Achi posting ki tips kon kon si hein ...???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Achi posting ki tips kon kon si hein ...???
    Assalamu Alaikum dear member Mera Aap sabse yah Sawal hai ki Ham Apna bonus acchi posting se create karte hain Kyunki Kitni acchi Hamari posting Hogi utna hi Achcha Hamara bonus Hoga To Ham apni acchi posting kaise kar sakte hain apni posting ko Achcha Kaise banaa sakte hain aur informative Kaise banaa sakte hain isliye mujhe kuchh acchi posting ki tips ki zarurat hai Kyunki Hamari acchi posting Se Hi Hamara bonus bhi increase Hota Hai To Hamen kya karna chahie ke hamara posting level bahut Achcha ho aur ham bahut acche earning kar sake please guideline ki zarurat hai.....???????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Achi posting ki tips kon kon si hein ...???

    yahan per kam karne ke liye har EK member ko apna kaam bahut jyada acchi tarah se karna hota hai aur har EK member ka kaam karna bahut jyada important hai aur koi bhi member jab apne kaam ko bahut jyada acchi tarah se Kar Raha hota hai to yahi vajah hai ki usko apne kam mein apna experience bhi istemal kar lena chahie aur yah experience istemal kar lene ke bad har EK member ko hi kam karne mein aur bhi jyada help mil jaati hai aur jab members apne kam mein apna experience istemal karte Hain to unki experience ki vajah se Baki aur member ko bhi apna kam karne mein kafi jyada help Meri jaati hai aur yahi vajah hai ki members ko apne kaam ko jyada importance Deni chahie aur kabhi bhi apne kam ko ignore nahin karna chahie kyunki jab members apne kaam ko ignore kar dete Hain to yahi vajah hai ki FIR vah apne kam ko acchi tarah se a continue nahin karte aur jab members apne kaam ko acchi tarah se continue nahin karenge tu is tarah se unko maximum benefits bhi nahin milenge aur vah fail ho jaenge
    • #3 Collapse

      Re: Achi posting ki tips kon kon si hein ...???

      Walekum assalam dear ap Jab Pakistan Forex forum per kam kar rahe hote hain to no doubt aapki post aapke bonus ke liye bahut important factor hota hai Kyunki aapka total bonus aapki post ke upar he depend kar raha Hota Hai Jab aapka posting work Jyada perfect hota hai to usmein aapko bahut jyada bonus milane ke chances hote hain to is Hawale se main aapko Kuchh important information Dena chahta hun Jiski vajah se aapki post ki quality increase ho jayegi aur uske sath sath automatic ke liye aapka bonus Bhi Jyada Hota Jaega aur is bonus se aapki trading per Ek Achcha effect ho sakta hai Kyunki aap Jab Achcha bonus Aasan Karte Hain To usmein aapke liye bahut Sare advantages ho sakte hain Kyunki aap ki trading totally aapki bonus per hi depend kar rahi hoti hai.

      Sabse pahle Jab aap Pakistan Forex form per post kar rahe hote hain to usmein aapki post Mein Kuchh qualities honi chahie jab tak yah qualities aapki post Mein Nahin hongi aapki post kabhi bhi quality wali post Nahin ho sakti aur ismein aapko Jyada bonus Nahin Mil Sakta aapki post informative honi chahie jismein aap ek valuable information Sare members ke sath share kar rahe ho iske sath sath aapki post Hamesha creative honi chahie matlab ki aap apni post ko different Logon ke sath share karte hue Ek Aisa process follow Karen Jo bilkul hi different sa ho aur attractive Ho iske sath Aap Jo information apni post Mein share kar rahe hote hain vah 100% correct honi chahie agar aap incorrect information share Karte Hain To usse aap ki post per negative effect ho sakta hai aur aapki post ki quality Ye bahut kam ho jayegi Jiski vajah se aapka bonus bahut hi kam ho sakta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Achi posting ki tips kon kon si hein ...???

        Forex forum me achi posting key tips key bary me senior traders hi behtar information de sakty hey esy traders ka forum me experience be acha hota hay aur en ko forum me posting key har rule ka be achi tarha pata hota hay es ley har senior aur expert Forex forum key members ko es bary me tips deni chaye, mera jetna forum me posting se related information aur knowledge hay me ye tips zaror members key sath share karna chahta hon,

        1. Jab be posting ki jaye to har rule key bary me pehly se information hasil kia karen aur posting me koi be rule break karny ki koshish na kia karen,
        2. Forum me posts kesi tarha se short nahi karny chaye har post tafseel key sath aur ye har tarha se informative hona bahot zarori hay,
        3. Kesi aur forum key members key post ka 1 word be copy karny ki koshish na kia karen, agar members khud hi apny knowledge key mutabeq posting karny par focus kia karen gey to us key har post ki quality ko acha samja jaye ga,
        4. Agar kesi topic se related hamara knowledge kam ho to threads ka jawab deny se pehly es topic key bary me study kia karen study karny se hamari posting ki rating increase ho sakti hay,
        5. Posting kesi be din miss na kia karen agar 2 din tak ham Forex forum me online nahi hon gey aur posting nahi karen gey to es ki waja se hamary posts ki rating to kam hoti hay ham ne jetni mehnat ki hoti hay es ka bonus be hamy nahi mil saky ga.
        • #5 Collapse

          Re: Achi posting ki tips kon kon si hein ...???

          Islamic prayer by affecting Business mein acchi posting ke liye Hamen Framework ki quality and quantity donon ko hi best banana hoga jo log acchi posting karte hain aur informative posting ke liye dusre Technology experience ko share karte hain vah hi weekly bonus ko Jyada Se Jyada increase kar sakte hain to Main To Ham Sathiyon se kahunga Forex trading business mein jyada Se Jyada kam hai abhi Hasil karne ke liye apni posting aur Threads ki quality ko best Banaya aur isme Itna jyada ho sake kamyabi Hasil karne ki koshish karen Kyunki Jo log truck steering business Mein Apne posting ki quality ko Vash Nahin banate Hue kabhi bhi kam yah Businessman aur trader Nahin Ban Sakte na hi kamyabi Hasil kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Achi posting ki tips kon kon si hein ...???

            achi posting ke liye pehley aap thread ko achey se padhen or phr spelling mistakes ko avoid karen phr agar aapko thread ke related knowledge na ho toh aap internet ka use kartey huey research karlen thoda or phr post karen informative post karen or apna experience share karen posting mein baat sachi or seedhi karen ussey achi post kehtey hen.
            • #7 Collapse

              Re: Achi posting ki tips kon kon si hein ...???

              Achi trading ki tips yeah hai keh ham friends first of all ziada bonus collect kare is ke baad hame soch samjh kar ache analysis ke saath trade open kari ap easily loss se bach kar aek acha profit earn kar sakte hoo.
              • #8 Collapse

                Re: Achi posting ki tips kon kon si hein ...???

                achi post ki agr bat ki jay to its so simple h agr hm ghor kr k aor dil sy post kren gy to hmari post sb sy achi ho gi aor dosri bat jo bht ahm h vo yi h k hmari post me koi b spel ghlt na ho tb ja k hmari post top p ho gi
                • #9 Collapse

                  Re: Achi posting ki tips kon kon si hein ...???

                  acchi posting ke chhote main aapko Dena chahta hun vahi hai ki aap barish ke kisi bhi rul ko break na Karen agar aap aisa karenge to aapki post yah to delete kar di jayegi aur agar apne payment ki hui ho to Hui to aapka kaun hi band kar diya jaega dusri chij yah hai Ki ki aap apna experience share Kiya Karen agar aap experience share karenge to aapki post ki quality acchi hogi aur apne aapane jo bhi Farooq se sikha vahi pahunch main bataya Karen aap thread ke related hi baat Kiya Karen aap idhar udhar Ki baat Na Kya Karen koshish Kiya karenge post ki lens acchi Ho aur usmein chijen bhi information wali ho tab jakar ek acchi post banti hai aur aap ko uska reward bhi achcha milta
                  ​First Learn Then You Can Remove L.
                  • #10 Collapse

                    Re: Achi posting ki tips kon kon si hein ...???

                    Achi posting ki tips kon kon si hein .........

                    ASALAMO ALIAKUM// omeed h yap sb khariat sy hn gy g bilkol
                    EK member ko apna kaam bahut jyada acchi tarah se karna hota hai aur har EK member ka kaam karna bahut jyada important hai aur koi bhi member jab apne kaam ko bahut jyada acchi tarah se Kar Raha hota hai to yahi vajah hai ki usko apne kam mein apna experience bhi istemal kar lena chahie aur yah experience istemal kar lene ke bad har EK member ko hi kam karne mein aur bhi jyada help mil jaati hai aur jab members apne kam mein apna experience istemal karte Hain to unki experience ki vajah se Baki aur member ko bhi apna kam karne mein kafi jyada help Meri jaati hai aur yahi vajah hai ki members ko apne kaam ko jyada importance Deni chahie aur kabhi bhi apne kam ko ignore nahin karna chahie kyunki jab members apne kaam ko ignore kar dete Hain to yahi vajah hai ki FIR vah apne kam ko acchi tarah se a continue nahin karte aur jab members apne kaam ko acchi tarah se continue nahin karenge tu is tarah se unko maximum benefits bhi nahin milenge .insa ALLAH ap zaroor kamyab hn gy .
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Achi posting ki tips kon kon si hein ...???

                      Acchi posting ki bahut sari tips hai agar aap acchi posting Karte Hain To aap bahut Achcha bonus Milta hai isliye Hamen chahie posting ka pata karna hai is per sabse pahle yah jaruri hai ki knowledge ko increase Karen Kitna Achcha hai sakte hain aur Hamen Kisi Ki Bhi post ko copy paste nahin karna chahie Kyon Ke Aise karne se account block ho sakta hai Iske alava Hamen chahie kya apni quality ko Achcha Banane Agar Ham repeated friends karte hain to isase bhi Hamara Kaun block ho sakta hai To Hamen chahie ine sab chijon se white Karnataka Hamara bonus bhi bahut Achcha Aaye Aur account p-block Na Ho

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X