Forex trading k Lia aapka intiikhab
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading k Lia aapka intiikhab
    Forex trading main aapka intiikhab karnay ka Amal us trade ki pipis Kay utar charhao ko gehri nazar say mushahida k baad hona zaroori hay istarah aapko andaza ho ga k market behavior Kia hay aour aapko Kis qadar sale ya purchase karni chahiya agar aapko uswat sale karna chahiya tha aour aap nay purchase Kar Lia to yaqqn Kar lain k aap nay bohot Bari ghalti Kar Dee hay islia pehlay itminan Kar lain k aap Kahan trading start Kar rahay Hain wo proper place hay .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading k Lia aapka intiikhab

    Ji han Jab market Kisi pair Mein mixi Mein yah minimum limit Tak movement kar chuki ho to aise time per Ham trade open karke market Mein entry karne se bahut acchi earning kar sakte hain Kyunki market Hamesha donon directions Mein movement Karti Hai To Jab Ek direction mein badi movement kar chuki ho to fir usne rivers bhi Hona Hota Hai To Aise time per trade open Karni chahie
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading k Lia aapka intiikhab

      dear forex markeet main kam kartay huway ya is markeet main kaam ko start kartay huway maira yeh intekhaab hay k hamain is markeet main tab he kaam karna chaye jub ham is markeet main kaam karnay k kabil ho jayen agar ham is markeet main kuch nai jantay hain aur kisi k kehnay say ham nay is markeet ko join kia hay to hamain is main kisi bhi surat main kaam nai karna chaye jo k hamain aik din bahut barray nuksaan main daal sakty hay aur agar ham yeh samjhtay huway is markeet main kaam kartau hain k is say hamko har aik mushkil ka solve mil sakta hay to yeh hamari sab say barri bhool hay sab say barri mistakes hay.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading k Lia aapka intiikhab

        Forex trading me mera intekhab yahi hay key es ko samjny key ley hamy har tarha se hi market ko samjny ki learning karni chaye aur kesi be tarha se technical aur fundamental analysis ki ehmeyat se inqar nahi karna chaye, candlestick chart pattern, news trading, technical indicators en sab ka hi trading me experience hasil karny ki traders ko koshish aur mehnat karni chaye.
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading k Lia aapka intiikhab

          jee han dear ap ne bohat he achi baat shair ki hai forex mian hmen jab bhi trading satart karni ho to hmen chahiey k hum pehlay markete ko achi trah se analysis kar len or apnay signals ko achi trah se filter kar len or daikhen k markete kahan se kahan tak move kar sakty hai to uss hissab se apko apni trade ko place karna chaiye na k ap andha dhun forx main trading shiroo kar den agr ap bina markete ko analysis kiye iss mian bian signals ko daikhe bina issko filter kiye ap issmian agr trading karen gy to ap iss mian apna loss he len ap iss mian kabhi bhi kamyaab nai ho sakty ye aik boaht he ziyada risky kaam ban jata hai jab ap iss man bina seekhay bina knowldge hasil kiye iss mian inter hoty hain or apna sara loss karwa letay hain ye asia kaam hai jissmian apko ziyada se ziyada learning karna hoti hai
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading k Lia aapka intiikhab

            mujhy mery dost ny iss kam p lgaya h ab me uss ka bht mshkoor hn k uss ny mujhy yi acha plateform dya h bme uss ka be hd mamnoo hn uss ki vj sy me bht sy pysy kma rha hn aaj aaj
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading k Lia aapka intiikhab

              jee han dear ap ne bohat he achi baat shair ki hai forex mian hmen jab bhi trading satart karni ho to hmen chahiey k hum pehlay markete ko achi trah se analysis kar len or apnay signals ko achi trah se filter kar len or daikhen k markete kahan se kahan tak move kar sakty hai to uss hissab se apko apni trade ko place karna chaiye na k ap andha dhun forx main trading shiroo kar den agr ap bina markete ko analysis kiye iss mian bian signals ko daikhe bina issko filter kiye ap issmian agr trading karen gy to ap iss mian apna loss he len ap iss mian kabhi bhi kamyaab nai ho sakty ye aik boaht he ziyada risky kaam ban jata hai jab ap iss man bina seekhay bina knowldge hasil kiye iss mian inter hoty hain or apna sara loss karwa letay hain ye asia kaam hai jissmian apko ziyada se ziyada learning karna hoti hai issmian ap jitni ziydda learning or knowledge hasil Karen gy ye busness ap ko utna he ziyada profit de ga iss mian bas apko starting main thori struggle karna hoti hai uss k bad ap iss mian life time kama sakty hain

              اب آن لائن

              Working...
              X