forex me lot size kise kehte hain ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex me lot size kise kehte hain ?
    forex me lot size kise kehte hain ? im new in forex so plz help me im waiting for your answer :confused::confused::confused:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother forex may lot size jo hai who size tu size ho hi ho bola kartay hai our lot size jo hai who ap ki trade open karnay ko bola kartay hai k ap nay apnay trade par itnay payssay say trade open karni hai
    • #3 Collapse

      my dear friend a lot refers to a bundle of units in trade. It essentially refers to the size of the trade that you are making :) let me enplane you can buy more than 6, by purchasing more ‘packs’, but you can only purchase them in multiples of 6. The 6-Pack is an example of a LOT. In Foreign Exchange, lots comprise how many units of currency in the trade :)
       
      • #4 Collapse

         
        • #5 Collapse

          gee bhai lot size se mtlb hota he trade volume aur hmein apne trading mein lot volume 0.01 se shoro hota he aur age jahan tk hm lagein lga skte hien aur lot size hm apne account balance ko dekh kr lagate hein aur hmein is mein ziada lot size ka istemal krna risky hota he
           
          • #6 Collapse

            Gee mery bgai forex market mai lot size say murad hai k ap nay Forex market mai ktina profit ya loss ky lye kam kr rhay hai. Es market mai lot .01 say 100 take hoti hai.
            • #7 Collapse

              well lot size apki trading ki volume ko kehty hein jiksa start 0.01 se shuru hojata aur phr ye hum pr depend krta hein k hum kitna agay isy le jayein humein lot size apny account k balance k hisab se lagana chahiye aur yd rkhein ziada lot size estemal krna risk ki trf lekar jata hai
              • #8 Collapse

                Lot size ka multab hai trade volume. Es mai volume zada bhe ho gy aur kam bhe. Likan ap Jo bhe volume ko select kray tou wo market KY trend KY mutabiq ho gy tou ap ki earning zada ho gy.
                • #9 Collapse

                  My dear jab ham forex trading per trading kart hain jo hamay paas trade volume hota hai isy lot size kehty hain ab trade volume ziyada bhi ho sakta aur kam bhi ho sakta laikin ham jo bhi lot size muntakhib krain to hamain maloom hona chahye kay jo lot size ham ny muntakhib kia hai wo markeet kay trand kay mutabiq hai is say hamain bohat profit hoga.
                  • #10 Collapse

                    sir baat ya ha kay ham jab bhi forex ma trading krty ha to us ma lot size hota ha jis say hamay zaida profit bhi ho sakta ha qk agar apky pas experince ha to hi ap lot ziada rakhi chahiye nai to apko kam rakhni chhaiye isay agar apko profit thora late hota ha lakin loss nai hota ha
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      gee bhai lot size ka mtlb hota he keh jitne volume ke trade hm lagate hien us ko kehte hien aur hmein apne trading mein low lot size ke trade krne he aur hm apne trading mein ziada risky lot size ka istemal na krein aur apne trading mein experience se acha kam krein hm ko boht acha profit hota he
                       

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X