2 main reasons jis ki wajah se trading market up aur down hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    2 main reasons jis ki wajah se trading market up aur down hoti hai
    Salam to all

    I am sharing some information of market movement or why it goes up or down. Ye sawal har trader ke mind main ata hai ke iss ki kya wajah hai. Market ki movement ki boaht si reasons hoti hain jis mein se main aap se 2 reasons share kar raha hon.

    1st reason of market movement is contracts or trading of two countries from each other. Jab aik country kisi doosri country se kuch buying karti hai to wo bohat bari amounts main hoti hain. Iss tarah jo country buy karti hai wo doosri country ko ussi country ki currency main payment karti hai. Lets say ke agar Europe kuch buying karta hai America se country level pe to wo America ko US Dollar main payment karay ga. iss tarah US$ up ho jaye ga aur Europe ka Euro down ho jaye ga.

    2nd reason of market movement is banks. Bank kisi bhi country main uss ki currency ko up aur down karnay main bohat important role play kartay hain. Aik andazay ke mutabik forex trading ki movement ki 50% wajah banks hain. Kisi bhi country ka Central bank monetary policy ko control karta hai aur foreign ka control ussi ka pass hota hai. Issi tarah jab bhi bank se related koi bhi news ati hai to market ke major up ya phir down ata hai.

    Please share on that thread if you have any other information related to trading market movement.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dost app nai bilkul teek kaha ha forex market ko up karnay main ye dono main reason hain aur in ki waja se jin country ki koi iss tara ki news hoti ha tu uss mulki ki currency kafi buy karti ha aur issi liya market up jati ha aur trader ko achay chance miltay hain
    • #3 Collapse

      han ji ap ne bht hi achi information share ki hai aur main samjhta hoon ke is tarha ki information ko sahre hona chiya ta ke sab ko pata chal sakey ke market main up down kyoun aur kese hota hai ya kya jata hai aur market main up down hone ki aik waja ye bhi oh sakti hai ke jese USA main koi bht bara problem ho jata hai is se bhi bht faraq parta hai forex ki market ko
      • #4 Collapse

        depend karta hay economy aur news pe jasay jis country ki condition hogi wahan ki currency ki yehi movement hogi forex trading is world ka best online business hay this is best kay agar ap mehnat karo seekh lo achay tarikay se so online business mei forex trading sab se best business hay humay learning ki zaroorat hay bas
        • #5 Collapse

          ap ki dono reason se main itifaq krti hoon ap ne jitna bhi kaha aek aek word bilkul theek hai market mein aise reason ate rhte hain jis se market up down hoti rhti hai is se hamein bachna chaye.
          • #6 Collapse

            Main forex business main new hon or mujhy in baton ka nahi pata tha kay market main movements qun ati hain. Ap kay in 2 points nay sab clear kar dia hai. Ainda main in 2 points ko bhi judge karon gi kay wakai mian inka kuch impact hota hai kay nahi. banks ka mujhy kuch kuch andaza tha lekin country ki jo apas mian sell and buying hoti hai oska nahi pata tha. thanks for the information
             
            • #7 Collapse

              ji han brother me ap ki bat se agree hon k ap ne jo reason btay hain .wo bilkul sahi hai .un reason ki waja se hi markit me kam kerte hai aur us se ham logon ko faida ho jata hai.
              • #8 Collapse

                1 reason to ye hai k market ki movement investor ki waja se hoti hai or dosra market ki movement economy or news ki bina par bhi hoti hai. Isi ki waja se market ka pura setup change ho jata hai.
                • #9 Collapse

                  app na kafe acah beyan kekya hai market ke momment ka baray mai es say umeed yahe hai ka news trader ko bhe akfe acha informaiton milga market ke moment ko samaj na mai.
                  • #10 Collapse

                    Han ji apki bat bilkl sch ha ka forex me trading ka lie hmara pas in 2 jo point hota hen una hama use acha tarisa sa karna chhye har kisi ka pas alasa alada information hoti ha apni achio information di ha thanksssss
                    • #11 Collapse

                      maeray andeek forex traidng may market ki ups and down ais leay he hoti hey jis say ap ko forex traidng may profit or loss hota hey jab maket upper hoti hey ya phir neechay hoti heey akser ye buyyer or selle kay pressure k wajjah say hota hey or ye pressure tab he banta hey jab economy may koi changes ayen ya phir koi interest rate may tabdeeli aye.
                      East and west....Pakistan forex forum is best..:cool:
                      • #12 Collapse

                        Market ki move karny ki boohat sari reasons hain.jessy kay market big news ki waja say move karti.different countries kay darmiaan contracts hooty hain.is waja say economy main change aati hai or market bhi move karti hai.
                        • #13 Collapse

                          i am new in forex i do not know about this and i think Currency trading will be dangerous and quite a few traedrs definitely will generate losses, nonetheless I will be prepared to get the danger to get if We are among the 5% whom find yourself in gains.
                           
                          • #14 Collapse

                            jb compnies ya banks market main invest krty hain to market up jati ha ,jb withrawal lety hain tb down.forex ak best earning way ha.forex ak best online work ha jis main koi cheating nahi ki jati. agar koi trader is main mehnat se kam kra puri knoledge hasil kry to is main kamyabi hasil kr skta ha ,
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              two main reasons jis ki waja se pairs up down hotey hain maray khayal se wo ye han ek tu news always keep an eye on news and second trade between countries as my brother above mentioned very clearly

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X