Forex trade pe confidence ke sath work krna chahiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex trade pe confidence ke sath work krna chahiye

    confidence work apko hamesha kamiyabi dyta hy ap forex k markte may kamyabhi hasil kar askteh hian keep smiling keep workinhg haard this best business for all of us keep smiling forex ke market ku watch kartay rahay ap k liye easy ho jae ga aur es mein gredy na karay ap ku loose ziyada ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex trade pe confidence ke sath work krna chahiye

      jee haan forex trdaing py confidence k sath kam karien hum jko mistakes nhi karnhi chaioye ismain greed b nhi karnhi chaiye jab apa ko is kaam mey behter knowledge hee hogi or is kaam ka faida thab hee apa mehsoos bi karo gey jab apa ko is kaam mey behter knowledge hee hogi or is kaam ka faida thab hee apa mehsoos bi karo gey

      • #18 Collapse

        Re: Forex trade pe confidence ke sath work krna chahiye

        Hum log agar is forum sy seekh lein aur phir trading start karein to confident sy karengy is ki waja yeh hai k humein bonus mely ga aur hum os sy faida otha lengy baghair tention k.
        • #19 Collapse

          Re: Forex trade pe confidence ke sath work krna chahiye

          g han trading humesha confidence ke sath kerni chahye soch samej ker kerni learning karne se apna kam acha kar sakte hain or success ki age barh sakte hain. hum acha earn kar saken forex ma learning bohat hi zarori hai is business se earnings kama saken ge yeh best business hai is me jitni chahne aap earnings kar skate hain .


          • #20 Collapse

            Re: Forex trade pe confidence ke sath work krna chahiye

            Har surat he humay yahan confidence se work krna chaye ye international bussines hai iss mn jab tak aap qualified ni hain aap iss men kch bhi invest na karen balke hamen demo prCtice krni chahiye ni to hamen sirf loss hi mille ga air kch bhi ni isliye aisa sochna b na mumkin hai
            • #21 Collapse

              Re: Forex trade pe confidence ke sath work krna chahiye

              Forex trading ke trade mein agar Ham up confidence paida karna chahte hain to Hamen apni learning ko pata karna hoga Jitna jyada hamara Na Lage pata hoga utna hi Forex mein achcha fayda Le sakte hain farex mein vah log kamyab Hain Jo hath bankar Hain Apne kaam par focus karte hain apni learning ko improve karne ki koshish karte hain aur nashe emotional nahin hote Sabar ke sath kam karte hain RX mein agar Ham regular mehnat Karen Apne kaam par focus Karen market ki munh matka samjhe market ke train Ko samjhaie to Ham Forex mein achcha fayda Le sakte hain.
              • #22 Collapse

                Re: Forex trade pe confidence ke sath work krna chahiye

                Assalam o Alaikum g ap ne sahi kaha forex me trading karte waqt hamein confident rehna chahiye confuse honay se aap ko loss bhi ho sakta behtar hai k aap confidence imaandari bagair kisi lalach or sabar ka muzahira karte hoe trade karein or profit ziada se ziada earn karein lekin kabhi bhi over confident na hon aksar overconfidence bhi hamare loss ki waja ban jata q k jo insaan bohat ziada overconfident ho kr lalach me aajata hai wo kabhi bhi successful ni hota or hamesha loss me rehta hai.
                • #23 Collapse

                  Re: Forex trade pe confidence ke sath work krna chahiye

                  bilkul success hameshah confidence per depend karte ha . Ap jatne confidence sa trading karen ga otna ap ko profit milae ga. Agar ham market mn kamyab hona chata hn to hamn confidence ka saat saat knowledge hona chaya or hamn trading professional tareka sa karni chaya.forex pakistan vki young generation ka liya bhoot bada platform ha or pakistan ki young geni ko chaya ka is mokay ka barpoot fada hotahe.
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex trade pe confidence ke sath work krna chahiye

                    Yesssss... Right... Forex trading mn confidence k sath work krna chahye... Or ye confidence kya h kasay develop hota h... Confidence khud p yaqeen h apny ap p... Ye is tarah develop hota h k ap k pas trading k bary mn pura knowledge ho.. K kahan kasay trade krni h .. kahan trade krny sy profit hoga or kahan. Loss.. Is tarh sb kuvh jb hmen pta hota h to. Hmen khud pr aik confidence hota h k we can do it or hm waqyi kr dytenhain wo
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex trade pe confidence ke sath work krna chahiye

                      Mehnat,learning or confidence ke sath kaam kar ke hi ap acha munafa kama sakte hain Yeh Business Aisa hai ke ap ke samne bohat se cheezey new Ati hai or ap ke experience main Izafa bhi hota hai app din ba dain apne zehn me beshumar ase cheezain collect kertay hain jisko app ko boht faida hota hy.
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex trade pe confidence ke sath work krna chahiye

                        Forex trading mein Hamen chahie ke ham overconfidence a trait na Karen Bal ke Hamen chahie ke Humsafar Ke sath kam Karen market ko acchi tarah watch karke trade Karen market Gaye trend ko check karke trade Karenge to Hamen Forex mein achcha fayda ho sakta hai.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex trade pe confidence ke sath work krna chahiye

                          Forex mein agar Ham apni trade mein competence paida karna chahte hain to Hamen apni learning ko vedar karna hoga aur jyada Se jyada Fark trading co time Dena hoga tabhi Ham Apne knowledge ko improve kar sakte hain per x main aap jitni jyada hardworking ke sath kam Karenge tabhi aapko per x mein achcha profit mil sakta hai.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X