todays trade news

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    todays trade news
    🔰 White House Economic Adviser Larry Kudlow:
    China is doing what it has to do. (Trade agreement)

    🔰 US Trade Representative Lighthizer believes China is following the agreement.

    #USD #CNY
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: todays trade news

    hamy daily update hony wali news ko watch kar ky is main mehnat sy kam karna chahey hamy forex main aik time table bana kar is main daily apna kam pora karna chahey pher hi ham acha pasia kama sakty hain ham isy apba life tie career be bana sakty hain yai kabe be band na hony wla aik bohar bata business hain is main hamara koi boss nahi hota hain
    • #3 Collapse

      Re: todays trade news

      Dear member humy market pr effect krny wali har news har factor ki information ko hasil krna hi ga tab hi hum iss mn kamiyabi hasil kr sakhty hy dear q k iss sa market ki movement pr effect prta hy ya tu wo teez ho jati hy ya slow ho jati hy iss lia daer sab cheezo ko ao sath len k chaly gy tu tab hi ap is market mn kamiyab hi sakhty hy
      • #4 Collapse

        Re: todays trade news

        Hamen assalamu alaikum achcha kam hai ki aap jo hai Ham karenge hamari jindagi aasan ho jayegi Ham hamesha ke liye acchi si gaye aur aap aap life aur career bhi bana sakte hain yahi kabhi bhi band hone wali ek aur hamara Koi nahin hota jyada hi bhul sakte hain agar Ham yah minut karne ke bahut jyada hi kamyab Ho jaenge Ham apni manzil episode per pahle agreement the following the profit after jobs good news jobs
        • #5 Collapse

          Re: todays trade news

          Daily news read karte hain forex factory mein papa Ho Gai nahin Mil sakta haijo bhi vahan numbers aap khush hote hain use main unko aur glass numbers ko aapas mein match karne ke bad apni trade impact ko acche se jaan sakte hain aur is tarike se are profitable trade kar sakte hain news reading mein bahut acche mobile milta hai aur usmein aap ko achcha profit ho sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: todays trade news

            Dear agar ap ne news par trading karni hai tu apko aik bat bata don k news par trading bahut riksy hai agar apka account balance chota hai tu apko news par trading nahi karni chahiye khyun k account wash ho sakta hai kyun k news k time par market ki bahut fast movement hoti hai agar news k time par trading karni hai tu ap daily economic calender ko study karyn aur us k mutabiq trading karyn aur small lot k sath trading karyn tab ap news se faida hasil karyn gy
            • #7 Collapse

              Re: todays trade news

              Agar trading karni hai to news Ko Dekhkar Karen Is Tarah Hamare liye profit Hoga Hamen market Mein Koi Bhi lost Nahin Hoga isliye Hamen market ke bare mein information Lekar Yahan per kamyabi leni Hogi Is Tarah Ham Jab Bhi Forex trading Karenge to hamare liye bahut Aasan kamyabi ho jayegi acche Waqt Mein kam karna important Lagta Hai Jab Bhi Ham Yahan per ko bhi rashke lete hai to hamen bhi nahin milati hai kya fayda Milta hai isliye koshish Karte Rahen maintain kamyabi ko vah Kuchh Karte Rahen Thodi kamyabi possible ho jayegi
              • #8 Collapse

                Re: todays trade news

                Hamen Forex Mein Aage badhane ke liye market ki news ko bhi dekhna Hoga aur usse madad leni Hogi Kyunki market ki news ko analyse karne se Hamen yah Pata Chalta Hai Ki Aane Wale Din Mein market kis Taraf Munh karne ja rahi hai isliye Hamesha market ko analyse karne ki koshish Karte Rahen Jitna aap market ko analyse Karke trade open Karenge aapko trading ki utani hi acche tarike se samajh Jayegi aur aap acche trader
                • #9 Collapse

                  Re: todays trade news

                  hamen chahie ki hamesha news ko follow Kare Agar Ham news ko follow karenge To hamen bahut sara fayda hoga jo log news ko follow karte hain kamyab Ho jaate Hain Jo log news ko follow nahin karte kabhi bhi life mein kamyab nahin ho saktelife mein hamesha aise log kamyab hote Hain Jo mehnat karte Hain Jo log life mein mehnat nahin karte kabhi bhi kamyab nahin ho sakte hamen life mein bahut sari mehnat Karni hogi inshallah kami abhi hamara mukaddar Ban jayegi Jab Ham mehnat karte Hain To Ham to Ham yahan Ho jaate Hain Jo log life mein main nahin kahate life mein kabhi bhi kam yad nahin ho sakte hamen hamesha mehnat se kam karna hoga Agar Ham mehnat se kam karenge To Ham life mein aasani ke sath kamyab Ho jaenge Jo log life mein kamyab hona chahte Hain bahut mehnat karte hain Agar Ham bahut mehnat karenge To Ham kamyab Ho jaenge
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: todays trade news

                    Hmm treading krna said Phly achy sa market ko semjhna or us ko achy sa chk krna hmri zemdri hoti hy or tb hi hm kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga kbhi bh jeldbzi nhi kra subr sa wark kra soch semjh kr tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitni mhynt kra ga utna hi kamyb Ho ga

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X