New members kay liy currency pairs best hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New members kay liy currency pairs best hain?
    Dear member mery khyal sey new members ko currency pair per hi trade lagani chahiy kyun kay currency pair per moment bahut kam hoti hay jis sey hamen bahut zyada loss bhi nahin hota aur bahut zyada profit bhi nahin hota aur ham apna experience b gain kar lety hain Jab Ham trading experience gain kar lain phr jis marzi pair pay trade lagaen aap kya kahaty Hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New members kay liy currency pairs best hain?

    hum pairs mai kam kra ky earn kar sakty hain hamy markret ke movement k osamj kar hamy apny cvpaital ky mutabk kam karna ho ga then hum earn kar saky gy hum is mai agar kam karty howe aik be mistake kar dety hain to hamara account band ho jy ga hamy market ke movement ko samj kar kam karna ho ga thne hum earn kar saky gy asnae ky sat
    • #3 Collapse

      Re: New members kay liy currency pairs best hain?

      agar hum new trader han to hamh euro usd currency mai kam karna chahe yai aik famous currency hain is mai kam karny ka hamy acha bonus hasil ho jata hai agar hum expert trader hain to hamy gold pair mai kam karna chahe hamy apny experience ky hesab sy pair ya currency chose karne chahey or is main kam karna chahey hum is man live kam karty han
      • #4 Collapse

        Re: New members kay liy currency pairs best hain?

        GBPUSD EUROUSD USDJPY yeh currency pairs new comers ke liye trading ke liye best hen in mei zyaada se zyada trade ki practice karen demo accounts mein in ki markets ko samjhna bhi easy hai is mein acha profit earn karna asaan hai.
        • #5 Collapse

          Re: New members kay liy currency pairs best hain?

          Ye depend karta hay keh new members nay kitni trading learning ki hay aur demo per kitni trading practice ki hay. Currency pair per bhi loss and profit hota hay. Aisa nai keh currency main sirf profit hay jis say new members achi trade kar sakty hain balkeh jab tak acha knowledge nai get hoga tab tak kisi bhi pair main trading mumkin nai.
          • #6 Collapse

            Re: New members kay liy currency pairs best hain?

            Agr to new member trading kafi had tk jaanta hy to phr us k liay koi b pair aur gold b theek hy lakin agr new member k liay forex b aik new cheez hy to usy chahiay k pehly thora seekh ly aur sirf currency pairs py choti lots main trade lagay q k gold aur oil main boht zyada fluctuations hoti hain aur usny agr in main trade laga liya to dekhty dekhty he account ur skta hy.
            • #7 Collapse

              Re: New members kay liy currency pairs best hain?

              Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men mojooda haalat men risky pairs men trading karna mushkil ho gaya hey kiun k inn men fast aur unexpected movement ho rahi hey iss liay account jaldi wash ho jata hey iss liay new traders ko chahiay k woh risky pairs se avoid karen aur currency pairs men trading karen aur small lot size ko use karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey aur acha profit bhi hasil kar saktay hen
              • #8 Collapse

                Re: New members kay liy currency pairs best hain?

                AOA! i think new members kaly currency pairs hi best hy qky in mn movements bht kam hoti hy jis sy ap ko startagy or planing ki bhi kam zarort parti hy lakin gold mn aisa nae hota.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: New members kay liy currency pairs best hain?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Dawood4092 پيغام ديکھيے
                  Dear member mery khyal sey new members ko currency pair per hi trade lagani chahiy kyun kay currency pair per moment bahut kam hoti hay jis sey hamen bahut zyada loss bhi nahin hota aur bahut zyada profit bhi nahin hota aur ham apna experience b gain kar lety hain Jab Ham trading experience gain kar lain phr jis marzi pair pay trade lagaen aap kya kahaty Hain?
                  Aapki baat bilkul theek hai ki new members ko currency pairs for trading karna chahie Kyunki currency pairs part reading karne mein hi jyada achha hota hai Kyunki currency pairs per risk bahut kam ho jata hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X