2 main reasons jis ki wajah se trading market up aur down hoti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    brother app nay bohat he acha thread post kiya hai humain is say achi information haasil hui hai kisi bhi country ki economical condition us country ki currency pe effect daalti hai aur yehi waja hai kay market up ya down hoti rehti hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      jb compnies ya banks market main invest krty hain to market up jati ha ,jb withrawal lety hain tb down.forex ak best earning way ha.forex ak best online work ha jis main koi cheating nahi ki jati. agar koi trader is main mehnat se kam kra puri knoledge hasil kry to is main kamyabi hasil kr skta ha ,
      • #198 Collapse

        maray khayal main market kay up or down honay kay do bunyaki wajha hain iak to ya ha . k market main ko e buri khabar gardish kar rahe hoti ha l or dosara ya ka traders ka ka rojhan is taraf ziyada ya kam hota ha.
        • #199 Collapse

          hello dear v.v nice information u have shared main samjhta hoon ke is tarha ki information ko sahre hona chiya ta ke sab ko pata chal sakey ke market main up down kyoun aur kese hota hai ya kya jata hai aur market main up down hone ki aik waja ye bhi oh sakti hai ke jese USA main koi bht bara problem ho jata hai is se bhi bht faraq parta hai international market ki trha forex market me b
          • #200 Collapse

            jee han sir , ap nay bilkul thek kaha hai kay forex market main ups and down taqreeban yeh he 2 main reasons hoti hai jis say forex market main aik boht bara ups and down be ata hia aur aik waja yeh be hoti hia kay traders ka trend be ban jata hai
            • #201 Collapse

              apne bht achi post share ki hai ye bht achi information hai new qumers ke liye ap is trhan ki post share krte raha krain thankx.
              • #202 Collapse

                yes u r right. market ki up and down ki main 2 reasons ye he hain, jesy k last time america me recession hogaya tha jis ki wja se wahan p unemployment rate increase hogaya tha or isi wja se dollar ki currecy b down hogai thi to ye sb factor country ki economy ko bohat effect krty hain
                • #203 Collapse

                  i agree with you with these two major points of market movements and thanks for sharing a valuable and knowledgeable thread on forex . i think buying and selling really effects the market flow of both countries .
                  • #204 Collapse

                    ji ha bhi jimai ap kai stah agree krta ho q kai ap nai achi bt ki hai market isitariqy sia up ur down hoty hai is ki koi wajha nahi hai market pr depend hai jis ko daikh kr kam kya jata hai
                    • #205 Collapse

                      bhai ap na jo market k up or down hony ki jo 2 reason batai hain wo bilkul sahi hain bhai ap ki theard sa bohat sa newbie ko faida ho ga agar koi bhi is theard ko read kary ga tu main samajhta hon wo market ki is condition ki knowledge ho gain kary ga or apny liyea forex trading achi trah sa kar pay ga.
                      • #206 Collapse

                        ye depend karta hay economy aur news pe jasay jis country ki condition hogi wahan ki currency ki yehi movement hogi forex trading is world ka best online business hay this is best kay agar ap mehnat karo seekh lo achay tarikay se so online business mei forex trading sab se best business hay humay learning ki zaroorat hay bas
                        • #207 Collapse

                          maray khayal main market kay up or down honay kay do bunyaki wajha hain iak to ya ha . k market main ko e buri khabar gardish kar rahe hoti ha l or dosara ya ka traders ka ka rojhan is taraf ziyada ya kam hota ha.
                          • #208 Collapse

                            iam new member in forex trading system mujhe market ke in up and down ka nai pta tha or na he in ki values ke baare main pta the thank you for your this guidence ..
                            • #209 Collapse

                              ji bhai ap ne bahot hi achi malomat di hain balkul market is ke waja se up our down hoti rahi hai is k ilawa bi bahot sari waja ho sakti hain market k trand k up our down honay kay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                dear bht acha sawal ha mare kayal se market down k bht se reason ha ik ho nia sakti kahi reasin ha jis k waja se market down hojati ha isliye ham ise jahenza lena chaye time py

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X