lalchi trader humesha nakam hote hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    G haan Ager ap is field main greed kerte hai to ap kafi nuksaan utha sakyte hai ager ap target pora hojata hai trades ka or ap phir bhi or profit lete hai so is ko greed kehte hai so ap ne jitna profit liya hai kafi hai Greed na karey
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      ye baat to hai.forex trading main greed kay liey koi jaga nahin hai.iss liey jab bhi koi trader greed karta hai to wo big risk main trading karta hai or essi trading main agar market against chali jaey to account ko bachana mushkil ho jaata hai.
      • #33 Collapse

        forex trading aik risky business hai aur is mai lalach karny waly ko loss b face karna par sakta hai. lalachi trader forex mai hamesha nakam hota hai. is liye ham ko chahiye k kabhi b trading karty waqt lalach na karen.
        • #34 Collapse

          G ap ne theek kaha hy k jo trader forex trading mein greed karty han wo forex trading mein loss hi utathy han is liye forex trading mein jab bhi koi trade open ki jaye greed na ki Jaye is liye forex trading mein greed nhi karni cahaiye is tarha hi forex trading mein kaamzab trader ban sakty han
          • #35 Collapse

            yes dear ap ki baat sahi jb ap lalach k sath earning ki koshish krte ho to aksar ap ko loss ho sakta hai is liye jb b trade lo proper analysis k sath bina greed k trade lo ta k ap risk manage kr k earn kr pao
            • #36 Collapse

              forex ma risk free trading karna possible ha magar is ka liya ap ka paas is ka baray ma knowlaedge or experience hona chahiya ,ap market par apni puri nazar rakhaan or jahaan par apko ya asani hao ka apyahan sa kama saktay hain ap us pa deal karlain ,is ma ap kao loos kam sa kam ho ga
              • #37 Collapse

                Greed is curse. Jo log greedy hotey hain woh always loss uthatey hain. Hamain sabar aur shukar sy kam karna hy aur jitna profit asani sey earn ho jaye us ko accept kr lena hy. Agar aap over trading main jayen gey to nuqsan uthayen gey. Lalach main aa kar insan jo profit asani sey gain ho raha hota hy woh bhi zaya kar deta hy.
                 
                • #38 Collapse

                  je main ap ke bat se agre karta hon kah forex main jo tradar lalach karta h wo as main nakam hota h .kunkah jab ham log forex main trading karte hain to zyada ke lalach main ham log thora profit bhe loss kar late hain .as lae hamin forex main lalach nahe karna chae hamin chae kah forex main ache mahnat karen ro thora thora kar ke as se ache profit hasel kar sakte hain.
                  • #39 Collapse

                    bhai kahty hain naa l lalch buri bla hay wasi he is bussniess main any k bad logo k dil main b lalacha a jata hay jis sy phir un ko loss hota hay ager is main faida ho to ap apny dil or demak sy lalcha nikal dy us k bad ap ko both faida ho ga mery yakeen say
                    • #40 Collapse

                      Forex trading mein greed ki waja se bohot se traders ko nuqsan hota ha because greed ki waja se aik trader kay pas jo profit hota ha, wo usay kam nazar ata ha and wo mazeed profit kamana chahta ha, lekin lalalch ki waja se apna sara profit lose kar deta ha.
                      • #41 Collapse

                        I'm not saying that it is terribly interfere, here I am with this situation normal output, has opened several accounts and which sought to conclude the payment simply do not sell all, and trade the account while on the other, and so the circle.
                        • #42 Collapse

                          Yes lalchi trader hamesha nakam hoty han greed un ki rag rag mein hoti hai wo her jaga kamana chahty han or belkul mehnat nahe karty is waja se hamesha nakam hoty han forex trading mein greedy logon k lye koi jaga nehe
                          • #43 Collapse

                            forex trading main geed yani ke lalach ap ko nuksaan deti hai forex trading main jab ap ek achche trade bun ker bhi trades kerte hai then laalch ap ke mind main ajati hai lekin us ko ap remove ker dia karey ignore kia karey kiyun ke yehi ek behtareen hal hai is cheez se nimatne ka
                             
                            • #44 Collapse

                              ji bahi bikuk lalchi banda dunya mai har jaga hi nakam hota hai us ko kamyabi nahi milte aor forx to ak busnis hai aor is mai lalch nahi chalti
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                g han ye to me ne b expernice hasil kia hay k jo b trading me lalach kar leta hay wo kabi b kamyabi ka mohn nahi dake pata hay trading without greed k kanri chaye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X