or agar trader consistent hy tou patience or positive mindset build in hoga. Trading ka bohat deep connection hy mind ky sath kyo ky trader ka trading sikhna, wise decisions lena or profitable trade ya loss ky baad apne confidence or work mein consistent rehne ka sirf mind work karta hy. Zyada traders trading karne ke suggestion dil sy karte lakin is baat ko hamesha yaad rakhna chahiye ky jab trader ka mind strong hoga tou dil bhi automatic mazboot hoga ye psychological baat hy or zyada tar traders na kam bhi isliye hoty kyo ky wo opposite karte.
                  Forex ki history bhari hoi aisy traders sy jinky pass quality knowledge or behtareen experience hy lakin unki trading history mein profitable trade kyo kam hy or aksar tou failures bhi hain. Iski waja sirf yehi hy ky behsak achi knowledge or experience ho lakin jab apka proper mindset nahi hy or trader apni trading ky liye consistent work nahi kar raha tou output bhi waisa aayega jaise input hoga. Forex mein 90% fail traders jab apna bad experience expose karte tou newcomers py iska bohat bura asar parta hy or bajaay wo experts or successful traders ki trading daikhne ky wo unko he follow karte jo na kam hain. Trader ko chahiye ky hamesha apne kam mein consistent rahy isy trader mature or successful hoga. Members sy request hy ky apni suggestion dain jisy trader consistent rahy or kamyabi hasil kare trading mein.
                  Ji bilkul aapane bahut hi behtarin information share Ki Hai Forex trading aik professional business hai aur profitable business hai is business ke andar Hamen loss bhi hota hai aur is business ke andar Hamen profit bhi Hota Hai is business mein bahut jyada log nakam is vajah se Hote Hain Jab unko loss hota hai to vah apna confidence Kho Dete Hain aur vah ismein jazbati hokar work karte hain aur jaldbazi karte hain Apne loss ko recover karne ke liye Jiski vajah se vah ais market ke andar Big Lot size ka istemal karte hain aur vah money management ko bilkul bhi follow Nahin karte hain Jiski vajah se vah Forex trading ke andar naqam ho Jaate Hain aur unhen is mein loss ka Samna karna padta hai forex trading ke andar koi bhi Aisa trader nahin hai jisse aaj tak forex trading Mein loss Na Hua Ho Forex trading ke andar Sabko loss hota hai Magar loss ko recover karna Ek bahut hi Badi kamyabi hai . Aur loss ko Vahi log recover Karte Hain Jo ismein Sabar ke sath kam Karte Hain .
                  Forex ke andar bahut jyada log kam Karte Hain Magar ismein 90% log nakam aisi vajah se nakam Hote Hain Ki vah isko Luck samajhte hain aur vah yah samajhte Hain Ki yah business Ek game hai agar vah ismein work karte hain Agar Unka Kismat acchi hai to vah ismein profit Hasil kar sakte hain Jiski vajah se vah Forex trading ka knowledge or experience Hasil Nahin Karte aur without demo account practice ke vah ismein work start kar dete hain aur ek Badi investment kar lete hain aur jab real Mein kam start karte hain First main to Unka Tuka lag jata Hai Magar over all unko is market Mein loss ka Samna karna padta hai Kyunki yah market Ek Aisi market hai agar is Mein Ham Thodi Si mistake Karte Hain To Hamen main Bada loss hota hai Hamen ismein knowledge or experience ke sath aur money management ke sath work karna hota hai tab Hum Ko ismein kamyabi milati Hai .
                  • #10 Collapse

                    Re: trader's consistency bohat important hy

                    Forex trading me consistent hona ya apni trade pr qaim rhna bohat zaroori hai aksar log trade lagaty hain tu wo loss me chali jati hai js wo preshan ho jty hain or preshan ho kr trade ko close kr daity hai js unko loss hota jata hai or itna zaida loss hota hai kh wo apna account wash kara laity hain unky liay zaroori hai phely forex trading ke ilm hasil karein or jb ilm hasil ho jay tu phir demo pr practice kar lein es ky baad real account me effort start karein or apni trade pr qaim rahein kh market profit zaroori dy ge beshak small profit he dy jb tk ap ko forex trading ka sahi wala ilm hasil nai ho tb tk apko acha profit ni ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: trader's consistency bohat important hy

                      Ji bilkul main aapki baat se agree karta hun trading karte hue Hamen knowledge or experience ki to jarurat Hoti Hai Kyunki Bina knowledge aur experience ke To Ham kabhi bhi trading Mein kamyabi Hasil nahin kar sakte but is Se Bhi Jyada important cheese vah yah hai ki aap apne kam se Kitna fair hain aur Kitna aap responsible hokar kam ko perform kar rahe hain aur Kitna regular tarike se apne kam ko perform karte hain yah bahut hi jaruri factor hai trading karne ke liye Jab Bhi aap trading Karte Hain To Hamesha aap ko kamyabi Hasil karne ke liye bahut jyada experience ki jarurat Hoti Hai Jitna Jyada professional trader ke Taur per kam Karenge itna hi aapko fayda Milega aur apne liye kamyabi Hasil kar sakte hain but trading ka jo sabse important factor hai vah hai aapke mind-set aur aapke Dil Ke Sath Itna Jyada aap kam ko serious lete Hue perform Karenge utna hi aapko trading Mein fayda mil sakta hai Forex Ek Aisa business Hai Jis per kamyabi Hasil karne ke liye jaruri hai ki aap apne kam ko serious aur regulatory ki sath kam ko perform Karen aur Kabhi Bhi Apne kaam ko perform karte hue aapko emotional Nahin Hona chahie aur na hi Kabhi jaldbazi se kam karna chahie

                      Trader consistency:
                      Consistency ka matlab yah hai ki Jab Bhi aap trading Karte Hain To serious hokar regular Apne kam ko aap perform Karen aur kabhi bhi kam karte hue aapko emotional Nahin Hona chahie balke Apne kam ko Kamyab banane ke liye aapko Jyada Se Jyada hard work Karte Rahana chahie aur information aur knowledge ko gain karne ke liye aapko mehnat Karte Rahana chahie Jab Bhi aap trading Karte Hain To sabse pahle Apna mind-set Aise banaa Lenge Apna Kam ko daily perform Karenge Iske alava Apne kam ke bare mein information aur knowledge gain karne ke liye Apne senior member se aur internet ki madad se yah Forex forum pay post ki madad se apne knowledge or experience Mein ijafa karne ke liye mehnat karte rahenge kabhi bhi kam karte hue agar aap serious Nahin Hote To aapko fayda Nahin ho sakta Hamesha Forex per kamyabi unhi Logon Ko milti hai jo professional tarike se kam karte hain aur apne kam ko regular perform Karte Hain

                      Apni trading ko Kamyab banane ke liye Hamesha aapko seriously Lena padta hai aur jab bhi aap trading Karte Hain To market ke bare mein analysis liya Karen markets ki condition aur Market ke Trend ko Dekhte Hue trade ko open Kia Karen is ke alava indicators ko Jarur follow Kiya Karen aur simple indicators ko use karte hue apni planning Kiya Karen kabhi bhi Bina soche samjhe trade ko open na Karen Jab Bhi aap trading Karte Hain To Hamesha han Apne senior member se advice liya Karen Iske alava aapko news update Ka bhi Khyal Rakhna chahie Iske alava apni trading ko kamyabi ke sath perform karna chahte hain aur Jyada Se Jyada earning Chahte Hain To Apne kam ko regularly pura Kiya Karen aur Kabhi Bhi Apne kaam se bhagane Ki Koshish Na Kiya Karen Forex Ek Aisa business hai jo UN logon ko bahut hi hi jyada earning deta hai jo Apne kam ko regular perform karte hain aur ek time management ke sath Forex per kam karte hain aur is kam Mein interested Hote hue Jada Jada hard work Karte Hain To UN Logon Ko Forex professional trader banati hai aur unko bahut hi accha profit bhi gain karne ka mauka Deti Hai
                      • #12 Collapse

                        Re: trader's consistency bohat important hy

                        forex buying and selling me constant hona ya apni exchange pr qaim rhna bohat zaroori hai aksar log change lagaty hain tu wo loss me chali jati hai js wo preshan ho jty hain or preshan ho kr alternate ko near kr daity hai js unko loss hota jata hai or itna zaida loss hota hai kh wo apna account wash kara laity hain unky liay zaroori hai phely foreign exchange trading ke ilm hasil karein or jb ilm hasil ho jay tu phir demo pr exercise kar lein es ky baad real account me attempt begin karein or apni trade pr qaim rahein kh marketplace earnings zaroori dy ge beshak small income he dy jb tk ap ko foreign exchange trading ka sahi wala ilm hasil nai ho tb tk apko acha earnings ni ho ga
                        • #13 Collapse

                          Re: trader's consistency bohat important hy

                          Ji han bhai jaan aapki baat bilkul theek hai main aapki baat ko mangta hun aur main aapko batana chahta hun kya humko chahie ki Ham Jo trading kar rahe hain ya FIR trading mein profit hasil karne ke liye instaforex per kam kar rahe hain Pakistan forex form ko use karke Ham ek achcha aur aur high level ka profit increase ka sakte hain isliye humko chahie ki Ham constantly apne varg ko jari rakhen tha ki Ham ismein kamyab hokar expert trader Ban sake
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: trader's consistency bohat important hy

                            sure dear, foreign exchange ma consistant rehnay sa hello hmain iski latest aur up to date informations hasil hoti hain jin k mutabik kam kar ok hm apnay liay achay results hasil kartay hain, agr is ma consistancy okay baghair kam kia jay to ye sirf wastage of time hello ho ga aur benificial sabit nhi ho ga, forex ma buyers ko roz ka kam roz kaarna chaiay aur aj ka kam kal par na chorain, agr aik proper habitual undertake kar ok kam kia jay to asani b ho gi aur kam karnay ka burdin b experience nhi ho ga aur end result ma acha praise b mil jay ga, is liay mehnat ok sath consistant ho k kam karain gay to tb hi foreign exchange ka experience aur understanding gain kar sakain homosexual, aisay traders nakami ka shikar ho jatay hain jin k skip gaining knowledge of to hoti hain lakin wo consistant ho ok unhain thek tarikay sa practice nhi kartay, achay aur well timed selections la k worthwhile buying and selling tb hi viable hoti ha jb everyday ho okay forex market sa intouch rahain gay aur tb hi professional dealer bna ja sakay ga, foreign exchange buying and selling ma aik do trades sa earnings hasil lar k account wash kara daina koi bari baat nhi, professional aur mature trader wo hi hota ha jo consistantly benifits hasil karta ha, recurring okay sath kam karnay sa hi forex sa achi earning viable hon gi jis ki har dealer khuaish karta ha aur jin sa hmari life ki budget friendly problems km hoti hain aur future vivid hota ha, lihaza forex ma consitantly behtar exceptional ka kam kar ok hello hm fruitful outcomes hasil kar saktay hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X