2 main reasons jis ki wajah se trading market up aur down hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    yes of course u r learning knowledge and guideness is very important for any business .we can't survive in any business and market until we have not a guide for a master of a business(teacher).....teacher play a very important role in our success......................
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      bro forex me hame bonus thread par posting kar ne ke zareey se milta hai or is ko ham with draw nahe karwa sakte because is ko ham trading ke liye istemaal karte hain or jo trading se profit milta hai ham sirf use withdraw karwa sakte hain...
      • #168 Collapse

        g han ap ne bht hi achi information share ki hai aur main samjhta hoon ke is tarha ki information ko sahre hona chiya ta ke sab ko pata chal sakey ke market main up down kew aur kese hota hai ya kya jata hai aur market main up down hone ki aik waja ye bhi oh sakti hai ke jese USA main koi bht bara problem ho.
         
        • #169 Collapse

          bohat achi reasonha mujhe pasand ai ha ap se itefaq karta hn me
          • #170 Collapse

            we already know that forex trading is a business that has risks. However, the risk in trading forex could clearly measured, ie 100% of our capital deposited. Could not be more than that, ie when the stop out. Well, unlike other businesses that potential losses could be more than that. Ie when there are unexpected events.
            • #171 Collapse

              g han bhai mere khyal men aap bilkul theek keh rhay ho iss se pehly mje iss bat ka ilm nhi tha qn k mene abi new join kia he trading k up and down hony men kissi bhi mulk ki economic condition hoti he iss se hi markeet up or down hoti ar halat achy hen to ham k obhi profit hota he nhi to loss
              • #172 Collapse

                country ki koi iss tara ki news hoti ha tu uss mulki ki currency kafi buy karti ha aur issi liya market up jati ha aur trader ko achay chance miltay hain
                 
                • #173 Collapse

                  i think country ki koi iss tara ki news hoti ha tu uss mulki ki currency kafi buy karti ha aur issi liya market up jati ha aur trader ko achay chance miltay hain....
                     
                  • #174 Collapse

                    bahi mery khayal se na up tab hoti hai jab bham kam sai karty hai aur down tab hoti hai jab ham se kam na ho ra ho hamyn loos hota ho....
                     
                    • #175 Collapse

                      yes brother you are right forex trading en both factors pay bhi depend karti hy and forex market countries kay circumstanceso say bhi effect karti hy and economy effects as well so hy chahye kay news ko her aspect say dakhyn
                      • #176 Collapse

                        Her kism kee economy se related news forex market ko ooper ya neeche move krne mein apne role play krti he. Agr news us country kee favor mein he jis k currency baad mein aati he tu tu pair neeche jaey ga wrna ooper. FOr example agr USD k liey good news aaey to USDJPY pair ooper jaey ga aur EURUSD neece.
                        • #177 Collapse

                          bhai ji jahan tk mujy pata hy main market kay up or down honay kay do bunyaki wajha hain iak to ya ha . k market main ko e buri khabar gardish kar rahe hoti ha l or dosara ya ka traders ka ka rojhan is taraf ziyada ya kaam hota hy..
                           
                          • #178 Collapse

                            very important post...ye baree zabardast or achi post hai ye bohat se traders ke lea guide lines hain ...forex ma nae ane walee log is se ziada faida utha saktee hain
                            Forex
                            • #179 Collapse

                              bhai jan two main reasons jis ki waja se pairs up down hotey hain maray khayal se wo ye han ek tu news always keep an eye on news and second trade between countries as my brother above mentioned very clearly..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: amughal پيغام ديکھيے
                                Salam to all

                                I am sharing some information of market movement or why it goes up or down. Ye sawal har trader ke mind main ata hai ke iss ki kya wajah hai. Market ki movement ki boaht si reasons hoti hain jis mein se main aap se 2 reasons share kar raha hon.

                                1st reason of market movement is contracts or trading of two countries from each other. Jab aik country kisi doosri country se kuch buying karti hai to wo bohat bari amounts main hoti hain. Iss tarah jo country buy karti hai wo doosri country ko ussi country ki currency main payment karti hai. Lets say ke agar Europe kuch buying karta hai America se country level pe to wo America ko US Dollar main payment karay ga. iss tarah US$ up ho jaye ga aur Europe ka Euro down ho jaye ga.

                                2nd reason of market movement is banks. Bank kisi bhi country main uss ki currency ko up aur down karnay main bohat important role play kartay hain. Aik andazay ke mutabik forex trading ki movement ki 50% wajah banks hain. Kisi bhi country ka Central bank monetary policy ko control karta hai aur foreign ka control ussi ka pass hota hai. Issi tarah jab bhi bank se related koi bhi news ati hai to market ke major up ya phir down ata hai.

                                Please share on that thread if you have any other information related to trading market movement.
                                yes daar is tarha he hai or agar ap ne fundamantal dekhna hai to apko yahan par agar kisi curreny par analyis karni hai to ap uski news dkhne like birthis k agar prime minister kis se speach krty hain to ap ki curreny up jati hai like that sub trader whan chlay jaty hain englihs peolple person tranig work me ziada hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X