Loss sa kesa bacha ja saktha ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss sa kesa bacha ja saktha ha
    Assalamu Alaikum dear friend main aapse yah Kahana chahta hun agar aap log loss sa Bachana Chahte Hain To aapko chahie ki trade Lagane se pahle aap markeet analyse karna Hogi agar aap market analyse Nahin Karenge to loss ke chance jyada hai isliye aapko chahie kya aap Jab bi tread lagaen to Soch Samajh Ke Lagaya aur market ko analize kia bagair ap tread na laghy orr agr kohi muskil ya prshani aa rahi ho tho apna senior sa help lain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss sa kesa bacha ja saktha ha

    اصل پيغام ارسال کردہ از: mehroz khan niazi پيغام ديکھيے
    Assalamu Alaikum dear friend main aapse yah Kahana chahta hun agar aap log loss sa Bachana Chahte Hain To aapko chahie ki trade Lagane se pahle aap markeet analyse karna Hogi agar aap market analyse Nahin Karenge to loss ke chance jyada hai isliye aapko chahie kya aap Jab bi tread lagaen to Soch Samajh Ke Lagaya aur market ko analize kia bagair ap tread na laghy orr agr kohi muskil ya prshani aa rahi ho tho apna senior sa help lain
    Walaikum assalam loss se bachny ke liye aapko learning karna hogi apne experience apne knowledge increase karna hoga tabhi aap apne trading mein loss ke chances ko minimise kar sakte hain aur agar aap learning kar lete hain experience can kar lete hain to fir acchi tarah market ko analyse karke uske up and down score check karke uske bad trade open Karen Taki aap loss ko kam kar sake agar aap Bagair analysis ke bagair planning ke kam Karenge to aap kabhi bhi profitable trading nahin kar payenge loss Se bachana hai to learning Karen market mein enter hone se pahle proper analysis Karen fundamental technical analysis sentimental analysis teenon analysis karke uske bad trade open Karen Taki aapko achcha result mile
    Last edited by ; 18-08-2020, 04:31 PM.
    سرکار
    • #3 Collapse

      Re: Loss sa kesa bacha ja saktha ha

      hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahe hamy is main mehnat sy kam karna chahey pher he hum is main kamyabe hasil kar sakty hain agar hum is mai mehnat nahe kary gy to hamy is mai kamyabe be nahe hasiol ho ge yai aam job ke niabat bohat ache job hai hum gar bath kar is mai international level par kam karty han or pasia kamaty han
      • #4 Collapse

        Re: Loss sa kesa bacha ja saktha ha

        Sabse pehli baat loss or profit har business ka hisa hy or forex tou sab businesses sy top karta hy or beshak ye business risky hy or is risk factor ke waja sy trader ky dil mein loss ka dar hota hy. Trader ko chahiye ky sakht mehnat kare or acha experience or knowledge hasil kare jiski waja sy loss ka factor kam hoga.
        Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
        • #5 Collapse

          Re: Loss sa kesa bacha ja saktha ha

          Jab tak confirm signal na miljaye apko yeh pata na chal jaye ki aap ko profit hoga aapko trade nahi lagani chhaiye lalach mein akar kabhi trades na lagayen akser signals fake hotey hen candles ke or jese hi ham trades lagatey hen market opposite direction mein move karney lag jatei hai or hamein loss hota hai uska reason yahi hai ki ham market ko achey se samjhtey nahi hen thek se analysis nahi kartey or jald bazi mein trades open kardetey hen.
          • #6 Collapse

            Re: Loss sa kesa bacha ja saktha ha

            اصل پيغام ارسال کردہ از: mehroz khan niazi پيغام ديکھيے
            Assalamu Alaikum dear friend main aapse yah Kahana chahta hun agar aap log loss sa Bachana Chahte Hain To aapko chahie ki trade Lagane se pahle aap markeet analyse karna Hogi agar aap market analyse Nahin Karenge to loss ke chance jyada hai isliye aapko chahie kya aap Jab bi tread lagaen to Soch Samajh Ke Lagaya aur market ko analize kia bagair ap tread na laghy orr agr kohi muskil ya prshani aa rahi ho tho apna senior sa help lain

            Ji bilkul aapane theek kaha hai hai Hamen trading karne se pahle a market ko acche se analyse karna chahie aur loss Se bachne Ke Liye Ye Hamen Jyada Se Jyada demo account per practis Karni chahie isase Ham trading Mein Perfect Ban sakte hain aur loss hone ke chances bhi kam Honge.
            • #7 Collapse

              Re: Loss sa kesa bacha ja saktha ha

              assalamu alaikum everyone loss se bachne ke liye hamen Pakistan forex company ki news ko pahle gana chahie news ko read karna chahie samajhna chahie Taki hamen pata chale ki trading ki timing trading ki aap kaise aur kitni Ho Rahi hai soch samajh Kar ham yah kam kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Loss sa kesa bacha ja saktha ha

                Dear member
                losses tab hota hen jab kse kam ko serious o k nahi karta aur without experience aur knowledge k bgr kam karta hen tou hemsha apko losses hon ga forex trading ma trading karta waqat hemsha trading experience kar aur zaida market experience kar k fr trading karyn. jitna market experience o ga itna he trading ma apko trade lagna ma asani hoti ha.
                ​Amir-Akram
                • #9 Collapse

                  Re: Loss sa kesa bacha ja saktha ha

                  Assalam u Alaikum... Dear members loss sy bchny ka aik best method ye h k ap practice kro demo account p. . Kiun k jitni ziada achi apki practice ho gi ap itni hi ziada achi income kren gy... Apko pta hoga ap. K pas sara knowledge hoga k kb kahan kasay kitna loss ho skta h or kahan hmen profit mil skta h... To. Ye sb baten jb mind mn rkh k ap trade lgaty hain apny knowledge or practice dono ko utilize krty hue to ap profit gain krty hain... Loss k chances km sy km hoty jaty hain or ap ziada sy ziada profit gain krty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss sa kesa bacha ja saktha ha

                    Ji Ham Sabko loss se bachne ke liye mehnat Karni chahie if Ham Sab Yahan per apni mehnat per aaenge To Ham Sab yahan se Kamyab Honge so isiliye Hamen forest per Apna Kam karna chahie Aur Dil lagakar kam karna chahie To Hamen Yahan per Apna bonus level increase karne ki koshish padhani chahie Ek Ham Yahan per Apna bonus level increase Karenge To Hamen Yahan per kamyabi Hogi aur ham Sab Ko Milkar kam karne ki koshish karen me chahie
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss sa kesa bacha ja saktha ha

                      Loss se bachne ke liye hamen main apni mistakes ko mind mein rakhna chahie aur Dil lagakar kam karna chahie lalach ko avoid karna chahie agar Ham greed bankar kam karenge to hamen nuksan hoga isliye hamen main Dil lagakar kam karna chahie

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X