Asalam-o-alikum dear kese bhi kam mein ya business mein kmayab hona hy to es ky liye humein ehsas hona chahiye jab tak humein ehsas nahin hota hy tab tak hum kese bhi kma mein kmayab nahin ho sakty hain , jab humein ya ehsas hota hy keh hum time waste na kary hum kuch kary hum kuch ban ky dekhain to he hum aik kmayab insan ban sakty hain es liye main ne phle he kaha hy keh kmayab hony ky liye just agar ehsas ho jata hy keh kmayab hona hy to humein ya ehsas mehnat karwata hy aur hum lagan se mehnat karty hain aur kamyab hoty hain mehnat ky baghir kmayab mumkin nahin hote hy thanks
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим