Trading kab krni chye or kab nh krni chye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading kab krni chye or kab nh krni chye

    اصل پيغام ارسال کردہ از: bazgha پيغام ديکھيے
    dear friends wese tu market monday se friday tak 24 hour hi open hoti hai or ham kabi bhe trade enter kr sakte hain laken bht kam log jante hain ke trading kab krni or kab nh krni chye jab market super fast ho tu hame hamesha trading se avoid krna chye or jab koi news ho heavy tu bhe hame trading se avoid krna chye hamesha trading best time main krni chye jab market ke movement achi ho or risky na ho or koi news na ho friday ko trading se avoid krna chye kun ke es day main market ka kuch pata nh hota hai ke kia krti hai kun ke last day hota hai trading ka es liye risky hota hai
    Forex market main trading bahot hi acha business hai lekin isko hamain pehly proper learn kerna hota hai jab ham achi terha learn ker lety hain tou usky bahd hamain demo account sy trade kerty huey apny trading experience ko increase kerny ky bahd forex market main real account sy trade kerni chahiay taky ham loss ko bhi control ker sakain aur hamain trade kerty huey acha profit bhi hasil ho saky agar ham baghair acha knowledge hasil kiay aur baghair experience ky forex market main trade open ker lety hain tou hamain loss hony per hamara account bhi wash ho sakta hai jis sy forex market main trade continue kerny ky liay hamain dobara investment kerna perti hai

    Jab forex market main trade nehi kerni chahiay

    Jab tak ham forex market main trade kerty huey demo account sy trading expert nehi hai jaty tab tak hamain kisi surat bhi real investment per trade open nehi kerni chahiay ky ham aesi surat main sirf loss hi kerain gy
    Agar market kisi time main bahot zyada fast movement ker rehi hai jo kisi bhi direction main ho rehi ho aur hamain samajh na aa rehi ho ky hamari trade open kerny per market main trend reversal bhi ho sakta hai tou aesy time per bhi hamain trade open nehi kerni chahiay
    Jab ham market ko continue observe ker rehy hon lekin market ka behavior hamain samajh na aa raha ho tou aesi surat main bhi trade open nehi kerni chahiay ky hamain trade open kerny per bara loss ho sakta hai
    Jab hamary trading account main balance small amount main ho tab bhi hamain trade open nehi kerni chahiay ky kuch time ky liay hamari open trade ky against hony wali market ki movement sy bhi hamara account wash ho sakta hai

    Best time jab hamain market main trade open kerni chahiay

    Jis time market kisi bhi pair main maximum support ya resistance per ponchny ky bahd confirm reversal trend start ker chuki ho tou hamain is new trend ky mutabiq trade open ker leni chahiay ky yeh earning ka best chance hota hai
    Jab market main movement fast ho lekin market continuously aik hi trend main movement ker rehi ho tou aesy time per trend ky mutabiq trade open ker ky profit hasil kia ja sakta hai
    Jab market kisi bhi pair main apni maximum limit tak support ya resistance tak movement ker chuki ho jahan sy further movement ki gunjaesh hi na ho jesy previous kuch weeks main crude oil main market zero per ponch gai thi tou wahan sy reverse order main trade open kerny per bhi acha profit hasil ho sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading kab krni chye or kab nh krni chye

      اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
      Yes trading karna ya na karna entery point par depend karta hai. Agr apko acha entery point mel giya hai to apko tradr zarur karni chahe but aksar asa b hota hai k pora pora week acha entery point talash karny ma nikal jata hai. Asi situation ma bhot sy trader panic kar jaty hain. Wo ye sochna start kar dety hain k etna bonus rakhny ka faida kiya hai jb hamy entery point ni mel rha. But asa b bhot bar hota hai k wo trade ma stuck ho jaty hain to unko ik bhot acha entery point nazar ah jata hai or unk pass sewae pachtany k or kio option available ni hota. Forex ma kb trade karni chahe or kb ni karni chahe ye ham briefly discuss kartyn hain:-

      1 Good time to trade.

      Forex trading ma apk pass agr acha capital jama ho giya hai or apk pass achi trading techniquea b hain jo k ap ny demo acct sy sekhi hain to apko trade ma zarur jana chahe. But still apko trade ma blindly jump ni karna chahe kuch zarur chezyn hoti hai jo apko pehle mointor karni chahe. Trade k lae kio b pair ya commodity select karty waqat apko us ka highest point or lowest point measure karny chahe. Es k lae es pair ya commodity k related kio b news hai to wo b apko observe karni chahe. News ka bhot sary traders ko pata hota hai but wo usko achy tareeky sy define ni kar sakty k es ka market par impact kiya ho ga. Forex trading ma news vital role play karti hai es lae enko zarur samany rakhna chahe.

      2. Worst time to trade
      .

      Forex trading ma kuch time trade open karny k lae bilkul b thek ni hoty. Forexample agr apk small capital hai or apk pass experience b kam hai to apko trade open ni karni chahe balky pehle en 2no ko enhance karna chahe. Forex trading ma askar monday ko early morning or friday ko evening ma b trade open ni karni chahe kiu k en times ma market ka behaviour bhot complex howa hota hai jis ko samajna bhot mushkil hota hai. Forex trading ma tb b entery ni karni chahe jb apko pata chal jae k kio virus ya bad news market ko hit kar gae hai or market apni stability kho chuki hai. Asy ma achy entery poiny ka intazat kar lena hr best hota hai. Forex trading ma sabar ka damana hamesa pakar kar rakhna chahe. Jo trader sabar ko chor detyn hain wo b nakami ko khud dawat he detyb hain.
      Doston trading Mein kam karte hue aapko apna experience aur Market Analysis aapko batata hai ki aapane kab trading karni hai aur kab Nahin Karni isliye aapko chahie Jyada Se Jyada mehnat Karen aur Jyada time ki investment Karen jisse aapko kamyabi mil sake aur aap acchi earning Karke Ek accha profit Hasil karne Ke Kabil banaa Saken aapki mehnat aur Jyada Se Jyada time ki investment hi aapko kamyabi Deti Hai vah aapko trade mein jyada Se Jyada Ahmedabad Deti Hai Jyada time trading ko de mehnat Karen aapki Jyada Se Jyada time ki investment hi aapko Kamyab banati hai aur acchi trading ka mauka deti hai isliye Hamesha daily basis per market situation ko samajhte Hue trade work Karen Jyada Se Jyada mehnat Karen aur Forex trading mein time open aur time closing Ka Khyal Rakhna chahie koshish karen ke Friday ko Apna trade na Karen Kyon Koi market Apne rishto action Mein hoti hai isliye aapko Forex trading Mein Aksar Monday ko Agali morning aur Friday ko evening Ne main bhi e-trade nahin karna chahie jismein bahut Mushkil hoti hai aur aapka profit Hasil Nahin ho sakta aur aapka trade fans Jata Hai market apni stability Kho chuki Hoti Hai Aise Mein acche entry-point per Apna Intezar Karen aur best entry or exit point ki election ke bad aapko trading Karni chahie Forex trading Mein Sabar ka Daman Hath se na chhode Dal Ke mehnat Karen Jyada Se Jyada Apna market analysis Karen Taki aap Kamyab ho sake
      🌼 Never Give Up 🌼
      • #18 Collapse

        Re: Trading kab krni chye or kab nh krni chye

        Ji trading karte hue Hamen market ko analyse karna chahie is aapka LPS Achcha aur strong hai to aap reading karne mein Kamyab Honge aur is kam ke liye aapko moving average car indicator use karna chahie moving average ko exponential pirakka aapko kam karna chahie aur acdb use Karni chahie if aap Kamyab Ho Jaenge donon indicator use Karke to aap mehnat ko continue Karenge in indicator se aapko market ki movement ka idea hota hai aur jab Yahi donon indicator aapas Mein cut karen to use time aapko trade dekhni chahie aur mehnat Karke apni trade open Karni chahie because time trade profit Mein ja rahi Hoti Hai To Ham Sab Ko is kam ke liye bahut hi mehnat karna Hogi aur mehnat karne se hi Hamara bonus level aur knowledge increase Hota Hai To Ham Sab Ko Yahan per Apna Kam Khud karna chahie aur successful hone ki koshish Karni chahie yah form Forex par kaam Karenge To Ham last me Kamyab Honge aur Yahan per Kam Karne Wala per San Hamesha Kamyab hota hai to isiliye Yahan per kam karna Ham sab ke liye jaruri hai
        • #19 Collapse

          Re: Trading kab krni chye or kab nh krni chye

          اصل پيغام ارسال کردہ از: bazgha پيغام ديکھيے
          dear friends wese tu market monday se friday tak 24 hour hi open hoti hai or ham kabi bhe trade enter kr sakte hain laken bht kam log jante hain ke trading kab krni or kab nh krni chye jab market super fast ho tu hame hamesha trading se avoid krna chye or jab koi news ho heavy tu bhe hame trading se avoid krna chye hamesha trading best time main krni chye jab market ke movement achi ho or risky na ho or koi news na ho friday ko trading se avoid krna chye kun ke es day main market ka kuch pata nh hota hai ke kia krti hai kun ke last day hota hai trading ka es liye risky hota hai
          market mein trading ke liye Koi pass time nahin hai hamen jab bhi market acchi movement milati hai to hamen trade karni chahie lekin maarpeet mein trading ka koi pass time nahin hota hai market mein jab bhi hamen Koi achcha setup milta hai to hamen jarur trading karni chahie aur jab tak hai main market mein koi acchi position nahin milati hai to hamen trade nahin karni chahie market mein trading ke liye hamare pass market ke acche aur behtarin analyses honi chahie jab hamare acche analysing nahin hote Hain to fir hamen market mein Punjabi nahin Mil sakti hai hamen hamesha market ko samajh Kar kam karna chahie tab hamare liye kam jabi hogi Jo log market ko samajh Kar kam karte hain vahi log Hi Kam jab ho paate hain aur jo log market ko samajh Kar Kam nahin karte hona kabhi kamjor bhi nahin milati hai isliye pahle market ko samajhna chahie iske bad hamen kam shuru karna chahie agar Ham market ko samjhe ayenge nahin aur kam shuru kar denge to Tera market se fayda nahin utha sakte hain.
          💖اللهم صل على سيدنا محمد💖
          • #20 Collapse

            Re: Trading kab krni chye or kab nh krni chye

            اصل پيغام ارسال کردہ از: bazgha پيغام ديکھيے
            dear friends wese tu market monday se friday tak 24 hour hi open hoti hai or ham kabi bhe trade enter kr sakte hain laken bht kam log jante hain ke trading kab krni or kab nh krni chye jab market super fast ho tu hame hamesha trading se avoid krna chye or jab koi news ho heavy tu bhe hame trading se avoid krna chye hamesha trading best time main krni chye jab market ke movement achi ho or risky na ho or koi news na ho friday ko trading se avoid krna chye kun ke es day main market ka kuch pata nh hota hai ke kia krti hai kun ke last day hota hai trading ka es liye risky hota hai
            Aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai Jaisa ki Ham Sab Jante Hain Ki Forex trading ki market Sunday or Saturday ke alava Baki Tamam days 24 ghante open rahti hai 24 ghante Mein Ham Forex mein kisi bhi waqt trade ko open ya close kar sakte hain Magar iska matlab yah bilkul Nahin ke 24 ghante trade ke liye Behtar hote hain Kyunki in 24 ghante ke andar market Kabhi ab trend ke andar move kar rahi hoti hai aur Kabhi downtrend Ke Andar move kar rahi hoti hai aur Kabhi sideway react kar rahi Hoti Hai market Jab Upar ki taraf Jaati Hai Ya FIR niche ki taraf Aati Hai To is condition ke andar Ham Forex trading ke andar trade Laga sakte hain aur ek Achcha profit Hasil kar sakte hain .

            magar jab market sideway react kar rahi ho to ose Waqt trade Lagana thoda Mushkil hota hai Kyunki ose Waqt Ham Sahi analysis nahin kar sakte aur Market ke movement Ko Nahin samajh sakte sideways market Jab move kar rahi ho ose time Ham ismein trade Lagate Hain To Hamen loss bhi ho sakte hain .

            Uske bad expert aur professional trader ke mutabik aur Hamare Apne analysis ke mutabik Friday Wale Din market bahut jyada move karti hai aur ais Din iski movement ko Ham sahi tarah se samajh Nahin Sakte aur Market Hamen bahut jyada Dhokha Deti Hai ais Din Hamen trade se avoid karna chahie Agar Ham Friday Wale Day trade karte hain aur vah trade Hamari market close hone Tak profit mein nahin aati to Fir Hamen market ko open chhodana padta hai Jiski vajah Se Jab Saturday aur Sunday Wale Din koi new event Ya big news announcement hota hai to Monday Jab market open Hoti Hai To Aksar market gap ke sath open hoti hai aur yah gap Hamari against bhi ho sakta hai to isliye Hamen chahie ke Ham Friday Wale Din trade se avoid Karen Agar Ham Friday Wale Din trade Karte bhi Hain To Hamen Thode lot size Ka istemal Karna chahie aur apne trade ke andar stop loss ka istemal lazmi karna chahie aur Agar ho sake to market close hone se pahle Hamen Apne trade ko close kar lena chahie .
            • #21 Collapse

              Re: Trading kab krni chye or kab nh krni chye

              forex buying and selling ik market enterprise hain jis fundamental humhy exchange lagni hoti hain hum tu wesy monday to friday trading kar skty hain likin buying and selling karny k liye humhy yah pata hona chiye k hum kis waqt trading kar skty hain or kis waqt nahi ku okay hum us waqt tak trading nahi kar skty jab tak humhy koi signal nahi mil jata agr humhy koi acha sign nahi mil rha tu humhy trade ko lagny sy avoid karna chiye ku k is say humhra exchange loss essential ja skta hain change ko lagny sy phly dekh lyna chiye k exchange sell ka hain yah phir purchase ka ku ok jab hum market ko dekh kar trade nahi laty tu humhy loss hi ho ga us say humhy bachny k liye humhy market k achy signal ka wait karna ho ga ki ok marketplace ki motion har mint okay horrific up down hoti rehti hai is liye humhy market ki movement ko dekh kar marketplace ko smjh kar market ki evaluation ko dekh kar trade lgna chiye ku ok change lagty waqt agr hum marketplace ko dekh nahi laty tu humhy loss hi ho ga ku okay humhy buying and selling karny ok liye exceptional time ka wait karna ho ga agr humhy alternate ka koi sign nahi nazr a rha tu humhy trade near karny sy avoid karna ho ga ku ok forex ik trading enterprise ok sath sath ik danger enterprise hain is major humhy loss or income dono hello ik sath sath hain or buying and selling karty waqt humhy news ko b comply with kran chiye ku ok news ko dekh kar exchange lgany sy b humhy acha benefit hasil ho ga
              • #22 Collapse

                Re: Trading kab krni chye or kab nh krni chye

                Forex trading ik marketplace commercial enterprise hain jis predominant humhy alternate lagni hoti hain hum tu wesy monday to friday buying and selling kar skty hain likin buying and selling karny k liye humhy yah pata hona chiye ok hum kis waqt buying and selling kar skty hain or kis waqt nahi ku okay hum us waqt tak buying and selling nahi kar skty jab tak humhy koi sign nahi mil jata agr humhy koi acha signal nahi mil rha tu humhy exchange ko lagny sy avoid karna chiye ku ok is say humhra alternate loss predominant ja skta hain exchange ko lagny sy phly dekh lyna chiye k change promote ka hain yah phir buy ka ku okay jab hum market ko dekh kar alternate nahi laty tu humhy loss hello ho ga us say humhy bachny ok liye humhy marketplace okay achy signal ka wait karna ho ga ki ok marketplace ki motion har mint okay horrific up down hoti rehti hai is liye humhy marketplace ki movement ko dekh kar market ko smjh kar market ki analysis ko dekh kar exchange lgna chiye ku ok trade lagty waqt agr hum market ko dekh nahi laty tu humhy loss hi ho ga ku k humhy trading karny k liye excellent time ka wait karna ho ga agr humhy alternate ka koi sign nahi nazr a rha tu humhy change near karny sy avoid karna ho ga ku okay forex ik trading business okay sath sath ik risk enterprise hain is important humhy loss or profit dono hello ik sath sath hain or buying and selling karty waqt humhy news ko b observe kran chiye ku k news ko dekh kar exchange lgany sy b humhy acha gain hasil ho ga
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Trading kab krni chye or kab nh krni chye

                  Trading kab Karni chahiy or kab nhi krni chaiy aap nay bohat acha swal Kiya forex trading aap ko sham ko kray gay tu aap ka Lia zaiyda bast hai keon ka sham ko Mareket ki movement bohat achi hoti hai morning time achi trading nhi hoti Mareket bi achi movie nhi krti iss Lia aap ko sham ka time trada lagna bast hai

                  اب آن لائن

                  avatar Azaad
                  avatar Qasi
                  Working...
                  X