scalping kiya hoti hai iss me kiya karna hota hai ???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    scalping kiya hoti hai iss me kiya karna hota hai ???
    scalping kiya hoti hai iss me kiya karna hota hai ??? plz seniors reply me i want to know about scalping :rolleyes::cool::confused:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother scalping may ap k pass only yeh option howa karti hai k ap nay trade open karni hai 5 mint chart may our kam say kam time may out hona hai market may profit lay kar
    • #3 Collapse

      having 5 minutes for chatting mustly for gaining profit i think so ..... aur ya trading ma bht important ha is sy ap ko bht faida hota ha earning bi zda hoti hai then ap bht information bi laty ho ...
      • #4 Collapse

        dear scalping shotr term trading hoti hai aur ismein apk kam pips haaisl karneki trading karte hian aur market se jaldi out hojaate hain,is liye apko chhaiye ke ap agar scalping karen to poori money management ke sath karen.
        • #5 Collapse

          my dear scalping bht mushkil hoti hai aur isse new traders ko nahi karna chahiye kiun k scalping se wo apna sara balance bhi ura sakte hain kuch hi dair me ye seniors k liye hai wo hi iss se achi earning kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            My dear friends forex trading market main expert trading ziada tar scalping karte hain. forex main jab app bohat short se time main ziada badi lots ki trading karte hain or profit le kar foran close kar dete hain to is ko scalping karna kehte hain.
            • #7 Collapse

              I have a few rekomendatsiy.Pervoe not trade against the trend of the day, the second always put limit losses, so as not to drain the depozit.I third is not to close the deal as soon as she came in, plus, it has to comply with the risk of profit while b 1: 3.Trend always proceeds on the basis Most of the corrections.
              • #8 Collapse

                gee bhai scalping krna bhe trading ka aik tareeqa he aur es mein trader ko profit jlde ho jata he lakin scalping mere khyal mein sahih trading ka zaira nhe he trader ko ache trading krne ke lie experience chahe aur apne trade mein sahih order lage phr fiada ho ga
                • #9 Collapse

                  Scalping main aap ney small small targets bana kar kam krna hota hy aur profit hasil karna hota hy. Yeh buhat risky trading hoti hy. Jab tak trading ka experience nahi hota, aap scalping sey trading na karain. Big volum of lots use kr key profit earn kia jata hy. Is main sometimes kafi loss honey ka bhi khatra hota hy.
                  • #10 Collapse

                    g han scalping karna esy hi hota hay agar app 2 hurs trading karty hey or us me app kam se kam profit ko accept karty hey to yahi scalping hoti hay es me bahot sary traders acha profit b earn kar lety hey.
                    • #11 Collapse

                      scalping bohat short time period main ki jaane wali trading hoti hai ye 1 min se 15 min tak k time frame k andar hoti hai aor is k liye experience ka hona bohat zaroori hota hai scalping us waqt ziada benefit deti hai jab market tezi main ho
                      • #12 Collapse

                        scalping money management kay sath ki jati hay zani ap jab scalping kartay ho to sab say pahaly kul raqam jo ap nay invest ki hay wo aur phir us kay bad doosray number par zay daikhna hota hay scalp main in aur out kab hona hay time par in hona aur time par out hona strategy kay mutabiq zaroori hota hay kunkay scalping short term man rah kar ki jati hay
                        • #13 Collapse

                          سکلپنگ بہت ہی اچھی اسٹریٹجی ہے اور ایک شارٹ ٹرم ٹریڈ ہے۔ اس میں ہم ٹام 15 سے 30کا ٹام فریم استعمال کرتے اور اس میں کسم کرکے ہم ایک اچھی امدنی حاصل کر سکتے ہیں
                          • #14 Collapse

                            Scalping main aap ney small targets bana kar profit hasil krna hota hy. Yeh kafi risky trading hoti hy aur aap ko big loss bhi ho sakta hy. jab tak aap ka experience nahi ho jata, aap scalping na karain. Long term trading is best as compared to short term trading. Pehlay apna experience banayen aur phir scalping ka sochain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Bhai jee main abhi new hu zaida kuch tu nahi pata scalping k barey main lekin itna pata hai k short term ki trade ko kehty hain or bohat say broker scalping allow nahi karty or hum ko es say dor hi rehna cahiyeh

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X