assalamu alaikum dear Pakistan forex forum members mein yah kahana chahta hun ke forex trading mein agar hamen was hota hai to uski Koi Na Koi wajah hoti hai uske piche hamari mistake soti hain aur lake of knowledge hota hai agar Ham ismein mistakes karenge aur knowledge hasil karke Kam nahin karenge to hamen kabhi bhi trading mein success nahin Mil sakti hamen ismein loss hi hota hai agar humne loss ko bachana hai aur ismein humne achcha kam karna hai to uske liye hamen sabar se kam karna hoga aur jalpari trading mein bilkul bhi nahin karna hogi agar Ham ismein jaldbaji karenge to hamen tabhi loss ho sakta hai dear trading main aap jab koi bhi trade open karte hain to aapko sabse pahle market mein analysis karna hote hain aapane ismein chart pattern ko dekhna hota hai candlestick patterns ko dekhna hota hai aur iske alava apnon aur aapko ismein fundamental analysis karne hota hai agar aap ine sab chijon ko dekh kar trade karte hain to aapko ismein kabhi bhi wapas nahin ho sakta aap candlestick pattern chart pattern ke bare mein pata hona chahie aur aap ki lot size money management ke hisab se honi chahie.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим