Indicators ka istemal

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators ka istemal
    Hamen market Mein indicators ko istemal karke kam karne chahie Hamen market Mein moving average indicator ka istemal most bhi karna chahie is indicator ko istemal karne se Hamari trading nuksan se bus jaati hai aur Hamesha profit Mil Jata Hai aur ek se ek bahut bada business chahie Kabhi khatm Nahin ho sakta Ham ismein raat mein bhi kam kar sakte hain aur ham ismein Din Mein Bhi kam kar sakte hain Agar Ham kam karte hue Ek bhi Galti Karte Hain To Hamara Apna nuksan ho jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicators ka istemal

    hamy indicators ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is main mehnat sy kam karna chaey hamy is main soch smaja kr is main mehnat sy trading karni chahey pher hi ham acha munfa kama sakty hain yai kabe be bad na hony wla aik real busienss hain ham is main life time kam kar sakty hain yai online ki dunay main aik king business hain
    • #3 Collapse

      Re: Indicators ka istemal

      trading main indicators bahut jyada help dete Hain aur in indicators ka istemal kis tarah se karna hai yah members ko maloom hona chahie vah koi bhi member in ka istemal acchi tarah se tab kar leta hai ki jab vah is se related apne experience ko acchi tarah se improve kar leta hai aur koi bhi member jab unka istemal karta hai to profitable trading uske liye Ho jaati hai
      • #4 Collapse

        Re: Indicators ka istemal

        moving average Rsi or macd yeh best indicators hen rsi or macd divergence ko bhi show kartey hen jis se hamein trend reversal ka pata chal jata hai pehley hi moving average ke sath koi ek ham use karsaktey hen maximum hamein 2 indicators hi use karney chahiyen 2 se zyada indicators ka use karney se aap confuse bhi hosaktey hen or trading mein loss hosakta hai.
        • #5 Collapse

          Re: Indicators ka istemal

          Yes dear Trading kelie indicators ko zarror istemal karna chahiay keunkeh indicators se hee technical analysis ka Amal complete hota ha yeh Trading ka ahm tareen part han or hum ko chahiay keh hum indicators ke mutalliq zeada se zeada knowledge hasill karren or unn ko use karna achi tarrah sekhen
          • #6 Collapse

            Re: Indicators ka istemal

            trading karne ke liye indicators Humko bahut jyada fayda Dete Hain hain aur Har member ko chahie ki vah apni trade Mein indicator kolaj me istemal Karen Kyunki in ki vajah se Humko trading karne mein Kafi aasani hoti hai aur Humko help mil Jaati Hai indicators ki madad se Ham aasani se market ke trend ko find out kar sakte hain aur FIR Usi ke mutabik apni trade ko open kar sakte hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Indicators ka istemal

              g bilkul yi ap ny hmair tvja bht hi ahm ki trf mbzool krvai hy k agr hm aoni trding me indicatr ka istmal kren gy to hmen iss ka bht faida h ba nisbt un logon k jo indicater ka istma nhi krty bina indicater lgay trade krty hrn

              اب آن لائن

              Working...
              X