himmat nahi harni chahiye mehnat per believe rakhna chahiye.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    himmat nahi harni chahiye mehnat per believe rakhna chahiye.
    himmat nahi harni chahiye mehnat per believe rakhna chahiye. kiun k agar hum mehnat karain ge tu hume success zaror mile gi.:eek:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    You are right dear brother agar market may loss hot hai tu market say ap nikala mat karo dear brother market may investment kiy karo more more agar market may investment karo gay tu must success ho gay
    • #3 Collapse

      app ne sahi kaha forex me loss to hota hi hay kab app ko himat nahi harni chaye agar loss ho b jata hay to apni ghaltiu se learning karen app ko es ka faida ho ga
      • #4 Collapse

        Assalam-O-Alaikum dekhain bhai jan profit aur loss to dunia key sabhi businesses ka hisa hotey hen aur ager hum ko aj is me loss ho be jay to har nahi maan leni chahye q key kal ko hum big profit be hasil kar saktey hen.
        • #5 Collapse

          jee haan jnab app ne bilkul theek kha hai forex trading business main jab humare pass experience nai hota to hume loss hota hai lakin jase jase hum iss business main time spend kerte hain hume iss business ka experience hota hai aur phir hum iss qabil ho jate hain k earning ker seke iss leya hume kbhi be himat nai harni chahiya :)
          • #6 Collapse

            G han ......... himmat nahi harni chahye or humain akhri hadtak mehnat karni chahye or mehnat pe hi believe rakh na chahye or kisi bhi soorat me mehnat nahi chorni chahye kamyabhi hasil karne tak...........
            • #7 Collapse

              jee han ap ki abt theek hai aur main b ap ki bat se agree hoon k humain himat ni harni chahie aur apne mehnat per believe rekhna chahie kuin k forex main ager loss hai to profit b hay ager hum is business main mehanat krain to zroor is main successful ho sektay hain aur humain self confidence k sath trading kerni chahie.
              • #8 Collapse

                bilkul dear hume himmat nahi harni chaiye balke apni mehnat per bharosa rakhna chahiye tab hi hum kamyab ho sakte hain forex best online business hai iss jesa koi nahi ye bht profitable business hai.
                • #9 Collapse

                  gee haan hmein apne trading mein mehnat se kam krna prta he aur es mein kabhe bhe hmiat na hara krein blkeh apne trading mein aisa work krein keh trading mein apne ap ko best trader bnein aur experience ko bhtr krein phir trading faida de ge aur loss mein kabhe nhe trader jae ga
                  • #10 Collapse

                    g haan ap ki baat sahi jb ap himmat haar jatey ho to ap mein mayoosi paida ho sakti hai jo k ap ko success se door kr sakti hai is liye agar ap ko trading mein kuch loss hota hai to ap ko positive soch k sath forex learn krni chaiye
                    • #11 Collapse

                      g han forex trading mein apko chahiye ke ap is mien kabhi bhi haar nahi maanen aur is business mien mehnat karen taake ap is mien ek din kamiyab hosaken.
                      • #12 Collapse

                        ji han ap ne bilkul theek kaha, kisi b kaam ko krnay k liye app ko mehnat bht zyda krni chahiye app kisi b kaam success hasil kr nhi sktay jb tk app us main hard work nhi krtay, same situation Forex trading business main b hai app ko success k liye hard work must krna chahiye, aur agr app ko success nhi b milti to himmat nhi harni chahiye,
                        • #13 Collapse

                          G ap ne theek kaha hy k agr hum KO forex trading mein loss ho raha hy tu hum KO forex trading mein himat nhi harni cahaiye balke forex trading mein aur ziada mehnat aur hardwork karna cahaiye aur forex trading mein knowledge aur experience hasil karna cahaiye aur forex trading ki market ko dekhna cahaiye phr aik din profit earn kar sakty han
                          • #14 Collapse

                            main ap ki bat se bilkul agree krta hon k humey himat nai harne chhaie humey bus hard work krte rehna chahie kyun k agar hum bus mehnat karain gay aur himat nai harain gay to hum life main ha makam pai pohanch skte hain jahan chahin warna nai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G ap thk kah rhy hain ma ap ki bt sy agree krta hon ky ap ko jab be ap forec par kam krty hain to agar kisi waja sy ap ko loss ho jata ha to ap ko himmat ni harni cheyey blqy apni mistake ko doodnhna cheyey ky ap kis jaga kis waja sy mistake hoi ha us ko thk kr lo r agy dehan sh r mahnat sy kam krein ky us ma dobra koi galti na ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X