kiya hamary analyses hi hamein market mein successful banaty hein...????
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kiya hamary analyses hi hamein market mein successful banaty hein...????
    Assalamu Alaikum dear Forex forum member Mera Aap sab se yah Sawal hai ki kya Ham Forex Mein analysis karke hi Kamyab ho sakte hain analyses karna bahut zaruri hai iske liye mujhe kuchh guideline ki zarurat hai ki market Mein successful hone ke liye analyses ki Kitni importance hai ...???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kiya hamary analyses hi hamein market mein successful banaty hein...????

    Yes brother you are right analysis Iis power hai original scale ki bhej ke upar Shamil hota hai aap log a jaaiye ke apne nurses per Jitna Achcha kar sakte hain Apna Analsis Gal Achcha Karen isase aap logon ko bahut jyada benefit milega
    ​Forex is the Best Business of the world!
    • #3 Collapse

      Re: kiya hamary analyses hi hamein market mein successful banaty hein...????

      Ji ap ne bilkal thek kaha hea.hmara analyses karna mtlb kameyab ke qareb jana hea q ke es se hamein market ki achi samjh ho jati hea ke market kea kare gi jub ap market samjh jate hean to ap profit ke qareb ponch jate hean hamein pehly market ko smjhna chahyea aur es ko samjhne ke leay hmare pass behtren tools analyses ka hea
      Last edited by ; 20-08-2020, 10:58 PM.
      • #4 Collapse

        Re: kiya hamary analyses hi hamein market mein successful banaty hein...????

        Jo log forex trading men market ka anaylsis nhi kartay woh bey tukki trading kartay hen aur loss uthatay hen iss liay pahlay seniors se rabta kar k market ka anaylsis karna seekhen aur phir regular trading start karen aur trade lagatay waqt market trend ko follow karen aur apnay balance k hisab se trade open karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen lekin bagher anaylsis k trading shuru karnay se loss k ziyada chances hotay hen
        • #5 Collapse

          Re: kiya hamary analyses hi hamein market mein successful banaty hein...????

          koi bhi member jab acche analysis karta hai aur iske liye apna achcha experience istemal karta hai to fir members ko aur bhi jyada trading karne mein help mil jaati hai aur har EK member ke liye jyada experience hasil kar lena hi sabse jyada important hai kyunki acche experience ke bad hi members ko yah maloom hota hai ki market ko analyse kis tarah se karna hai aur kaise trading karni hai
          • #6 Collapse

            Re: kiya hamary analyses hi hamein market mein successful banaty hein...????

            Ji bilkul jitna jyada analysis strong utani hi acchi trade open hone ke chances jyada honge agar acchi trade open hoti hai to achcha profit hasil hoga isliye hamen apne analysis par depend karna chahie aur analysis karne ke liye jaruri hai kya aapko market ki situation ka acche tarike se anda aur ab market ki situation ke mutabik tamam article padh chuka hun jaise na sirf aap achcha analyse kar sakenge bhul gaya aap karne mein yah bhi aasani hogi kya aap usko successful banaa sake
            • #7 Collapse

              Re: kiya hamary analyses hi hamein market mein successful banaty hein...????

              Agar aap market ko acche tarike se analyse karne ke bad Koi trade Lagate Hain To fir aap trading mein aasani se Kamyab Ho paate Hain isliye Jab Bhi trading start karen to sabse pahle market ki analysing Karen aur uske bad hi apni trade ko open Karen Kyunki yah aapke liye bahut nuksan De Savan hoga isliye Hamesha market ki acche tarike se analysing karne ke bad hi trading start karen
              • #8 Collapse

                Re: kiya hamary analyses hi hamein market mein successful banaty hein...????

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Ragho bhai پيغام ديکھيے
                Assalamu Alaikum dear Forex forum member Mera Aap sab se yah Sawal hai ki kya Ham Forex Mein analysis karke hi Kamyab ho sakte hain analyses karna bahut zaruri hai iske liye mujhe kuchh guideline ki zarurat hai ki market Mein successful hone ke liye analyses ki Kitni importance hai ...???
                Kamyab trading Hamare analyser per hi depend kar rahe hoti hai so is Baat Ko understand kar lena chahie ki agar aap Yahan successful trader Banna Chahte Hain To always market ke trend ko follow karte hue Karen Yahan per Apne analysing strong banane ki puri koshish karen jab tak aapke analyse acche Nahin Honge tab tak aap is market Se Achcha profit bhi Hasil nahin kar sakte Ek Kamyab trader Hamesha market Mein acche analyse karne ke bad hi orderplus karte hain aur jab Hamare analyse bahut acche hote hain aur ham market mein right direction for follow karte hue trading kar rahe Hote Hain Jo Is Tarah Hamare trade Hamen Achcha profit bhi Deti Hai expert trader banne ke liye Apne analysis ko improve karna most important Hota Hai
                • #9 Collapse

                  Re: kiya hamary analyses hi hamein market mein successful banaty hein...????

                  Koi bhi new trade agar aap Lagate Hain To pahle aapko market ke Trend ko follow karna padta hai iske sath aapko market ke bare mein analysis lene padte hain Jitna acche se aap market ke analysis Lenge utna hi acche tarike se aapko market ko samajhne Mein fayda Milega aur apni trading co perform karte hue use se fayda Hasil kar sakte hain agar aap kamyabi Chahte Hain Forex trading Se To Hamesha Jab Bhi Koi new trade open karen to fundamental analysis and technical analysis ko Jarur analyse Kiya Karen aur uske bad apni trading co perform Kiya Karen Kabhi Bhi Apne kam karne ki planning Aisi na banaen ki jisse aap musalsal loss Ka Shikar Ho Hamesha planning ko change karte Raha Karen candlestick ki movement ko judge Karte Raha Karen aur Market ke bare mein analysis acche liya Karen Uske bad apni trade ko perform Kiya Karen tab aapko Jarur fayda milega
                  • #10 Collapse

                    Re: kiya hamary analyses hi hamein market mein successful banaty hein...????

                    Mera kheyal ha agar koey banda MT4 platform par liife men first time jaey or Zindagi men uss ne pahle kabhi forex trading plateforum dekha hee nah ho jate hee aap uss ko kahen trade laga do wo laga de ga kuch nah jante huay bhi lakin phir bhi agar uss ke iss amal par ghor karren tu ak cheez hum ko tasleem karni pare gi keh uss ne trade lagane se pahley bhala uss ne zeada nahen socha trade ke bare men keh yeh keya result de gi lakin phir bhi uss ne apne demagh se jane anjane men kuch nah kuch tu socha ho ga keh men keya karon sell karron ya buy karron or kiss pair ya commodity ko sell ya buy karron uss ke baad 2 ya 4 second men hee saheh uss ne kuch nah kuch soch kar trade laga de uss ka soochna darassal kissi trader ka soochna ya Analysis karna nahen tha keunkeh woh iss mutaliq kuch nahen janta lakin uss ne baharhal kuch nah kuch socha zaroor or uss ka yeh soochna sarasal uss ki analysation hee thi yeh bhalle 2 ya 4 seconds ki kissi anari anjan ki soch hee thi lakin yeh baharhal Forex Trading ke dunya men Analysis hee tasawar karren keh uss ne apni samangh ke mutabiq kuch nah kuch Analysis keya yahee kaam agar koey aap jesa porana mahir karta tu yaqeenan uss ne trade order open karne se pahley sirf chand seconds hee nahen apne knowledge or experiance ke mutabiq kafi time spend kar ke analysis karna tha yani keh zeada hon ya kam Trading men Analysis tu baharhal hote hee han yeh alag baat keh har koey apni samangh or knowledge or experiance ke mutabiq karta ha wase iss post ka koey tuk nahen banta tha ju aap ne chori ha mughy bhi neend nahen aa rahee thi tu jawab chor deya
                    • #11 Collapse

                      Re: kiya hamary analyses hi hamein market mein successful banaty hein...????

                      Ji bilkul market Mein Kamyab hone ke liye analysis bahut ahaa kardaar Ada karte Hain... aap use waqt tak achi trading nahin kar sakte...
                      jab tak aap marker ko samajhne mein kamyab nahi Ho jaate...
                      market ko understand karne ke liye different Tarah ke analysis hote hain jinko Mad_e_ nazar rakh kar trading ki jaati Hai.. jaisy k time analysis yani ky hamein trading kis waqt par karni chaiye...
                      Fundamental analysis mein trending news ko follow kar trade ki jati hai.. or usk sath sath technical analysis ko understand karna hota hai.. ye sub Demo Account par Practice k zariye he mumkin hai.. apko demo k zariye graph ki up,down movement smjh lag jaey gi... or usk sath candle stick ko understand kar lein gy . Ap jitna waqt demo account ko dein gy.. apk liye trading karna aasan ho jaey ga, apko indicators ka use karna aa jaey ga...
                      Or ap acha profit hasil kar k aik Independent life guzarny k qabil ho jaein gy...
                      • #12 Collapse

                        Re: kiya hamary analyses hi hamein market mein successful banaty hein...????

                        Pehly qismat baad main aap ka analysis kaam ata hay agar aap yeh sochty hain k mera analysis mujhy faida dyta hay to yeh aap ki bhol hy aur aap is galat fahmi sy bahir nikal aao aap ki mehrabani ho
                        • #13 Collapse

                          Re: kiya hamary analyses hi hamein market mein successful banaty hein...????

                          Dear friend Jo log jaldbazi se kam lete hain aur Sabar Nahin Karte aur bagair analysis ke hi market Mein kam start kar dete Hain vah Kabhi Bhi kam mein aap Nahin ho sakte market Mein kamyabi Hasil karne ke liye aapko market ko acche tarike se samajhna hota hai uski daily ki movement ko dekhna Hota Hai Uske bare mein information collect Karni Hoti Hai Jab tak aapke Sare Kam Nahin Karte aap apna analysis Nahin Karte market ke bare mein aapka mein aap Nahin ho sakte market mein kamyabi sirf usi ko milati hai vah market ko acchi Tarah Se Samajhta Hai Uska strong analysis karta hai dear member isiliye aapko Piche ja ke kabhi bhi market Mein Jal Baji se kam Na Lage abhi market Mein kam Karen pahle uska analysis Karen ab jab tak aapko Achcha entry point market Mein Na Mile tab tak aap apni trade inter na Karen
                          • #14 Collapse

                            Re: kiya hamary analyses hi hamein market mein successful banaty hein...????

                            Ji bilkul jitna jyada analysis strong utani hi acchi trade open hone ke chances jyada honge agar acchi trade open hoti hai to achcha profit hasil hoga Kamyab trading Hamare analyser per hi depend kar rahe hoti hai so is Baat Ko understand kar lena chahie ki agar aap Yahan successful trader Banna Chahte Hain To always market ke trend ko follow karte hue Karen Yahan per Apne analysing strong banane ki puri koshish karen jab tak aapke analyse acche Nahin Honge tab tak aap is market Se Achcha profit bhi Hasil nahin kar sakte Ek Kamyab trader Hamesha market Mein acche analyse karne ke bad hi orderplus karte hain aur jab Hamare analyse
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kiya hamary analyses hi hamein market mein successful banaty hein...????

                              Jo log forex trading men marketplace ka anaylsis nhi kartay woh bey tukki buying and selling kartay bird aur loss uthatay bird iss liay pahlay seniors se rabta kar okay market ka anaylsis karna seekhen aur phir normal trading begin karen aur trade lagatay waqt marketplace fashion ko follow karen aur apnay balance ok hisab se trade open karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay fowl lekin bagher anaylsis ok buying and selling shuru karnay se loss okay ziyada chances hotay fowl

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X