2 main reasons jis ki wajah se trading market up aur down hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    Very nice thread i like it but because i'm new here i dont know the answer this increase my knowledge and i appreciate this i seek many thing from this thread but as concern to answer of this thread i am not able to give clear answer until i seek this completely.But this forum is good i like this .very nice and excellent forum from pakistan forex
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      jee bhai apne bht hi acha sawal pocha lakin me yahan nya hun mujhe is bare me ziada kuch nhi pta lakin yeh foram bht hi achi hai jis se bht logon ko faida hota hai
      • #363 Collapse

        meray khayal mein stock market mein tab onchaiee hote hay jaab ham apnay trader ko acha kam karata hein to phir market mein ziada points hotay hain or or jabb sahi indicator nahi chalta hay to phir zahree baat hay kay phir piont sloww to houn gay
        • #364 Collapse

          1 reason to ye hai k market ki movement investor ki waja se hoti hai or dosra market ki movement economy or news ki bina par bhi hoti hai. Isi ki waja se market ka pura setup change ho jata hai.
           
          • #365 Collapse

            Dear, yes app ne bohat he achi thread likhi ha aur is k liye mein app ko thanks kahna chahun ga aur humen chaiye k ham market par nazar rakhte huwe he kam karen tah k ham loss sy bach saken
            • #366 Collapse

              If you are not good in reading chart it is nightmare for every newbies.I ever face too and I talk with my big sis as forex is very risk.My big sis tell as It is risk but since you get profit you will happy with your work hard.
              • #367 Collapse

                dear you have posted a very useful information regarding forex market movement i thank you personally.you are very much that banks and other big institutions are very much responsible for market movement
                • #368 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: kingz پيغام ديکھيے
                  Mere khayal mein forex market k up down hone ki waja usually international news ki waja se hoti hai jese agar koi bara event ya incident hojaye to us se market up and down hoti hai jis se hmari trading effect hoti hai.
                  dost app nai bilkul teek kaha ha forex market ko up karnay main ye dono main reason hain aur in ki waja se jin country ki koi iss tara ki news hoti ha tu uss mulki ki currency kafi buy karti ha aur issi liya market up jati ha aur
                  • #369 Collapse

                    Assalamu Alaikum em agree with you...but there are many other reasons too... Forex trading main gar hum economy ko dekhain to hmain ziada smjah aye ge k rate up and down kin reasons ki wajh say jata hai agr hum yeh smjah lain to humain loss he na ho...
                     
                    • #370 Collapse

                      Iss kay ilawa bhi bohat sari cheezain hain forex market main movement ki wja bnti hain jiss main wars hain ya koi qudrti aft jiss ki wja say demand or supply main faraq aa jata hay to bhi kissi country ki currencey increase ker jati hay ya down aa jati hay jiss ki wja say forex main ups and downs atay hain.
                      • #371 Collapse

                        yeh information jo aap ni de bht mehnat ke aap ne main second se tu agree karta hon laiken first kuch samaj ni ae mere khyal main aisa ni hota ha laiken muje conform ni ha
                        • #372 Collapse

                          Thanks bhai ap nay buhat achi bt ki hy esa he hota hy jb b market vp down hoti hy to us mulk k banks ka aham rol hota hy us main
                          • #373 Collapse

                            aslamualekum dear.... :)
                            apne bilkul baja farmaya in reaSONS k ilawaa b bht sari wajhuhat han lihaza current crises k ooper aik trader ki zaroor nazar honi chahye tab he wo aik acha trader ban skta ha
                             
                            • #374 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: akterforex پيغام ديکھيے
                              Well my friend, I agree with you, but I, for some time, and some of the banks in this market for investors on Wednesday statement movements all over the world want to be in the market for a certain period of time.
                              mere khayal se wo 2 bari waja ye ho sakti hay ke aik kisi mulk ki econmy zaida storng ho jai aur wos ke export main izafa ho jai aur dosri wo mulk ke bank ke retails sales main izafa ho jay to phir market main moving ziada hoti hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                G han dostoo ma ap ki baat sa itfaq karta ho q k agar ya dono reason no ho to market ma zeda tar movement nai hoti ha is lia zeda tar ya dono waja hi ho sakte hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X