Ji bilkul at least mere lie tu ye aik best business hai kiunke main janta hon ke is business main sarmaya ki bajaey mehnat ki ziada ehmiat hai. Even agar aap ke paas sarmaya kam bhi ho tu sakht mehnat ke zarie aap apnay kam sarmaey ko aik baray sarmaey main tabdeel kar saktay hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим