2 main reasons jis ki wajah se trading market up aur down hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #931 Collapse

    forex trading mai changing mulik ky hisab ate hain forex aik asa business hain is mai hum learning ky sat earning be hasial akr sakty hain market jab up hote hain to logo ko profit hota hain or jab market down ho jy to logo ko loss hota hain is liye hamy ache learning ky bad kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or ache earning hasial kar saky gy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #932 Collapse

      hamain markt main trend ko use kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is k bary main planing karein gay tab hamain faida ho saky ga aur market main is k sary up aur down ko dekh k hi hum real main run karein gay ta k loss kam ho saky ga
      • #933 Collapse

        market main up aur down ko dekh k hi trade karni h gi aur har koi achi trade lga sakta hai so hamain is k rules ko follow kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain rules ko mind main rakh k hi hum achy say perform kar sakty han ta k faida ho saky ga
        • #934 Collapse

          Re: 2 main reasons jis ki wajah se trading market up aur down hoti hai

          new or indicators ke waja sy market up down hote hain jab yai up hote hain to logo ko profit hota hain or jab yai low hote hain to logo ko loss hota hain forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain forex dunya ky bohat sy muamlik mai unique business or famous ho cuka hain
          • #935 Collapse

            Re: 2 main reasons jis ki wajah se trading market up aur down hoti hai

            forex man market k up and down janay ki buhut si waoohat han. forex man aik khas pair apni country ki trades or contracts say hi opper nichay jatti ha. dollar aik international currency ha jis say pori market man up and down ata ha.
            • #936 Collapse

              Re: 2 main reasons jis ki wajah se trading market up aur down hoti hai

              forex mai jaqb bohat sy log sell laga dety hain ya buy laga dety hain to market move kar jate hain or logo ko loss ya profit ho jata hain or news ke waja sy be move kar jate hain forex mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain hum is mai part time be trading kar sakty hain or part time be trading kar sakty hain
              • #937 Collapse

                Re: 2 main reasons jis ki wajah se trading market up aur down hoti hai

                Alsalam Alaikum, well my dear friend, meray khayal say aap nay 2 major aur main reasons kafi detail mein explain kar deay hain jo kay Forex trading ki market ki movement mein key role pay kartay hain aur iss kay elawa meray khayal say kisi bhi country ki financial aur economical aur current affairs bhi matter karti hai kisi bhi country ki currency ki movement mein..
                • #938 Collapse

                  Re: 2 main reasons jis ki wajah se trading market up aur down hoti hai

                  forex mai market up or down hote rahte hain is ke movement ky sat he logo ko loss ya profit hota hain yai aik asa business hain jis mai learning ky sat earning be hasial kar sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain
                  • #939 Collapse

                    Re: 2 main reasons jis ki wajah se trading market up aur down hoti hai

                    Ap ki baat theak hy Jo Ap nay boli currency k up aur down ki. Aur ya reason b hy k jab koi country koi big discion leta hy aur us k us fasly say sath Waly country par kia asr parta hy positive aur nagtive to as say b market down ya up hoti hy aur second ya k trade ma buy ja sell ki vja say b move aati hy aur buy karny Waly zayda ho gay to market up aur sell karny Waly zayda ho gay to market down ho jati hy.
                    • #940 Collapse

                      Re: 2 main reasons jis ki wajah se trading market up aur down hoti hai

                      Ap ki post bohat achi hai. Forex market mai up aur down hona ki waja market mai Supply aur Demand hai. Ap market ki supply aur demand ko under stand kray. Ya es kay lye ap Economics mai es topic ko study kray. Tou ap Demand aur Supply ko under stand kr sakty ho. Ap market ki move ko bhe under stand kr sakty ho.
                      • #941 Collapse

                        Re: 2 main reasons jis ki wajah se trading market up aur down hoti hai

                        hamain is forex main sab kam kar k hi hum sucess ho sakty hain aur up aur down ko dekh k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main information hasi karein gay tab hi hum real main perform karein gay ta k earn ho
                        • #942 Collapse

                          Re: 2 main reasons jis ki wajah se trading market up aur down hoti hai

                          ji bhai jaan mein apki baat se bilkul agree karta hon jejo reasons apne bataey hain in reasons ke bare mein bohat se new trader nahi jante hoingey ji mere khial se markite ke up or dowen ki baja cruncey or dolar bhi ho sakte hain
                          • #943 Collapse

                            Re: 2 main reasons jis ki wajah se trading market up aur down hoti hai

                            Forex treading ma market Ka up or down trend,,reason hain hum jasy choty invester nae hain,, ise jitny currency involved hain un ke curenty K big invester,, bank,, government sector,, industrial,, busissmam involved hain ,,jo market ma buy sell k monument ko carry rakhty haint
                            • #944 Collapse

                              Re: 2 main reasons jis ki wajah se trading market up aur down hoti hai

                              Friends mery khyal sy to jb kisi mulk k halat khrab hoty ha to economically automatic nechy girti ha jis ki waja sy curnccey down hoti ha to market automatic girti ha dusra news ki waja sy bi Jo miss guide hoti ha us sy bi market down hoti ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #945 Collapse

                                Re: 2 main reasons jis ki wajah se trading market up aur down hoti hai

                                market main is k bary main hard work kar k hi trade karni ho gi aur market main is k up aur down ko dekh k hi trade karni ho gi ta k achi trade karni ho gi ta k achi trade kar k hi hum real main kamyab ho sakty hain aur market main greed ko avoid karny main bi koi mushkil na ho saky gi it is best job

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X