stop loss ka use kis jaga kiya jata hai ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    stop loss ka use kis jaga kiya jata hai ???
    :rolleyes:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother jesay target use kiya jata hai esay hi stop loss use kiya jata hi jesay trader open kartay ho esay hi simple stop loss place kiya jata hi but stop loss our target ki alag alag education howa karti hai
    • #3 Collapse

      brother jaisy profit kerty ho waisy he loss stop kr do bs itni simpole si baat ha . or hn koi roboot wagiara na lyn verna ap ka account ban ho jaay ga. or ap haath mlty phiry n gay n koi experties sy opinion hasil kryn wo kya kehty hn.
      • #4 Collapse

        stop loss tab use karte hen jab ap trade lagate hen or ye ap is lie use karte hen ta ke ap ko ziyada loss na ho yani agar market down ho rahi ho gi to stop loss ki waja se ap ko loss nahi ho ga.
        • #5 Collapse

          Dear jitna loss bardast krba chahiyeh hny chahiyeh tp ir stop loss lazmi lagy tub e kamyab ho sjty hain ir forex best kaam hai hny chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida bcz market kisi time bht tezi sy move krta hai hny chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida
          • #6 Collapse

            Is baat men koi shaq naheen kay forex trading ek online world wide business jahan par log trading kartay hen aur profit kamatay hen aur ye kay stop loss ko us waqat use kartay hen jab hunen loss ka khatra ho
            • #7 Collapse

              jab app ki trade inter ki howi ho or sath main app ko news ka time ka b pata ho k aney wali hai agar app stop loss ko use ni karte ho to app ko trade ak big loss karwa sakti hai stop loss ko us waqat use kartay hen jab hunen loss ka khatra ho
              • #8 Collapse

                g han forex mein stop loss ko apko zaroor use karna chahiye kiunke iske baghair agar ap is mein trade lagayenge to apko phir is mein bohat ziyada nuqsan hosakta hai.
                • #9 Collapse

                  My dear friend i think ka forex trading ka ander stop loss tuka ki trade ka nader us kiya jata hai i think that.............
                  • #10 Collapse

                    Stop loss use krty hain ta k bry loss k bjaey chota loss hojay market against jany ki wja sy, bht acha feature hai ye aur bht faidmand b hai
                    • #11 Collapse

                      forex par un logo k ley nakami ha jo baogr parctice ky rell acount par kam karty ha aur paaer zahda ke lallch my apna nuqsan kar daty ha. foerx my gareedy log he apna nuqsan katy ha
                      • #12 Collapse

                        forex trading mai dear take profit and stop loss humare liye aik bhot he acha advantage hai kiu k forex trading mai before trade humay pehle tw apni strategy banani parti hai and then us k baad he hum take profit and stop loss ko set kar sakte hai forex mai humara profit aik tarha say lock hojata hai and mazeed loss say hum bach sakte hai forex mai
                        • #13 Collapse

                          jab aap koi trade lagatay ho ya pending order lagatay ho aap us may take profit our stop loss laga saktay hay aap take profit our stop loss is waja say lagatay hay kyun kay kabhi kabhi market bohat tezi say movement karti hay jis ki waja say aap ka loss ho jata hay ya light jale jati hay ya net may masla ho jata hay ager aap nay stop loss our take profit lagaye hota hay to wo trade maloba target per band ho jati hay.
                          • #14 Collapse

                            stop loss ek bohat hi behtreen tool hai aur apko bhi chahiye ke ap apni har trader mien stop loss ko zaroor use karen aur is mien ap kabhi bhi panic nahi hon tareeqe se kaam karen.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G forex trading mein stop loss bhi buht ehm hy stop loss ko lazmi use karna cahaiye aur forex trading mein stop loss ko us jagha lagyia jata jab tak ap ko maaloom ho market is se nechy jaye gi tu buht ziada loss ho ga is liye stop loss ko us jagha laga diya jata hy aur loss ko kam kia ja sakta hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X