2 main reasons jis ki wajah se trading market up aur down hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #571 Collapse

    g bilkul sai kaha ap ne is se kafi fark parta ha aur ap k dono reasons bilkul thek han is lie trading k doran sth main news pe b dehan rakhna chahihy jis se kafi faida hota ha trading ain ...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #572 Collapse

      main forex me new hon mujhe is bary me nai pta tha ap ne bohat achi information share ki hai thanks thank u so much

      اصل پيغام ارسال کردہ از: amughal پيغام ديکھيے
      Salam to all

      I am sharing some information of market movement or why it goes up or down. Ye sawal har trader ke mind main ata hai ke iss ki kya wajah hai. Market ki movement ki boaht si reasons hoti hain jis mein se main aap se 2 reasons share kar raha hon.

      1st reason of market movement is contracts or trading of two countries from each other. Jab aik country kisi doosri country se kuch buying karti hai to wo bohat bari amounts main hoti hain. Iss tarah jo country buy karti hai wo doosri country ko ussi country ki currency main payment karti hai. Lets say ke agar Europe kuch buying karta hai America se country level pe to wo America ko US Dollar main payment karay ga. iss tarah US$ up ho jaye ga aur Europe ka Euro down ho jaye ga.

      2nd reason of market movement is banks. Bank kisi bhi country main uss ki currency ko up aur down karnay main bohat important role play kartay hain. Aik andazay ke mutabik forex trading ki movement ki 50% wajah banks hain. Kisi bhi country ka Central bank monetary policy ko control karta hai aur foreign ka control ussi ka pass hota hai. Issi tarah jab bhi bank se related koi bhi news ati hai to market ke major up ya phir down ata hai.

      Please share on that thread if you have any other information related to trading market movement.
      • #573 Collapse

        bhai ap nay bohat he achi bat ke hai news aer very important forex trading mai aksar log start mai he kehty hain k wo rato raat ameer ho jayn lakin aisa nhe hota ap ko daily apnay account k 2 percent profit earn krain is se ziada lalach na krain
        • #574 Collapse

          bhai jaan apka bohat zyada shukjriya ap nay mujhay iss kay baray mai btaya mujhay bohat hi zyada khushio hai k aop n ay hamain yeh btaya kyun k iss sya mujhay b prta chal gya hai k mai ksi waja say kaam kar raha hun
          • #575 Collapse

            aap ki thread bohat useful hai thanks for that. is tarah ki threads se new traders ko guidance milti hai aor wo behter tareeqe se trading ko samajh sakte hain
            • #576 Collapse

              Market k up or down honay ki wja investors hotay hai or jesay,jesay investors api investments forex market mai krtay hai usi hisab say market move krti hai or currency pair ya phir commodity move krtay hai.Or inhi movements mai say Trader profit or loss earn krtay hai.
              https://t.me/pump_upp
              • #577 Collapse

                my dear yhe thread achi ha bu meri kuch samjh main nai i ha. main kiyun ke shaid forex main new hon ic liye mujhe ic ki samjh nai a rahi. kia koi mujhe ic thread ko samjha sakta ha.
                • #578 Collapse

                  forex market k up down k bary me app ne bahot hi useful information share ki hay me forex me new hon or mery knowledge me b ezaafa hi howa hay app ki post se
                  • #579 Collapse

                    assalam o alaikum g bilkul main apki baton par agree hun q k markiton main dwon up to hota reheta hain or ye to besness main hota rheta hai bs umy khud ahytiyat karna chahiye k hum kesy bachye is se ya phir is kami ko kesy pura karen or i think ye do wjhy ho sakty hain k ya to koi buri khabar markit main ppheli hogi ya thredrs ka koi masla hoga
                    • #580 Collapse

                      Zabardast reason share keya hay aap nay my dear, main bhi in ko next time tradeing kartay howay mind main rakhoon ga, agar isi tarha sab experience log apnay experince ko share karian gay to phir new members ko boat faida ho ga,
                      • #581 Collapse

                        thank you dear ap ne market k up or down hone ki bari achi aur mazoon reasons batai hain mujay to is se pehle is k about kuch pta ni tha mare khyal main ap ki is post ki wjah se bohat se new trader k knowledge main izafa howa hay.
                        • #582 Collapse

                          trading market 2 waja sy up down hoti ha..aaik ya kisi b mulk ki economy aik dam sy strong ho jai ya phr weak ho jai..tab he big move aata ha..wesy nahe...
                          • #583 Collapse

                            bro ap ny buhat hi acha knowledge share kia ha is sy ma mary knowledge ma izafa hua ha aur nahe chez seakhny ko mili ha is baray ma mjy pehly nahe maloom thi ap isi tarah achi information share kary ta k hum sub log zeyada sy zeyada seakh saky
                            • #584 Collapse

                              mere khayal se bank major reason ha market ke up down kaa jese kE AMUGAL bahi na kha ke bank 50% market control krta ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #585 Collapse

                                kyn k her business m profit or loss hota h h is lye utar cherhao to her business m ate hn islye forex m ager markit up doen ni ho gi to kase loss r profit hoi ga is lye markit k main wja markit up down hoti rehti ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X