Always look forward don't disappoint due to Little losses.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Always look forward don't disappoint due to Little losses.
    Salam to all respected fellows Hamesha Aage dekhna chahie forward dekhna chahie future ke bare mein sochana chahie aur positive sochana chahie aur Agar Ham apni past ke bare mein Sochenge Jisne Hamen thoda bahut losses Hue Hain To Hamen bahut jyada disappoint Nahin Hona chahie balki Hamen apni Galti hone se sikhana chahie gram disappoint Honge to definitely iska Koi fayda Nahin Hoga pal ke Hamen Hamesha Yahi Afsos Rahega ki Ham Ne Aisa Kyon Kiya To Baja iski Ham Ghar Baithe jaen aur Afsos Karen Bal ke Hamen chahie ki apni galtiyo ko pics Karen unko troubleshoot Karen next time ke liye Unse Awaaz Karen aur Hamesha is positive trader Bankar kam Karen aur jo expert trade Raj world expert Raider Hain vah sirf apni mehnat ki vajah Se Hi Kamyab Hue Hain To Ham bhi mehnat Karenge aur jitni jyada ho Saka Humsafar Gal Karke Forex trading ke andar earning Karenge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Always look forward don't disappoint due to Little losses.

    Forex Trading me loss se hamen apne apko kabhi bhi disorienting nahi karna chaheye. Profit aur Loss har karobar ka lazmi hisa hai. Kuch karobar me nafa aur nuqsan kam hota hai aur kuch me zyada. Jin karobar me nafa aur nuqsan kam hota hai to us me risk bhi kam hi hota hai lekin jis karobar me nafa aur nuqsan zyada hota hai to us me risk ya khatra zyada hota hai. Forex trading me nafa aur nuqsan zyada hota hai to is waja se is ka risk bhi baqi karobar ki nesbat zyada hota hai. Lekin har karobar me nuqsan ko kam karne aur nafa ko barane k leye khas usool hoten hen jo forex trading me bhi hai. Agar hum un usolon pe chalengy to hamara bhi nuqsan kam aur faida zyada hoga. Hamen kabhi bhi forex k usool nahi thorne chaheye. Forex nakami ka dar rakna wailaly kamayab ni hoty. Always look forward don't disappoint due to Little losses.Forex me kam krny k liye age ki koi khas limit nai ha.
    • #3 Collapse

      Re: Always look forward don't disappoint due to Little losses.

      ismein agar main jyada nuksan ho jata hai to mein apne aap ko pareshan nahin rakhna chahie bol ke apna Kam acche se karna chahie Jo log mein apna Kam acche se karte Hain to unko bhi jyada fail ho jata hai aur hamen agar apne aap ko ek kamyab insan samajhna hai to hamesha apna Kam apni mehnat ke sath karte rahen agar hamari acchi main Ho jaati hai to hamen achcha kam mil sakta hai aur ham kamyab Ho jaate Hain hamen bhi apna Kam chahie Karne se achcha Hi ka Mil jata hai aur apna Kam nahin ho sakti isliye apne aap ko kamyabi samajhna har kisi ka kam achcha ho sakta hai aur ham bhi Na Kam nahin ho sakte lekin aapane kam ko achcha karne ke liye hamesha mehnat karni chahie to har kisi ke liye ismein kami nahin ho sakti hamen bhi ismein bahut jyada kam Mil jata hai
      • #4 Collapse

        Re: Always look forward don't disappoint due to Little losses.

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men jo log loss ki waja se himat haar jatay hen woh kabi bhi kamyab trader nhi ban saktay iss liay loss business ka hissa hey loss se tension lenay ki bajay loss se seekhnay ki koshish karen aur her kism ki situation men apnay emotions pe control rakhen aur sabr se kam len aur phir agay barhnay ki koshish karen aur phir pahlay se ziyada mehnat karen aur soch samaj kar trading karen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: Always look forward don't disappoint due to Little losses.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Hoorab878 پيغام ديکھيے
          Salam to all respected fellows Hamesha Aage dekhna chahie forward dekhna chahie future ke bare mein sochana chahie aur positive sochana chahie aur Agar Ham apni past ke bare mein Sochenge Jisne Hamen thoda bahut losses Hue Hain To Hamen bahut jyada disappoint Nahin Hona chahie balki Hamen apni Galti hone se sikhana chahie gram disappoint Honge to definitely iska Koi fayda Nahin Hoga pal ke Hamen Hamesha Yahi Afsos Rahega ki Ham Ne Aisa Kyon Kiya To Baja iski Ham Ghar Baithe jaen aur Afsos Karen Bal ke Hamen chahie ki apni galtiyo ko pics Karen unko troubleshoot Karen next time ke liye Unse Awaaz Karen aur Hamesha is positive trader Bankar kam Karen aur jo expert trade Raj world expert Raider Hain vah sirf apni mehnat ki vajah Se Hi Kamyab Hue Hain To Ham bhi mehnat Karenge aur jitni jyada ho Saka Humsafar Gal Karke Forex trading ke andar earning Karenge.
          Yes dear Forex member ap ny bilkul sahi kaha hai Forex online business Hai jismein male or female donon kam kar sakte hain ismein time table ka Koi Nahin Aata aap apni Marzi se time table Banakar ismein kam kar sakte hain Humne ismein daily ke 50 post aur 4 thread Lagane Hote Hain Jab Ham Apne daily ke target ko regularly complete karte hain aur quality work per focus Karte Hain To hi Ham Achcha bonus Hasil kar sakte hain isiliye koshish karen ki starting mein jyada Se Jyada time learning ko Dena Lage Hasil karne par focus Karen Taki acchi aur informative post kar sake Jitna Jyada time after taking Mein learning ko Denge utani hi aap acchi earning kar Sakenge Kuchh log Hote Hain Jo starting Mein Hi Chahte Hain Ki unhen acche earning Hasil Hona shuru ho jaaye lekin koi bhi kam Shuru mein aap itne perfect nahin kar sakte Kyunki jitni Jyada aap ismein practice Karenge demo account ko time Denge senior members ko for follow Karenge Forex ke rules and regulations ko Dekhte Hue kam Karenge utani hi aap acchi earning kar Sakenge
          • #6 Collapse

            Re: Always look forward don't disappoint due to Little losses.

            ji hun ager humain trdaing mian loss ho tu is se humain disoppointed nhi hon achahiy bulqy apny future k bary main humain plaining kerni chahiy k humain phir se loss na ho ager humain thora loss hota ha tu is se humain pareshan hony ki bajy is se humain learn kerna ho ga isi main hi humary liay bhtre ha.
            • #7 Collapse

              Re: Always look forward don't disappoint due to Little losses.

              Damn true hmesha apni nzar next p rkhein future p kbi b past ko ly ka na bethy rhein jo log past ko ly k bethy rhty hn wo kbi kamyabi hasil nh kr skty hn na ee wo agy bhar skty hn agr ap life m kamyabi chahty hn to mazi ko kbi na ly k bethy rhy thk h ap mazi sy lesson zrur lein mgr usko hr giz b galy sy na lgayen kbi b choti choti baton sy preshan na hon ye life guzarna bhtt mushkil h yhan achy bury hr trhan k log apko milty hn to please ap preshan honty ki bjaye hmesha us mushkil sy bahir niklny ki koshish krein bs ap mehnat sy kam krty jayen taky apko apki life m kamyabi mily or kbi b life spend krna mushkil na lgy......
              • #8 Collapse

                Re: Always look forward don't disappoint due to Little losses.

                Bilkul this is a good situation and good suggestion for equal Hamen kabhi bhi disappoint Nahin Hona chahie balki Hamesha apni future ki taraf dekhna chahie kya Humne Apne future mein kya karna hai apne future trade ko follow karna hai aur Alliance ko plan ko status Jisko Apna nahin tha ki Ham acche aur expert Raider Bansa kya kar Ham little or se disappoint hokar Forex trading Ko Chhod Denge To vah Hamara bhi fayda nahin ho kya nuksan hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Always look forward don't disappoint due to Little losses.

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Hoorab878 پيغام ديکھيے
                  Salam to all respected fellows Hamesha Aage dekhna chahie forward dekhna chahie future ke bare mein sochana chahie aur positive sochana chahie aur Agar Ham apni past ke bare mein Sochenge Jisne Hamen thoda bahut losses Hue Hain To Hamen bahut jyada disappoint Nahin Hona chahie balki Hamen apni Galti hone se sikhana chahie gram disappoint Honge to definitely iska Koi fayda Nahin Hoga pal ke Hamen Hamesha Yahi Afsos Rahega ki Ham Ne Aisa Kyon Kiya To Baja iski Ham Ghar Baithe jaen aur Afsos Karen Bal ke Hamen chahie ki apni galtiyo ko pics Karen unko troubleshoot Karen next time ke liye Unse Awaaz Karen aur Hamesha is positive trader Bankar kam Karen aur jo expert trade Raj world expert Raider Hain vah sirf apni mehnat ki vajah Se Hi Kamyab Hue Hain To Ham bhi mehnat Karenge aur jitni jyada ho Saka Humsafar Gal Karke Forex trading ke andar earning Karenge.
                  Ji han aapane bilkul theek ka kya Mein Apne loss Ko Nahin dekhna chahie Bal ke apne dost ko recover karna chahie aur game karna chahie Agar Hamen loss Ho Jata Hai To Hamen is again karna chahie aur care ke sath trading Lagani chahie na ke disappoint hokar forex business Ko Chhod Dena chahie isliye Agar Hamen loss Ho bhi Jata Hai To Ham Sagar ke sath aur kya ke sath reading Karen Taki Ham Apne loss ko dubara game kar sake aur profit gain kar Saken Khuda Hafiz
                  • #10 Collapse

                    Re: Always look forward don't disappoint due to Little losses.

                    ji han bilkul theek hai aapko chahe hamesha aap jyada ke bare mein sochte agar aapko thoda nuksan hota hai aapko aisa demotivator nahin hona chahie balke aapane aapko petrol mein rakhna chahie motion bhi nahin aana chahie kyon kya karate motion mein aaenge to jyada galat faisla kar payenge isliye kar aap apne aap control mein rakhte hain aur jyada badh 233 se aapko jyada badh Lal translate Hain aapko chhod se Laut se pareshan hona chahie balke is aapane ak target ka Tor par la kyunki agar aap jyada achcha kam karenge to isase aapko yad achcha dalte Mil Gaya kar aap apna kam karna kab main aapka karenge to isase aapko jyada bahan bhi trance log agar aap aapane kam ko regular nahin karenge to is your Pune to jyada badh milega aur Na aayega aap kam jawab Ho sakenge aur naahi profit Ho sarkar sakenge isliye kar aap regular Kam nahin kar sakte ho to fir kam ko chhod de
                    • #11 Collapse

                      Re: Always look forward don't disappoint due to Little losses.

                      Hmm forex main kamyb hona hy acha profit hsil krna hy to hm kbhi bh loss sa dispponted Nhi hona chya blky loss ka samn krna chya or us ko achy sa hal krna ki koshshi krni chya tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga forex bht hi achy business hy jitji mhynt sa legn sa watk kra ga utna hi kamyb Ho ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Always look forward don't disappoint due to Little losses.

                        online business Mein little Chhote loss ko kabhi bhi disappointed nahin karna chahie yah Ek Kamyab trader Ki Nishani Nahin Hai Jo Apne a Hamesha kamlas Parli Taluka per point Ho Jaaye Ho Jaaye vah Hamesha Apne experience ko strong karne ke liye Dam account ka istemal Karen Taki best confidence ke sath Apne Lohar ka Samna kar sake Kyunki trading online business Mein loss to hota hai loss bhi hota
                        • #13 Collapse

                          Re: Always look forward don't disappoint due to Little losses.

                          Ager hum forex mn kam kertay hn to hamn is mn profit bhe hoona ahe ur loss bhe ager hum loss say disappoint ho ker baith jaen gay to han is mn koe khas faida to ho ga ni is lea hamn her kam ko best way say kerna ahe to loss ki traf ni bulkay agay ki traf dakhna chahea
                          • #14 Collapse

                            Re: Always look forward don't disappoint due to Little losses.

                            ji han mere doston hamen chhote se lash ki vajah se mayus nahin hona chahie disagree nahin hona chahie disappoint nahin hona chahie agar Ham in vajah se disappoint disagree Ho jaate Hain to hamen kam karne ka kuchh fayda nahin hoga hamen chahie hamen ek power ki tarah ek Josh ki tarah ek excitement ki tarah work karna chahie aur kabhi last bhi hota hai profit bhi hota hai isliye humne Na kami ka samna nahin karna chahie agar Na kami Ho jaaye to hamen har na nahin chahie agar humne har man li to Ham ismein kamyab nahin ho sakte isliye hamen chahie Ham ismein yad Karen aur ismein kamyabi hasil karna agar Ham ne ment kar liya acche tarike se acche andaaz se acche soch se to Ham ismein kamyab Ho jaenge kyunki mehnat karne wale log na Kam nahin hota agar Las Ho jaaye chhota mota to hamen na Kam nahin hona chahie hamen kamyab hona chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Always look forward don't disappoint due to Little losses.

                              bilkul acchi baat hai hamen forex online business mein trading ke hawale se kabhi bhi mayus nahin hai mujhe kyunki trading karne ke dauran lost bhi hota hai aur profit bhi hota hai isliye hamen kamlas per kabhi bhi disappointed nahin hona chahie balki hamen himmat ke sath apne loss quora cover karne ki koshish karna chahie jitna Ham jyada se jyada mehnat karenge utna hi Ham ismein success and ka

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X