2 main reasons jis ki wajah se trading market up aur down hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    market ke up or down hone ke do bunyadi waja hain aik to ye hai ke market mein koe buri khabar gardish ker rahe hoti hai or dosara ya ka traders ka rujhan is taraf ziyada ya kam hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      marke ko chalanay k lye do hathayar kafi important hota y hen or wo hathyaar Bulls and
      Beatr hen, yani aik tarfa agar currency sell hoti he to sdosri tarfa purchase hoti he jis ki wajha se market currency ka rate oper jat ahe, is swajha se market ooper n neechay jati he or hum tradigns kartay hen
      • #423 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: amughal پيغام ديکھيے
        Salam to all

        I am sharing some information of market movement or why it goes up or down. Ye sawal har trader ke mind main ata hai ke iss ki kya wajah hai. Market ki movement ki boaht si reasons hoti hain jis mein se main aap se 2 reasons share kar raha hon.

        1st reason of market movement is contracts or trading of two countries from each other. Jab aik country kisi doosri country se kuch buying karti hai to wo bohat bari amounts main hoti hain. Iss tarah jo country buy karti hai wo doosri country ko ussi country ki currency main payment karti hai. Lets say ke agar Europe kuch buying karta hai America se country level pe to wo America ko US Dollar main payment karay ga. iss tarah US$ up ho jaye ga aur Europe ka Euro down ho jaye ga.

        2nd reason of market movement is banks. Bank kisi bhi country main uss ki currency ko up aur down karnay main bohat important role play kartay hain. Aik andazay ke mutabik forex trading ki movement ki 50% wajah banks hain. Kisi bhi country ka Central bank monetary policy ko control karta hai aur foreign ka control ussi ka pass hota hai. Issi tarah jab bhi bank se related koi bhi news ati hai to market ke major up ya phir down ata hai.

        Please share on that thread if you have any other information related to trading market movement.
        welll dear ap ne belkul theak akha ,.,.,.agr ap gold ek baat kren tu mer ekhyaaal main jub gold ke sell ziada huty hiabt u ye up down hune lagat hai,.
        • #424 Collapse

          thanks brother 4 shareing this nyc information Allah apko iska ajar dy mujy is cheez ka ne pata tha
          • #425 Collapse

            Market ki movement kay peeche different factors hote hain aur in main aik to strength of currencies hota hai aur is kay elawa dusra inter banks hoty hain jin kay interest rates etc se bhi forex market ki movement bari tez ho jati hai aur trend kay mutabiq profit kar sakte hain.
            • #426 Collapse

              bhai ap ny 2 main aur big reasons btae hain is k elwa choti chezan sy bhe market choti harket hoti hain jo paisa trader market min lagate is sy bhe market mein harket hoti ha.
              • #427 Collapse

                My dear brother mai abhi forex ki dunya mai aik naya user ho aur forex mai filhal sirf comments hi kar raha ho aur trading ko seekh raha ho trading abhi start nahi ki hai aur aap k question k bare mai bhi mai kuch nahe bata sakta es liye sorry?
                • #428 Collapse

                  forex kay kam may 2 reason yahi hai jub market up ya down hoti hai number 1 rumerz aur 2nd cheez news ye market per bohat effect kerta hai jiss ke waja say market up down hoti hai iss leeye hame in dno bato ko dekh kay trade kerna caheye
                  • #429 Collapse

                    Acha post kera hai dost ap ney mjhe bohat acha post laga hai is mein details mein market movement ka bataya gaya hai or bohat ache se hume is post se market ki movement kasie up and down hoti hai pata laga.
                    • #430 Collapse

                      dear ap ne acha thread post kiya hai is thread se newbie ko bohat faida ho ga ap ne forex market ki up ya down hony ki jo 2 reason batai hen wo ap ne thek batai hen me ap ki baato se agree ho yahi 2 main reason hen jis ki waja se market me up ya down hony ki big movement aati hai
                      • #431 Collapse

                        thanx alot friend ap ne aik achi kisam ka thread post kia hy jise hum sab ko faida ho rahahy is se a se hum ko bohat hi ziada faida ho raha hy is se se hum ko faida uthana chaye na k is ko hath se jana dena chaey
                        • #432 Collapse

                          g app ne bohat he achi thread likhi ha aur mein app ko thanks kahna chahun ga kio k app ne bohat he acha knowledge provide kia hai aur tamam log is tara se ager market ko watch karen aur in bato ko zehen mein rekhen to phir wo market ko achi tara se analyse ker saken gay
                          • #433 Collapse

                            g ha bhai main ap ke is baat se 100% agree karta hoin market main movement issi waja se hoti hai and up and down hoti rehti hai tab he hum is main profit and loss ko face karty hain..
                            • #434 Collapse

                              han bhai apnay bilkul main poin kahen hai ya 2 min reason hai jo apnay bataen in sa market up and down houti hai or 1 sir reason ya bhi hai market ki movement investor ki wajha sa bhi houti hai shayad well achii knowledge share ki apna
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                Salam alls ...bhai g ap nay bht ache information di hai...mai iss say parah ker knowledge hasil ker raha hun ..yaha mujhe bhe c infrmation milti rehti hain jiss ki bina per mujh mey trading kernya ki skills barhti jarahe hain ...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X