hume orex me trading karte waqt bht carefull rehna chahiye.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hume orex me trading karte waqt bht carefull rehna chahiye.
    hume orex me trading karte waqt bht carefull rehna chahiye. tab hi hum aik ache trader ban sakte hain :rolleyes::rolleyes::rolleyes:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear sab se pehle tu ap ko anii investment ko save karna chahiye ta k ap ko loss face na karna pare.,. forex behtreen business ki tarha kam kar skta hy aur ap b enjoy kar skte ho...
    • #3 Collapse

      g han bilkul forex mein hamko chhaiye ke ham is business mein earning karte hue carefull rahen,aur is mein kabhi bhi bohat ziyada risk mat len kiunke is se phir apko is mein loss bhi hosakta hia.
      • #4 Collapse

        g han bilkul forex mein hamko chhaiye ke ham is business mein earning karte hue carefull rahen,aur is mein kabhi bhi bohat ziyada risk mat len kiunke is se phir apko is mein loss bhi hosakta hia..bhia g kia khyal agar zda se zyada profit earn kiya jaye..to is k lye forex news dekhte rahein and marked k ups and downs ko samjhein
        • #5 Collapse

          Dear apne sahi kaha ka humain forex trading par trading karty waqt bhot hi zada careful rahna chahiya kuk ka humari choti si mistake humain bhot zada loss de sakti hai.
          • #6 Collapse

            My dear friends forex trading market main trading karte howe bohat careful hona chahiye. forex main trading karne se pehle achi tarha market ka analysis karna chahiye ta ke app ko pata ho ke forex main kis time kis tarha trading karni chahiye.
            • #7 Collapse

              yes dear you are right hume trading karte waqt bohat careful rehna chahiye tab hi hum bht achi earning kar sakte hain forex se kiun k ye bht risky business hai humare liye so hume trading k doraan bht control rakhna chahiye khud per.
              • #8 Collapse

                g han ap ny bilkul thk kaha haa humy cahye k hum forex par trading krty waqt bht zyada carefull rhen humy is sy kafi fida hasil hoo sktaa haa
                • #9 Collapse

                  Ji carefull tou rehna chahiye har business main hi lakin is business main har ak ko bohat care karni chahiye kyn ky ye business ap ko minute main ameer aur minute main ghreeb bna sakta hai lakin zyada tar ameer hi bnata hai.
                  • #10 Collapse

                    Yes of course that we are carefully in he Forex market. But cause Forex market is the risky market. So that we are work the markwt with the planning.
                    • #11 Collapse

                      yes g han hamy forex trading ek bohat he relakas ho kar karny chaye ta ky hamary trading avhy ho or hamy loss b na ho or hum zayada se zayada profet hasal kar saky
                      • #12 Collapse

                        han dear ye business bahut mehnat sy kia jata hai aur kafi learn kr k kiaa jatahaia agr aap is ko lean nahi kro hay to aap ko bahut ziayada loss ho jai ga is pr kafi mehnat krni ho gi ye aik rsiky bhi hai
                        • #13 Collapse

                          Forex trading aek online business he ye aek best and good business he humen trading krte wqt careful hona chae hum is se kmate hen apna future bnate hen is lie laerning ki bhi bht zrurt hoti he aur humen carefully se trading krni chae ziada risk na lia kren
                          • #14 Collapse

                            dear real mai ap ko seekh k aur smjh k acha kam krna ho ga tu he ap acha reward hasil kr sako gy soo ap mehnat kro aur enjoy b karo ta k ap acha faida hasil kro...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g han trading big investment se ki jaye ya kam investment se hamy bahot hi careful ho kar trading karni chaye or market me tab hi trading karni chaye jab ham market ko analysis kar lety hey

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X