lalach buri bala hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lalach buri bala hai
    lalach buri bala hai hume jitna ho sake lalach se bachna chahiye kiun k ye forex me sab se main reason hai loss ki.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    You are right agar market may success hona hai tu must education karni ho gi our education may greed our emotional trading and more etc sub kuch us may pehlay say add howa karti hai our jo ap ko must learning karni hoti hia
    • #3 Collapse

      Dear friend aap ne aik achi baat ki hai aap ne kaha hai k lalach buri bala hai to mai is baray main youn kahoonga k aap ne thik kaha hai mai is sai agree krta hon k lalach buri bala hai
      • #4 Collapse

        bilkul theek kaaha lalach main aaker bohot log apna nuksaan kar baith te hain kher hamain bachna chahiye lalach se
        • #5 Collapse

          Aslamualikum g bhai ap bilkul theak keh rhe ha hame kabhi be lalach nahe krne chahye kisi be kam me hame lalach nahe krne chahye lalach buri bala ha
          • #6 Collapse

            g haan aap ki baat bilkul sahi hay laluch buri bula hay q kay forex me bazahir buhat paiss nazar ata hay but it does not mean yeah money making machine hay jis se aap jub merzi jitna merzi pasia nikal lien gay
            • #7 Collapse

              g haan is main koee hska nahain hai k lalach buri bla hai bota say dostoon ko lalach kertay hain ser k bal jatay huay diakha hai.
              • #8 Collapse

                jee bhai app ne bilkul theek kha hai forex trading business main ager hum greed kerte hain to hume boht zyada loss ka samna kerna per sekta hai iss leya zaroori hai k hum apni trading k dermiyan greed ko jitna ho seke ignore kery iss ka humari trading per negative effect he hota hai :(
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: dadarya پيغام ديکھيے
                  lalach buri bala hai hume jitna ho sake lalach se bachna chahiye kiun k ye forex me sab se main reason hai loss ki.
                  you are right dear
                  • #10 Collapse

                    mery khyal sa ap theak keh rahy ha forex k mai aksar logg lalach karty ha jiski waja sa wo apna nuksan kar bethty ha aur jb loss ho jata ha to wo forex ko khair abad keh dyty ha aur kam bnd kar dyty ha
                    • #11 Collapse

                      i think lalach theak bhi ha aur nhi bhi q k agar to forex ki bat ki jay to forex mai lalach earning ki nhi learning ki honi chaye q k forex mai ap jitna bhi sekhy gay wo apky liye fida mand hi sabit ho ga aur aur apki earning achi ho jy gi
                      • #12 Collapse

                        dear ap thek keh rahy hain lalach sy insan kabhi bhi kamyaab nahi ho sakta. hamesha step by step hi kamyabi hasil ki ja sakti. forex ma kabhi bhi lalach nahi karni chahye.
                        • #13 Collapse

                          Bilkul Dear greed is a curse.Or trading mai kbi b trader ko greedy ya phir emotional ho kr trading nhi krni chahiye.Q k Greed or emotions trading mai trader k enemy hotay hai on inko ignore krtay huway hi trading krna better rhta hai.
                          https://t.me/pump_upp
                          • #14 Collapse

                            Dear friend aap ne aik achi baat ki hai aap ne kaha hai k lalach buri bala hai to mai is actually baray main youn kahoonga k aap ne thik kaha hai mai can be sai acknowledge krta hon k lalach buri bala hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G haanlalach really boori bala hai lekin forex main yeh lalach ap ke paise dobane ke sath sath ap ke confidence ko kam kerti hai or ap phir zehni mareez bun sakte hai so plz trade ko akalmandi se karey thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X