aik din me hum kitni trade post kar sakte hain ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Dear yahan pak forex forum men daily posts ki koi limit nahi, jitni dill chahe karen , laiken 1 month men 1250 sy ziada psots nahi kr skty, q k ap ko sirf 250$ he milen gy, is ziada posts count nahi hon gi bonus k liye, lehaza isi hisab sy karen, ab ye ap depend krta hy k ap 1250 posts kitny days men kr lety ho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Pak forex forum par pehly tu posting ki kio limit nhi the aur ap ko posting se forex forum se 250$ bonus earn karna hota tha monthly aur is bonus k hisab se posting ki ja sakti the likn ap forex forum par posting ki limit laga di hy ap forex forum par daily ki 50 post kar sakty han is se ziada nhi
      • #18 Collapse

        Jnab pak forum k rules k mtuabik pak forum mai daily basis pr posting krnay ki koi limit nhi hai or ap jitni chahay daily basis pr posting kr sktay hai.Pak forum mai daily ki nhi blkay monthly limit zroor hai jo k 1000 posts hai or isi limit k mutabik maximum 250$ ka balance single month mai hasil kr sktay hai trading k liye.
        https://t.me/pump_upp
        • #19 Collapse

          wasiy dear ap ki bat mujh ko samjh nahe ayi k ap kahana kia chahaty hai aik din main katni trade ya thread post kar skty hai . trade ki to koi limit nahe hai k apny katna kam karain per thread ki limit hai aik din main just 50 post laga sakty hai .
          • #20 Collapse

            Jo ab new rules hain us ky mutabiq ap ek din ma maximum 50 post kr sakty hain jab ap ki 50 poat ho jaein ge tab ap ko 1440 min ka mxg a jay ga pr ap next din ky liy kpi post ni kr sakty hain
            • #21 Collapse

              bhai jana ap ek din mien jitni bhi chahen trades le sakte hian lekin apko wo trades proper money management ke sath leni chahiye aur is mein apko bohat dekh kar trading karni chahiye.
              • #22 Collapse

                dear ap jitni marzi chahiyeh post kr skty hain koi limit nhi hai bus ap ko yeh dihan rakhna hu ga k ap soch smj k post kry or sawal k mutabik jwb dain or forum k rules follow krty rhy tu block nhi hu gy ap es leyeh hmy chahiyeh mehnat kry
                • #23 Collapse

                  according to forum rules ap daily forum me maximum 50 post kar sakhte ho, and forum se bonus transfer ki maximum limit 250$ ki he, agar ham daily forum ke rules ke mutabiq 50 post karte he to hamara monthly bonus easily earn ho jae ga, aur attached account me month ke 1st week men transfer ho jae ga,
                  • #24 Collapse

                    Is forum key new rules ky mutaiq hum 24 hours main ziada sey ziada 50 postings kr saktey hain aur agar ziada karain gey hamari postings count nahi hon gi. Is ky elawa hamain copy paste nahi krna aur postings ko repeat nahi karna. Forum key rules key mutabiq chalain gey to profit bhi earn kr lain gey aur account bhi ban nahi ho ga.
                    • #25 Collapse

                      Forum key rules key mutabiq 24 hours main 50 postings hi allow hain aur agar aap is sey ziada postings krain gey to woh count nahi hon gi. Is leye hamain rules ko follow krna buhat zarori hota hy. Postings krtey waqt hamain copy past nahi karna chaheye aur jo post aik bar ho jaye us ko repeat nahi krna chaheye.
                       
                      • #26 Collapse

                        gee bhai forex forum mein ham apne posts 50 kar skte hien daily ab forum ne yeh rules dia he aur hmein forum rules ko follow kr ke apne posts krene hein aur ache posts kr ke phir is ka bonus dia jata he aur trading ke lie bonus ikhtha kr ke trading krte hien
                        • #27 Collapse

                          Mere khayal se daily posting ki koi limit nahi hia laikin ap monthly $200 se zyada earn nahi kar sakte hai.
                          • #28 Collapse

                            my dear mere knowledge k mutabiq koi b pak forex forum member kisi b time ya din ek month mein unlimited post kr sakta hai pak forex forum pe posting ki koi limit nahi but bonus ki hai 250$ per month
                            • #29 Collapse

                              aik din me yahan forum per maximum 50 he kari ja sakti hain zada ki permission nahi hai bas ap khyal se kaam karen or posting me spelling ki mistakes na karen to ap ki posting proper yahan per add hoti rahen gi or deduction me bhi nhi jaen ge .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Dear is me koi limit nahi ha rozana posts ki jitni marzi posts kareen lakin mere kheal se app aik month me 1000 posts se zyada nahi kar skaty hain kyun k agr hm is se zyada kareen tu hmari posts count nahi hoti ha baqi daily jitni marzi kareen us me nahi limit hoti haa
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X