Trading main loss hony ke waja.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading main loss hony ke waja.

    ASALAMO ALIAKUM// omeed h yap sb khariat sy hn gy g bilkol
    forex trading mein agar hamen was hota hai to uski Koi Na Koi wajah hoti hai uske piche hamari mistake soti hain aur lake of knowledge hota hai agar Ham ismein mistakes karenge aur knowledge hasil karke Kam nahin karenge to hamen kabhi bhi trading mein success nahin Mil sakti hamen ismein loss hi hota hai agar humne loss ko bachana hai aur ismein humne achcha kam karna hai to uske liye hamen sabar se kam karna hoga aur jalpari trading mein bilkul bhi nahin karna hogi agar Ham ismein jaldbaji karenge to hamen tabhi loss ho sakta hai dear trading main aap jab koi bhi trade open karte hain to aapko sabse pahle market mein analysis karna hote hain aapane ismein chart pattern ko dekhna hota hai candlestick patterns ko dekhna hota hai aur iske alava apnon aur aapko ismein fundamental analysis karne hota hai .insa ALLAH ap zaroor kamyab hn gy .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading main loss hony ke waja.

      Forex trading mein agar Ham last Se bachana chahte Hain to Hamen Sabar kar ke sath kam karna chahie trend market ke against trade nahin karni chahie Agar Ham jaldbazi se trade Karenge baje soche samjhe trade Karenge to Hamen nuksan ho sakta hai aur Hamen Forex mein greedy ko avoid karna chahie aur koshish karni chahie ke money management Ka khyal Karen Sabar ke sath kam Karen trend ko follow karke trade Karen Taki Ham apni trade acchi kar sake aur achcha profit banaa sake.
      • #18 Collapse

        Re: Trading main loss hony ke waja.

        Walaikum salam Ji Bhai aap bilkul theek kah rahe hain Forex trading Mein loss ki vajah jaldbaji hai agar Ham market ko analyse Karke Sahi check Karke usmein trading karen to usmein loss ka Khatra bahut kam Hota Hai isliye Soch samajhkar market ko analyse Karke trading Karni chahie to hi ham log se bus sakte hain aur Hamen Achcha bonus mil sakta hai aur isase Behtar aap apne senior member se Royal n to Inshallah aap profit Mein rahenge
        • #19 Collapse

          Re: Trading main loss hony ke waja.

          ji han Forex trading mein agar Ham jald baje Karen trend market ke against rate Karen aur lalach karke jyada profit Ke chakkar mein overtrading Karenge to Hamen nuksan hoga koshish karni chahie ke Hamen farex mein Sabar acchi trade ka vate Karen market ko samjhaie market ke trend ko samjhaie tab Ham trade Karen to Hamen achcha profit mil sakta hai.
          • #20 Collapse

            Re: Trading main loss hony ke waja.

            Forex trading mein agar Ham jaldbazi mein kam Karenge magar soche Sanjay trade Karenge train market ke against rate Karenge to Hamen Las hoga koshish karni chahie ke pahle Ham market ke analysis Karen market ke trend ko samjhaie aur trade karne se pahle Hamen jaldbazi nahin karni chahie sawar ke sath rate karni chahie tabhi Hamen acchi trade mil sakti hai aur ham achcha profit bana sakte hain.
            • #21 Collapse

              Re: Trading main loss hony ke waja.

              Wasy to lose ke bohat si eajah hayan lakain proper money management na karana lose ke bohata hi naray wanah hy.
              • #22 Collapse

                Re: Trading main loss hony ke waja.

                Forex trading mein agar Ham lalach Karenge trade karne mein jaldbaji Karenge tabhi Forex trading mein Ham lash Karenge Hamen koshish karni chahie ke pahle apni learning ko pata Karen FIR Ham Forex trading mein kam Karenge to Hamen achcha fayda hoga Forex mein vah log kamyab Hain Jo hard worker Hain Apne kaam par focus karte hain aur apne knowledge ko improve karne ki koshish karte Hain.
                • #23 Collapse

                  Re: Trading main loss hony ke waja.

                  Assalam alaikum dear member forex main loss ki wajh hamri la parvhi hai agar hum Dil laga kar kam karty Hain to hum kamyab hon gy agar hum Dil laga kar kam nhi Kary gy to kamyab nhi hon gy
                  • #24 Collapse

                    Re: Trading main loss hony ke waja.

                    G jnb apki bat sy agree hn thk kaha ap ny forex trading me hm loss ko face krty hn aur profit ko b . Profit hmari apni efforts ka results huta hy aur isi trha loss b hmari e mistake ki wja sy mlta hy. Hmy apni mistake ko dekhna hu ga. Apny loss pr hm ksi aur ko ilzam ni lga skty.
                    • #25 Collapse

                      Re: Trading main loss hony ke waja.

                      Trading my lose ke sub sy bari wajah over trading hy.
                      • #26 Collapse

                        Re: Trading main loss hony ke waja.

                        trading me loss hone ki koi 1 waja nahi he balke bht sari reason he jis ki waja se loss hota he sab se bara reason jo bar bar kaha jata he or bataya jata he is forum par wo lalach he knowledge ka kam hona sabar na hona trading ko game samjh kar karna tukke mar kar trade karna learning par focus na karna dusro par dependent rehna har kisi k signal k peche bhagna ye sab or bhi bht sari reason he jin ki waja se loss hota he or account wash hota he in sab cheezo se bachne k lye zaroori he k apne andar se lalach khatam kare sabar or himmat peda kare knowledge hasil kare ziada se ziada seniors se help un se poche dicussion kare learning par dehan den acount management walo par kabhi dependent na ho or na hi kisi signal walo par q k signal wale fee bht ziada charge karte he lekin un k signals sare loss me jate he is lye khd apna analysis kare or trade kare or sab se important jis ko koi bhi itni importance nahi deta wo ye he k demo par working kabhi na choren demo par ziada se ziada time den demo ko or agar signals check bhi karne he to demo par kare or agar signals check karne he to wo bhi demo par kare lekin phr kaho ga k signals k chakar me nahi parhe signal jo log lete he fee de kar wo bechare rote hi rehte he or sab se bari mistake ye hoti he 1 account agar wash hojae to log samjhte nahi phr bhi same mistake again again and again karte chale jate he logo k samjh hi ni ati he is lye agar trading me loss se bachna he to in sab mistake se bache or apne uper kam kare apni skills ko improve kare tb hi ap trading me age ja sakte he or apna future bana sakte he is lye khd seekhe khd kare or relax rahe .
                        • #27 Collapse

                          Re: Trading main loss hony ke waja.

                          Trading Mn loss USS Waqt hota hai Ham Jab jaldi Karte Hain Ham koi bhi kam Agar jaldi se Forex cruel ke khilaf Karenge to hamare liye bilkul Aasan Hoga Hamen Yahan per acchi trading Karni chahie aur positive time mein Hamesha Hote karna chahie Ham Jitna Achcha hold Karenge Hamare liye kamyabi bahut aasani se Hogi Nahin Karenge Tumhare liye bilkul Nahin Hogi
                          • #28 Collapse

                            Re: Trading main loss hony ke waja.

                            Ji Ham Sab Ko loss hone Se Bachana chahie aur mehnat kahe Ke Apna Kam Karne Ki Koshish Karna chahie Jo Banda Yahan Pai Apna Kam kar leta hai vah lazmi Kamyab hota hai so isiliye Forex per kam Karke mehnat Karke bhi Koshish Karna chahie so Hamen Yahan per Apna Kam Khud karna chahie aur mehnat Kar Ke kamyabi Hasil karne ki koshish karne chahie ISI Mein Hamara fayda Hai
                            • #29 Collapse

                              Re: Trading main loss hony ke waja.

                              yr kuch logo ka mind fresh nhi hota aur wo kam krny lag jaaty hn wo kisi bhi tension men hoty hn aur trading bhi start kr dety hn jiski waja sy unko market k trend ka pta nhi chalta aur wo phr loss hasil kr k beth jaaty hn ya phr aisa hota ha k bnda market analyse kiye bghair hi lalach men a kr kam krta ha jis sy loss hota ha aur us k bad jaldbaazi insan ko maar deti ha qk us sy bnda har kam men jaldi krta ha aur phr akhir kaar wo loss ly kr beth jaata ha aur wise bnda wo ha jo k agr aik baar ghlti kr ly us k bad phr wo kabhi bhi wo ghlti nhi krta aur agli dafa jab trading kta ha to jaldbaazi nhi krta tab hi wo kamyba ho skta ha lekn agr ap ghlti repeat kren gy to kamyabi nhi mily gi aur isi liye agr loss sy bachna ha aur profit hasil krna ha to apko fresh mind sy kam kna hoga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Trading main loss hony ke waja.

                                Forex business mien humy loss is waja sy hota jub hum trading kr ty hy to hum appine knowledge ko use nahi krty humy is mien chahiya ka hum jub be trading krty hy to humy appine knowledge ko add krna chahiay aur market ko be analysis krna chahiay agra hum market ko analysis nahi kry gy to humy is mien loss hoga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X