2 main reasons jis ki wajah se trading market up aur down hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    jeehan app nay teek kaha hai kyu kay forex trdaing main yeh batain sub se zaida importnce rakhti hainkay un ko trdaing main hamain pat cahalta hai kay trdaing main up or down hona zaida se zaida ehmiyat rakhta hai tab he hum trade kar saktay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      g han ap ne bohat he achi thread likhi ha aur is k liye mein app ko thanks kahna chahun ga jis k zairye sy newbies ko bohat he acha benefit hasel ho sake ga aur unko is thread sy aek achi kamyabi mil sake gi
      • #393 Collapse

        hello dear you are saying right my dear thank to share a precious information my dear i am a new person of forex trading business and i was very much confuse to know about it but after read your thread my question has been clear right now..........
        • #394 Collapse

          g mere bhai apne bhot achi information share ki hai is tarha ki information share hoti rehni chaiye ye new traders ke liye bhot ziyada faida mand sabit ho sakti hai jis se now use bhot sa profit gain kar sakte hain.
          • #395 Collapse

            one more reason is the market ki movement investor ki waja se hoti hai or dosra market ki movement economy or news ki bina par bhi hoti hai. Isi ki waja se market ka pura setup change ho jata hai.
            • #396 Collapse

              trading market up hone ki 2 wajohaat mn se pehli hai gold ki keemat mn izaafa ya phir dusri wja ye ho skti hai k stock exchange mn zayadti aa jay
              • #397 Collapse

                ha aapne bahuty hi badiya janakari diya hai kyuki bahut sare logo ko yahi nahi pata hota haiki forex me market kese movement deta hai aur hume kese profit milta hai ye sab sabhi ko nahi pata hota hai par aapki is thread ke bad mujhe aur bahut sare logo ko pata chalega ki kese movement aata hai fore xme
                • #398 Collapse

                  wow bhai ji kia baat hai ap ki ap ne to bht hi achy andaaz se aur bht hi achy treeky se market ki ups and down bta di hai k wja kia hai i think k ye bht hi achi info hai aur sab seniors ko chye k agr un k pass bhi is trha ki information hai to zror share kia kry
                   
                  • #399 Collapse

                    g han bhai jaan ap ne aik bhut achi bat ki hay mere khayal main b market ki movement investor ki waja se hoti hai or dosra market ki movement economy or news ki bina par bhi hoti hai. Isi ki waja se market ka pura setup change ho jata hai.
                    • #400 Collapse

                      mery bhai forex treadign life ka sub sy bara business han is men hamen bhut ache earning hoti han agr ham forex men aik acha profit essay le ho ji to hamen is men bhut acha posting krny ka bhe maza or hamen profit bna ny ka bhe maza or hamen forex men aik ache earning bhe ho ji ga bs hamen forex ko active rakhna cha he ya taky ham acha kam kryn or ache arning kryn..............:p
                      • #401 Collapse

                        yes friend me ap ki bat sy mutafiq ho ye dono hi main reasons hain. But some time invetors ki movment per b depend krta h.
                        • #402 Collapse

                          g dear mary khyal me to jis country ki app trading kar rahay hay to as me agar koi problem ho jaty hay to as say bhe market me boat zida farq partay hay
                          • #403 Collapse

                            Markit ka zaida insar to usd doller par hy 2nd jb koi koi tahwar ho to phir b markit buhat up down hoti hy ager ap ko in ka pata chal jye to ap achi earning ker saktey ho
                            • #404 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: amughal پيغام ديکھيے
                              Salam to all

                              I am sharing some information of market movement or why it goes up or down. Ye sawal har trader ke mind main ata hai ke iss ki kya wajah hai. Market ki movement ki boaht si reasons hoti hain jis mein se main aap se 2 reasons share kar raha hon.

                              1st reason of market movement is contracts or trading of two countries from each other. Jab aik country kisi doosri country se kuch buying karti hai to wo bohat bari amounts main hoti hain. Iss tarah jo country buy karti hai wo doosri country ko ussi country ki currency main payment karti hai. Lets say ke agar Europe kuch buying karta hai America se country level pe to wo America ko US Dollar main payment karay ga. iss tarah US$ up ho jaye ga aur Europe ka Euro down ho jaye ga.

                              2nd reason of market movement is banks. Bank kisi bhi country main uss ki currency ko up aur down karnay main bohat important role play kartay hain. Aik andazay ke mutabik forex trading ki movement ki 50% wajah banks hain. Kisi bhi country ka Central bank monetary policy ko control karta hai aur foreign ka control ussi ka pass hota hai. Issi tarah jab bhi bank se related koi bhi news ati hai to market ke major up ya phir down ata hai.

                              Please share on that thread if you have any other information related to trading market movement.
                              well dear mani tu abhi tak yah pe new user hun aur mujhe abhi tak kuch khas maloomat ni hasil hai,.is leey main is k baray mian kuch nhi keh sakta hun,.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                dost app nai bilkul teek kaha ha forex market ko up karnay main ye dono main reason hain aur inside ki waja se jin country ki koi iss tara ki news hoti ha tu uss mulki ki currency kafi buy karti ha aur issi liya market up jati ha aur trader ko achay chance miltay hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X