Forex Mein planning aur money management Se Achcha benefit Milta Hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Mein planning aur money management Se Achcha benefit Milta Hai?
    Dear bank Forex main Ham jitni Jyada planning aur money management ke sath kam Karenge jitni Jyada learning ke sath rate Karenge itni acchi earning bhi kar sakte hain aur Kamyab ho sakte hain Forex trading mein jo log planning ke sath kam Karte Hain vah Log apni account ko bhi safe Rakh sakte hain aur equity ko bhi increase kar sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Mein planning aur money management Se Achcha benefit Milta Hai?

    hamy plan bana kar kam karna ho ga forex mai hamy money managamenet kakr ky kam karna ho ga hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain is ko samjna iak din ka kam nahi hain hum is mai aagr greedy ban ky kam karty hain to hamara account band ho jy ga is ko samjna aik din ka kam nahi hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex Mein planning aur money management Se Achcha benefit Milta Hai?

      is forum main ghr main beth k hi hum achi trader ban sakty haint ab hi hum run kar skaty hain tab hi hum run kar ksaty hain tab hi hum run kar sakty hain aur forum main practice kar k hi hum achi trader ban sakty hain tab hi hum sucess ho sakty hain aru forum main earn karny k kabil hos akty hain but hamain earn karien gay
      • #4 Collapse

        Re: Forex Mein planning aur money management Se Achcha benefit Milta Hai?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullahtrader پيغام ديکھيے
        Dear bank Forex main Ham jitni Jyada planning aur money management ke sath kam Karenge jitni Jyada learning ke sath rate Karenge itni acchi earning bhi kar sakte hain aur Kamyab ho sakte hain Forex trading mein jo log planning ke sath kam Karte Hain vah Log apni account ko bhi safe Rakh sakte hain aur equity ko bhi increase kar sakte hain.
        Assalamu alaikum ji bilkul for Express successful hone ke liye planning grocery hai jab aap planning karte hain tab aap ko pata hota hai ki aapane nexstep kya lena hai kab trade open karni hai kab close karni hai kaun si strategy use karni hai kab market mein inter hona hai ine sab ki liye planning bahut jaruri hai agar aap plan karte hain to aapko apna set Kiya hua takat ajeeb Ho jata hai is tarah agar aap trade open karte Hain to hamesha Ham money management ke sath open Karen jawab money management ko ignore karte hain jyada lot size use karte hain lalach mein aakar emotional hokar to usse aapka account wash hone ka Patra hota hai aapko nuksan ka samna karna padta hai to usse bachne ke liye hamesha apni capital ko dekhkar trade lagaen money management Karen planning Karen aur uske bad proper analysis karke market ko FIR trade open karen to definitely have successfully honge
        سرکار
        • #5 Collapse

          Re: Forex Mein planning aur money management Se Achcha benefit Milta Hai?

          g planning boht ehm hai trading mein stretegy ko lekar chalengey or planning ke sath kaam karengey toh kamyabi ke chances badh jatey hen or market ko achey se analyse kar ke trade lagayengey toh loss nahi hota phr or emotions ko bhi trading mein na aaney den warna nuqsan hosakta hai.
          • #6 Collapse

            Re: Forex Mein planning aur money management Se Achcha benefit Milta Hai?

            g han agar hum forex main achi plning say or money management say apna kam kurtay hain to he humain kamyabi millay giii or es say he humain achaa sa benifits gain ho pay gaa to humaain es kaay liye aik achi planing kur layni chahiye or es kay mutabaiq humain es main apna kam jaari rukhnaa chaaiye agar hum es trah saay acha sa plan bnay gay or es kaay mutabiq kam kuray gay to humaamin e main say successs bhi asani say ho jay giii to es trah say humain es main achaay say apnay kam ko jari rukhnaa chahiye jis kay bad humain success gain ho jay giii
            • #7 Collapse

              Re: Forex Mein planning aur money management Se Achcha benefit Milta Hai?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullahtrader پيغام ديکھيے
              Dear bank Forex main Ham jitni Jyada planning aur money management ke sath kam Karenge jitni Jyada learning ke sath rate Karenge itni acchi earning bhi kar sakte hain aur Kamyab ho sakte hain Forex trading mein jo log planning ke sath kam Karte Hain vah Log apni account ko bhi safe Rakh sakte hain aur equity ko bhi increase kar sakte hain.
              Successful trading ke liye proper planning and money management karna most important hota hai Kyunki Ham Usi Surat Mein Yahan Se acche benefit se Hasil kar sakte hain Jab Ham Yahan proper plane Karke kam karte hain proper planning Karne Wale members always successful hote hain lekin Aise members Kabhi Kamyab Nahin ho sakte to Yahin without planning without analyse trading Karte Hain Kamyab writing ke liye aur apne account capital ko safe rakhne ke liye Hamesha money management ko follow Karen money management hi Aisa tool hai jo Yahan aapke account ki safety ki guarantee deta hai trade open karne ke bad Hamen main market ki movement ko under observation Rakhna chahie Agar market Apna trend suddenly change kar Leti Hai To money management Hamare account capital ko saaf rakhne Mein help provide karti hai aur jab Ham Apne Har trade proper planning ke sath open Karte Hain To Hamari had trade Hamen uska profit bhi Deti Hai
              • #8 Collapse

                Re: Forex Mein planning aur money management Se Achcha benefit Milta Hai?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullahtrader پيغام ديکھيے
                Dear bank Forex main Ham jitni Jyada planning aur money management ke sath kam Karenge jitni Jyada learning ke sath rate Karenge itni acchi earning bhi kar sakte hain aur Kamyab ho sakte hain Forex trading mein jo log planning ke sath kam Karte Hain vah Log apni account ko bhi safe Rakh sakte hain aur equity ko bhi increase kar sakte hain.
                Dear member aapki baat bilkul theek hai Forex trading mein hamen chahie ke Ham apni acchi planning kaisa aur money management ke sath Hi Kam Karen kyunki jitni jyada acchi hamari planning hogi itni hi Ham acchi management ke sath kam kar sakte hain isliye hamen chahie ki Ham is per jyada se jyada acche tarike se kam Karen ke hamen achcha banaa saans ho sake
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Mein planning aur money management Se Achcha benefit Milta Hai?

                  Yes dear member Ham Forex Mein planning aur money management Se Achcha benefit Hasil kar sakte hain Jab Ham planning Karke kaam Karte Hain To Kabhi Bhi NaKam Nahin Hote Agar Ham money management karte hain aur kam se kam stopless lagakar trading Karte Hain To isliye Ham Achcha benefit Hasil kar sakte hain Achcha benefit Hamari mehnat Se Hi Milta Hai Jab Ham Kisi kam Mein sincere hokar aur interest ke sath kam Karte Hain To Kabhi Bhi Nakaam Nahin Hote balkay Ham Forex mein kamyabi Hasil kar sakte hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Mein planning aur money management Se Achcha benefit Milta Hai?

                    G hy bilkul thk kha hy hm forex main kamyb hona hy to hm achi sa achi planning krni Ho gi achi learning kra money management KY sath quality wark kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitni mhynt kra ga utna hi kamyb Ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Mein planning aur money management Se Achcha benefit Milta Hai?

                      g haan apny bilkul sahi kaha ky hum forex mein planning au rmoney management se bohat he acha benefit hasil kar sakty hain. lekin is benefit ko hasil karny k liye hmary paas forex k baary mein boha he acha knowledge hona bohat zroori hain aur sath he sath hmein market k rules ko bhi follow krna bohat hi zroori hai. hamein market ki movement ko deikh k kaam karna chaiye tabi ham aek achy leaner bn sakty hain aur forex mein acha bonus hasil kar sakty hain. hamein forex mein kaam karny k liye bht hi acha knowlege hona zroori hain aur hm yh knolwdge mehnat kar k hasil kar sakty hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex Mein planning aur money management Se Achcha benefit Milta Hai?

                        Sign kahan hai Ham forex mein kamyab hona hai to Ham acchi se acchi planning karni hogi acche kaam Ni lagni match ke sath quality work karke tab hi kamyab honge aur profit hasil kar sakenge kitni mehnat karenge utna hi hamen mehnat ka fal milega hamen chahie ke din raat minut karni chahie profile tagar hasil karna hai to karna hai tu Kam nahin hona chahie hamen kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex Mein planning aur money management Se Achcha benefit Milta Hai?

                          G planning karna hame zaroor ana chahiye kiu ke traders ke liye planning bohat aham hoty ha aur is ke sath money management ka bhi ilm hona chahiye forex bahut hi bada business hai aap ko kuchh na kuchh new milta hai learn karne ko aur aapk usse hi success milta hai forex me iss trah ham b ghatlyain kr k unn sy seekh skty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex Mein planning aur money management Se Achcha benefit Milta Hai?

                            agr hmay money management ata hai forex trading ma or hm us ko plan k mutabiq istimal karay to hm buht profit hasil kar sakty hai Ap nay thek kaha hai kay practice makes a man perfect.Forex trading start karnay say phaly hamay proper training lena chahye or without practice hamay forex trading start nhi karna chahy..demo account mai practice kye baghair reall account mai trade karnay se apko loss he hoga koi bhi kam start karnay se pahlay osko samajna zaroori hota hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex Mein planning aur money management Se Achcha benefit Milta Hai?

                              Ap ki baat theak hai k forex business mai planning krni aur es business mai zada waqat deney sey ap es business mai kamyabi hasil kr sakty ho. Ap es business mai apna profit ko zada kr sakty ho.Ap es business mai nuskan bhe nahi ho gy. Es business mai har din acha profit hasil kr sakty ho.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X