2 main reasons jis ki wajah se trading market up aur down hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    Bohat valuable aur informative thread he. capital dis balance do countries ke darmian ho jae to us ke currence per faraq perta he. aur bari news bhee market me halchal macha saktee he.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      Mery khyal main jab mukhtalif mumalik main currency ki buye and sell main changing ati hai tab aur jab kisi mulk main jang lagti hai tab forex market ka rang he change ho jata hai.
      :cool::cool::cool:
      • #243 Collapse

        Main forex main abi new hun es liye es bary main abi kuch ziyada information nhe hai main try kar rahi hun k apna knowledge barha sakoun. information ko sahre hona chiya ta ke sab ko pata chal sakey ke market main up down kyoun aur kese hota hai ya kya jata hai aur market main up down hone ki aik waja ye bhi oh sakti hai ke jese USA main koi bht bara problem ho jata hai is se bhi bht faraq parta hai forex ki market ko.
        • #244 Collapse

          ji ha bhi ji trading marke bohat hi achy nadaza sai up ur down hoty hia yae market pr depdn krty hai jub market ma chizo ka rate zayda hota hai to is kaia ndr bi rate zayada ho jata hai
          • #245 Collapse

            Mereu samjh main to dosto Forex trading market keyup and down honay key2 wajhain hainor wo ya kay jab traders kisi pair man zayada investment kartay hain to wo pher move karta ha or 2nd wajha ya ha kay jab koe market news chaltey ha to market is sayup and down hotey ha .
             
            • #246 Collapse

              thank eu jnab its really a helpful information about teh forex n trading .... bht hi achi bat hy k ap jesay log b hen jo time nikaltay hen n humaray jesay newbies k liay apna experience share kartey hen information faraham kartey hen
              • #247 Collapse

                han ji ap ne bht hi achi information share ki hai aur main samjhta hoon ke is tarha ki information ko sahre hona chiya ta ke sab ko pata chal sakey ke market main up down kyoun aur kese hota hai ya kya jata hai aur market main up down hone ki aik waja ye bhi oh sakti hai
                • #248 Collapse

                  ak waja ka tu mujhay pta hay lakin dosri waja ka mujhay nhi pta nhi ha aik waja yeh ha keh jab koe news ati hay tu aus waqt market ma autaar charao buhut ziyada increase hu jara hay or waqtan fawaqtan bharta hi rehta hay
                  • #249 Collapse

                    brother ap ne acha data post kiya hay but mje isku kuch samj nai i. maybe forum me bohat saray esay members hongay jin ko meri tarah is baat ki smj nai i hogi is liye me ap se request karta hu ke thora detail me is ko post karen or sath me 1,2 examples bhi de den jis se samjhnay me asani ho jaye ginformation hamaray sath share ki hai jiss say hame bhot sara faida ho sakta hai.hame in sub jesi cheezon ko sekhnay ki zrorat hai.
                    • #250 Collapse

                      Jo reasons ap ne btaye hian yahi wja ha ke bohat se log is main loss kr dete hain ap ko in se bechna chaye agr ap loss se bechna chahte hian to lazmi ap ko in ko follow krna chaye.
                       
                      • #251 Collapse

                        bhai jan mjhy to abhi is bary me knowledge nahi ha q kay me abhi si business me new member hon or abhi mjhy is forex trading kay business ko join kiy houyt sirf ik he month houa ha join kiy houy me abhi sath sath is business kay bary me learning b kar rahi hon
                        • #252 Collapse

                          bhia market ke jab up downs hote hain to us me kisi individual ka hath nahi hota hai poori dunya me jo us metal ya currency ke rates chal rahe hote hain un ka asar hota hai tabhi market ups and downs le rahi hoti hai
                          • #253 Collapse

                            market main up or down hone ki bohat si reasons hain aek to yeh ke agar kisi jaga investor bohat zyada attract ho raha he to us country ki market up hojati he lekin aesi country jahan koi aesa kam hojae jahan invester invest karna pasand nahi karte to us country ki market down hojati hai
                            • #254 Collapse

                              According to me these reasons are totally wrong because according to my knowledge forex marketplace is international so any mortal or region feature noises to controller its movements. forex market taxation depends on demand and supply rules.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                wo reasons jiski waja se market up and down hot hai , wo darasal is waja se hoti hai kay jab bhi compay koi apna new product launch karti hai or uski market me value nahi barhti or company ko loss hojata hai,
                                or external environment ka bhi bohat asar parta hai ,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X