Market me risky aur scalping trading kab karni chaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Market me risky aur scalping trading kab karni chaye?

    dear friends jese k ham sab jnate hai trading karne k mukhtalif andaz hote hai kuch log long ter trade karte hai kuch short term and kuch scalpers hote hai ye sab hamare knowledge and experience par depends karta hai k ham kon sa method use kar k trading karte hai lekin ham koi b method bila wjah use nahi kar sakte har matod ka ek khas time hota hai agr ham slow market maid scalping kare ge to ham loss mai jaye ge isis tahara agar ham news time main short term base par trade karen ge to ye buhat rsiky ho ga loss k chances zayda b ho sakte hai is liye hame pehle market ko smjhan chaye our good stategy k sat enter hona chaye market mai ta k good trading results hasil ho sakye
    ham bat karen ge Scalping ki k scalpig kia ha our ham kis wakt scalping karen ?

    Scalping :
    dear friends trading market main kam karne k kuch matod hote hain scalping b un methods main ek ek method hai ,,, scalping darasal trading ka aik esa tarika hai jis main trader buhat hi short time k liye market main big lot k sat enter hota hai chand pip ka profit leta hai our market se out ho jata hai is tahra thore time main scalper bar bar market main enter hota hai our profit k sat out hone ki try karta hai ye ek buhat risky method hai jis main loss bhu quick hota hai
    scalping kab karen ?
    dear friends scalping aik risky method hai phir b hame subu 7 bajy se 8 bajy k darmyan scalping ki koshish karni chaiye ku k is wakt european markets main Choppy condition create hoti hai our ku k traders subu 8 bajy New York market k iftatah ki tayari karte hai is k ilawa aap news timing ka khayal rakhen ku k news time main market buhat taiz hoti hai our is wakt scalpers best trade kar sakte hai lekin profit un k apne experience par mambi hota hai ku k market main entery pints buhat ahmiyat rakhte hai good experience traders hi good time main enter and exit ho sakte hai

    Scalping kon se pair par krni chaiye ?
    dear friends hamra pair ka intkhab bhi hamari scalping par effect karta hai baz okat log metal par scalping start kar dete hai jo k aik buhat hi galat intakhat hai scapling hamesha low spread pair par karen ta k jaldi se jaldi aap ka commission complete ho our aap profit k sat market se out ho saky mare khayl main ye pairs scalping k liy best hai

    EUR/USD
    GBP/USD
    AUD/USD
    AUD/GBP
    aap koi bhi pair le len lekin aap ki scalping aap k confidence par mambi ho g agar aap apna confidence barkarar rakhte huy trade karen ge to acha profit hasil kar sakte hai
    Ayisha Cutey's Trading Journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&p=10350037#post10350037
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Market me risky aur scalping trading kab karni chaye?

      many traders different style se aur different type key method trading me use karty hey jes me 1 method scalping trading ka be, scalping traders short time key hoti hay jes me zeyda profit to earn nahi kia ja sakta hay magar per be es me loss key chances ho sakty hey scalping trading karny me risk ko ignore nahi karna chaye, mera senior traders se sawal hay key kia ham scalping trading kar key be successful ho sakty ya nahi, kia big profit proper hamy scalping trading method se ho sakta hay? dear forex trading members
      bhaio scalping ma humen market ma technical analysis py dastrqs ho to hum yahan sy acha profit utha skty hain isky leay apko bollinger band aor fibonacci retracment indicator help kr skta hai lkn is ma risk factor bht zeyada hai
      phr wahi bat ajati hai ky apko account aor money management krny ky bad he scalping bhi krni chye wrna apka account buri trah phns jata hai apko trading ma big risk lety huy usi hisab sy account ko manage bhi krna chye Dear scalping trading ak boht ascha methed hai apni trading sa successfull profit hasl karny ka as main ap kuch chzo ko madnazer rak kar scalping karny to kamyab ho sakty hai.scalping main ap ko market analysis karny ki koi atni khas zarorat nai parti as main ap ko zyda tar time farm ka hasb say chalna parta hai as main zyda tar M5 M15 aur M30 use kya jata hai M5 time fram main zyda ther apni trade ko 10 say 15 mint open rak kar close kar sakty hai aur as main ap ko candel ko chak kar ka trade ko close karna hota hai asi trah ap M15 aur M30 ko apni candel ka chart ka hasb say scalping kar sakty hai.Scalping main ap ki investment boht ahmyat ki hamal hoti hai sclping main ap ki jatni zyda investment ho gi ap utna zyda profit earn kar sako gay kya ka ap nay jo trade open karni hoti hai ak to us time dornya km hota hai aur dosra ap nay humsa lots size zydz rakni hoti hai aur ap nay boht hi km pip par profit earn kar ka trade close karna hoti hai as trah say ap kmyabi say sclping kar sakty hai.
      • #18 Collapse

        Re: Market me risky aur scalping trading kab karni chaye?

        dear brother aapane bahut achcha question Kiya hai forex market mein Ham jab kam karte Hain to hamen ismein bahut hi soch samajh Kar koi bhi step Lena hota hai agar Ham ismein bagair soche samjhe koi bhi kam karenge to usse hamen loss ho sakte hain market mein agar aapane achcha profit hasil karna hai aur aapane agar ismein mein net karni hai to aapko ismein soch samajh Kar kam karna hoga aur aapko ismein successful hone ke liye ek acchi trading karna hogi tab hi aapko ismein kamyabi mil sakti hai agar aap ismein bagair soche samjhe kam karenge to aapko ismein loss ho sakta hai.

        Dear brother sabsemain aapko yah kahana chahta Hun ki forex trading mein agar aapane scalping trading karni hai to uske liye aapke pass achcha experience aur aapke pass baccha knowledge hona chahie agar office mein soch samajh Kar kam karte hain to aapkoscalping trading ke liye aapke pass market ka experience hona zaroori hota hai aur aap agar scalping trading karte Hain to uske liye aapke pass achcha capital bhi hona chahie tabhi aapko ismein fayda hote hain agar aapke pass achcha capital nahin hoga to aapko ismein kamyabi nahin Mil sakti aap scalping trading mein kabhi bhi kam jawab nahin ho sakte aur scalping ke liye bahut jyada experience zaroori hota hai.

        jab aap market mein Koi bhi risky trade open karte hain to aapko chahie kya aap ismein bahut hi soch samajhkar step open ne aapko jab koi bhi market acchi entry deti hai to aapko is betrayed leni chahie aap agar ismein bagair soche samjhe Koi trade open karenge to aapko se bahut hoga to aapko chahie kya aap ismein acchi entry ka vate Karen aur aap ismein jyada se jyada achcha kam Karen Taki aapko ismein chor profit ho saketo aapko scalping ke liye bahut soch samajh Kar step Lena hota hai kabhi aapko ismein kam japi milati hai otherwise aap ismein sirf aur sirf apna wash kar sakte hain aur iski trade lene ke liye aapko market ki movement ko dekhna padta hai aur uska mutabik aapko ismein trade open karna hoti hai.
        • #19 Collapse

          Re: Market me risky aur scalping trading kab karni chaye?

          market me long term trading aur scalping trading styles me bahot difference hota hay, market me situation key mutabeq agar long term trading be ki jaye aur scalping trading be kesi mutabeq trading ki jaye to dono style key sath trading karna traders ko kamyab bana sakti hay,professional traders scalping trading karna es ley zarori nahi samjty key jab market ko fundamental analysis se wazahat ki jaye to per long term trading karna hi best ho sakta hay es condition me jab traders ko yakeen ho key market long movement kar sakti hay to scalping trading karna koi faida nahi ho sakta hay, scalping trading esy traders bahot zeyada karty hey jen ko profit earn karny ki bahot jaldi hoti hay scalpers her time market mai active hoty hai kun k wo ais market mai bahot zayda trades lagaty hai aun ka target thora sa hota hai jab wo ais market mai trade lagaty hai to aus ko thory se profit mai close kar dety hai aor wo ais market mai her time achi trades dhondh rahy hoty hai k market aun ko koi trade dey aor wo trade laga k aus se thora sa profit le k side par ho jaye agar ap ne ais market mai trade lagani hai to ap ko ais market mai trading strategy k hisab se trade karni chaye tab hi ap ko ais market mai faida ho jata hai agar ap ais market mai long term par kaam kary gay to ap aus mai aik trade laga k ap aus ko kafi zayda time tak hold rakhty hai tab ja k ap k account mai aus ka target achive hota hai.Ye market ki situation pay depend kerta Hai. Forex trading aik world wide business Hai jiss mai traders bohat si strategies aik time mai he apply ker rahey hotay hain. Market mai movement kay hisaab say aur apnay account balance kay hisaab say scalping bhi ki jaati hai aur long term trading bhi ki jaati hain. Scalping kay liye Tarders ko bohat ziada learning aur knowledge ki zarurat hoti hai kiyu kay scalping mai news, analysis, trends aur signals ko monitor kerna aur unhain samajh kay unn say faida uthana bohat zaruri hota hai kiyu kay scalping kernay kay liye market mai moqay miltay rehtay Hain jinn say faida uthana laazmi hota hain nahi tou earning pay kaafi faraq parta hai.
          • #20 Collapse

            Re: Market me risky aur scalping trading kab karni chaye?

            Bahi bat ya habka risky or scapling trading krna majbori hai agr risk nahi lata tu hum log kabi bi apna loss recover nahi kar sakta hain scapling tub karta hain jub loss bara ho jaya or hum log apna ap ko bachana ka lia scapling karta hain is lia ma ya kahta hon ka scapling karian or risk bi lain lake is ka lia hamra pas knowledge hona lazmi hai or learning bi lazmi hai is lia mahant karian tanka ak acchi earning hasil ho ska is buainess mai jis na mahant ki wo kamyab huwa agr risk acha la lia tu kabi bi hum logon ko loss ka samna nai karna para ga is lia mahnat karian or bahtreen earning ka sath is market mai entry lain acapling tub krian jub ap ko laga kanap ko loss atna zyada ho raha hai ka ap ka account wash ho jaya ga tu huma is mia mahnat karni chya or scapling sy apna loss ko bachana chaya ta ka bahtreen earning ka sath hum log bohot acchi kamai kar sakta hain is business ma jis na bi scaping aoch samaj kr ki wo bahtreen kayabi hasil kar sakta hai or wo kabi bi pecha nahi rah skata hai is lia mahnat karian or soch samaj kr trade karian tu dida hasil ho ga kiun ka scapling karna ka lia bi kniwledge chaya or bahtreen earning honi chaya
            • #21 Collapse

              Re: Market me risky aur scalping trading kab karni chaye?

              Forex market ko scalping k lie istahmaal krna nhi chahiy. Qk ye aik life time business he to is k sath hamesha imandaari rehna chahiye. Scalping kabhi long term me profit nhi krta
              • #22 Collapse

                Re: Market me risky aur scalping trading kab karni chaye?

                Market mein risky aur scalping trading kabhi nahin karni chahie main samajhta hun agar humne apne account ko secure rakhna hai hai aur ham chahte Hain ki hamara loss Na Ho to tab hamen kabhi bhi aisi activity nahin karni hai jiski vajah se hamara loss ho jaaye a hamen always hi e ward trading karni hai jab tak ham rules to follow karte hue trading nahin karenge to tab tak hamen success nahin hogi isliye main samajhta Hun ki hamen always proper trading karni chahie aur hamara jitna aata hun capital hota hai hamen chuski management ke sath trading karni chahie...
                Always trade with management
                Hamen always hi management ke sath trading karni hai hai jitni hamari management God hogi itni hi hamari trading good hogi isliye hamen jitna pasban ho sake good management ke sath trading karni hai jitna Ham apni management ko best karenge utna hi hamen apni trading se best results milenge aur agar Ham apni management ko board nahin karte Hain to hamen apni trading se kabhi bhi good results nahin Mil sakte hain isliye hamen always proper management ke sath working karni hai tab hi Ham easily successful ho sakte hain...
                Scalping is very risky
                scalping bahut hi risky business hai aur hamen kabhi bhi dekh risk lekar market mein working nahin karni hai kyunki jab Ham big risk lekar market mein working karte Hain to tab Ham Big lot ko use karte hain aur is tarah se aam bahut hi kam time mein apna account lose kar jaate Hain hamen kabhi bhi aisi trading nahin karni hai jismein Ham survive banaa kar saken aur ham apni capital ko loose kar den.
                • #23 Collapse

                  Re: Market me risky aur scalping trading kab karni chaye?

                  my dear friend forex trading main scalping trading se ap profit lay skty hain or wo ap market ki sort e al ko dekh kar kar skty hain laken risky trading karny se ap kbhi bhi kamyab nahi ho skty apko bar bar loss hota rahy ga es liye aghr ap chahty hain k apko loss na ho tu ap risky trading ko avoide karen jis se apko loss hota hai es k ilwa agh ap scalping trading krna chahty hain tu yah aik technique hai jis s traders market main enter hoty hain or marke se profit lay kar market se bahar a jaty hain es liye aghr hum ayse trading k liye koi techniques ka use karty hain tu hmain oska knowledge hona zarori hai jis ka use kar hum apni trading ko bahter kar skty hain or apna profit lay skty hain foex trading aik rsiky business hai jis main risk ko manage kar k apni trading krna hogi jis se hum kamyab ho skty hain or apni trading ko bahter kar skty hain forex main aik hum risk or barha dengy tu hum kbhi bhi forex main kamyab nahi ho skty na he hum achi tarder ban skty hain es liye hmain chahhye k hum apni trading mainw o mwthod use karen jis ka hmain experience hai or hum os main kamyab ho kar apni trading kar k achi earning kar skty hain or acha profit lay skty hain risk ko manage kar k hum forex main kamyab ho skty hain or acha profit lay skty hain
                  • #24 Collapse

                    Re: Market me risky aur scalping trading kab karni chaye?

                    different currencies Kay pairs ki values bhi different hoti hen crypto currency basically metals ya bitcoin ki digital form currency pairs us ko kaha jata hai jo US dollar ke sath cross trade hote hain developing countries ki currency ko US dollar ky sath cross pair trade kea jay to us currency pair ko major pair kaha jata haiBaki currency ko wapis m�in cross pair trade karne se unko minor trading pair kaha jata haiGbpjpy cadjpy gbpcad audcad audnzd gbpnzd ko minor pairs kaha jata haiExotic pairs bhi hain jo thinly currency ko agr usd ky sath trade kea jay to inko kaha jata hai yeh tryusd usdmxn eurhuf nokusd Exotic pairs kehlaty hainMajor pairs py trading bahot asan hai aor forex trading ma apko knowledge aor experience ky sath sqth in technical analysis bhi learn krna chye jo bahot asan currency pairs jin ky sath bhi usd trade hota ho aor wo leading countries ki currencies hon unko ap major pairs ka ho gay aor jin pairs ky sath usd nhi trad hota unko minor currency pairs kaha jata haiUsdjpy Gbpusd Eurusd Nzdusd Usdchf Audusd EurGBP Eurjpy yeh sary major pairs hain aor in ki movement bahot munasib hoti hai aor in ka analysis easy hai aor in py apko shuru ma in pairs py trading krni chyeMinor pairs wo hain jin py usd trade nhi hota hai Gbpjpy audjpy NZDJPY capjpy cadgbp eurgbp yeh sary minor pairs hainExotic pairs wo hain jin ki countries traqi paper haun NOKusd usd try usdmxn aor eurhuf yeh exotic pairs hain jin ky sath aik major currency qor aik thinly countries currency ho unko exotic pairs kaha jata hai currency pair kahin kam Karen kyunki currency pair bhi aise hi hone chahie jinki movement kam Ho kyunki unki movement kam hogi to unka account jaldi bahut nahin hoga aur unko sikhane mein jyada fayda hoga aur agar vah jyada knowledge nahin rakhte to vah sirf tum ho
                    • #25 Collapse

                      Re: Market me risky aur scalping trading kab karni chaye?

                      Market Mein Hamen risky kam use Waqt karna chahie Jab hamare pass knowledge or experience Zyada Ho Agar Ham knowledge or experience rakhne Hain To Hamen sirf aur sirf Forex trading Mein hi nahin balki jo bhi business Ho usmein risk Lena chahie risk lete Hue Hamen bilkul bhi confuse Nahin Hona chahie Kyunki Agar Ham knowledge experience Jyada rakhte Hain To Hamen yakin Hona chahie ki Ham Apna Kam acchi Tarah Se Kar Payenge aur apne kaam mein kamyabi Hasil kar Payenge Kisi bhi kaam mein kamyabi Hasil karne ke liye mehnat karna bahut Jaruri hota hai agar aapka kam bahut jyada risky hai to aapko without experience or knowledge wo Kam Nahin Karna chahie.

                      Agar Hamare liye trading karna Mushkil Hai To Hamen trading Nahin Karni chahie Kyunki bahut se Aise members hote hain Jo risk Lekar trading to kar lete hain lekin usmein na Kami Ka Shikar Ho Jaate Hain Agar Ham Jante Hain Ki hamare pass Itna Jyada knowledge and experience Nahin Hai To Hamen kabhi bhi market Mein trade Nahin Lagani chahie Agar Ham market Mein trade Laga Ke Apna business karna chahte hain To Hamen sabse pahle Apne knowledge or experience ko increase karna chahie.

                      Scalping market Mein trade Lagane Ki Ek strategy acchi hai agar hamare pass yah strategy maujud hoti hai do Ham isase Jyada information Hasil kar lete hain koi bhi kam start karne se pahle uska analyses karna bahut Jaruri hota hai aur uske bare mein information Hasil karna bahut jyada Jaruri Hota Hai agar Ham scalping ke about knowledge and experience rakhte Hain To Ham in share market Mein acchi trade Laga sakte hain scalping trading Ek Aisi trade Hai jismein expert trader hi work kar sakte hain scalping trading Mein Vahi log kamyabi Hasil kar lete hain Jo market ka analysis acchi Tarah Se kar lete hain aur jo log market ka analysis acchi Tarah Se kar lete hain Vahi log Jyada profit bhi Hasil kar lete hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Market me risky aur scalping trading kab karni chaye?

                        Dear frend forex aik risky kam hai ye sab log janty hai laken es mai risky treading tab he lgti hai jab hmaray pass bouns kam ho or hmari lot size ziyada ho ya phr hmara bouns kam ho or hmy market ki samjh na ho in dono surto mai hmari treading risky treading kehlati hai laken hmy risky treading ko khatm karny k liye zaruri hai k hmary pass achi amount mai bouns mojud ho es liye hmy chaye k sab sy pehly apni treading k liye boums earn kary or kam sy kam agar hmary pass agar 100 dollar ka noun mojood ho tab hm0.01ki tread open kar os k bad jo hmari tread mai asal cheaz hoti hai wo market ki samjh hoti hai hmy yahe koshesh karni chaye k jab tak hmy market ki samjh na ho tab tak hm market ko open na kary or market ko samjhny k bad he es mai tread lgai jaye ye do baten agar ap apni tread sy nikal day gy to ap ki tread aik save tread rahy gi or ap risky tread sy bach sakty hai or rahi bat scalping tread hi to wo ap osi waqt kar dakty hai ja ap apni treding mai bhot expert ho agar ap apni treading mai expert nai hai tp ap ko yahe koeshesh karni chaye k ap scalping treading sy bach saky.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X