mere hisab se hame signal nh ne chayen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mere hisab se hame signal nh ne chayen
    dear friends muje trading main kafi time hu chuka hai or aj kal main ek trend chal raha hai ke signal ke bina trading nh krni chye but mera experience yahi kheta hai ke kabi bhe without experience trading main enter nh hona chye ap knowledge gain kren experience gain kren ap ke pas experience enta hon ke ap logo ko signal ke zarort hi na pare aj kal bht sari website hain jin se ap ko trading ke bare main kafi knowledge mil sakta hai agar ap log signal per jate hain tu ap logo ko lose ho ga ho sakta hai ke start main kuch signal thek bhe hon but trading main koi bat 100% nh hoti hai es liye signal bhe 100% nh hote hain but ap ka experience ek tu life time chalta hai phir ap ko lose ke chance kam hote hain es liye main khon ga ke signal per nh jana chye hame balke experience gain krna chye 0
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mere hisab se hame signal nh ne chayen

    No doubt jab tak aapko Forex trading se related Tamam information mil Nahin jaati aur aapke analysis acche Nahin Hote use time tak aapko kabhi bhi Forex trading Mein entry Nahin Karni chahie agar aap ismein entry karna chahte hain to just aap apne Dam account per practis Karte Rahe aur time to time Apne analysis aur comparison Karte Rahe ki aapki education aur Forex trading se related learning Kitni Jyada strong ho chuki hai Jab aap apne aap ko is position per dekhte hain ki aap bahut jyada benefits Hasil karne ki position Mein a sakte hain aur aap profit Hasil karne ke sath sath Apne account ko safely maintain kar sakte hain to use time per aapko Forex trading Mein entry leni chahie.

    No doubt jab tak aapke pass strong signal ya aapko Ek proper indication nahin aati use time tak aapko kabhi bhi e entry Nahin leni chahie Ek best entry hi aapke liye bahut jyada profit ka source banti hai aapko trade open karne se pahle Ek complete process follow karna hota hai jismein aapko Ek confirmation candlestick Se Lekar Apne analysis Tak different factors per focus karne ke bad apni trade ko open karna hota hai agar aap in important factors ko ignore karti hui apni trade ko open karte hain to usmein aapko bahut Sare disadvantages hone ke sath aapka account bhi khatm ho sakta hai yah aapko bahut jyada nuksan ho sakta hai jo aapke liye recover karna impossible ho sakta hai isliye bahut jyada carefully trading may enter hone se pahle aapko and factors per focus karna hota hai otherwise aapki sari main bhi best ho sakti hai.

    Forex trading me Hamesha use trader ko Jyada profit hota hai Jisko best entry mil jaati hai agar aap Forex trading ko Jyada time Denge aur Sara Din market visit karte rahenge aur ek acchi entry find Karenge to se aapko bahut jyada benefits mil sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: mere hisab se hame signal nh ne chayen

      G han dear ap ki bat theak hai kay ap nay market mai kam.karna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai khud say mahnet kar kay kam kartye hain tu wo zayda acha hota hai ap kaliye ap es mai kabhi signals laye kay kam na kiya karai kiyu kay signals jo ap ko proviede kartye hain wo bhi aik market learner hai wo market mai anylsis kay hisab say servey karta hai aur ap say paisye laye kay ap ko signals daita hai tu es mai us ko bhi 100% beleve nhi hota haj kay ye signals theak hai ya ghlat hai per us nay agye shift karna hota hai es mai ap ka lose hona ya peofit hona hai es mai us ka kuch nhi jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai hamesha samjhdari kay sath aur daikh kay kam kiya karain ta kay bad mai ap kaliye masla nhi banta hai aur ap ka kam kafi acha ho pata hai aur ap es mai kamyab ho jatye hainn tu ap ka acha kam ap kaliye hamesha he jamyabi daita hai tu ap ka kam hai kay ap nay es mai life time kam karna hai tu ap es mai khud say dil laga kay kam kiya karain ta kay bad mai ap kaliye mushkil nhi banti hai aur ap es mai acha kamkar kay kamyab ho jatye hain tu es mai ap ka acha kam ap kaliye kamyabi ki zamnat hai tu ap signals pay chaltye rhatye hain tu ye ap kaliye acha nhi hai kiyu kay ap es mai life time aisye kam nhi kar patye hain tu ap es mai acha kam kiya karain mahnet aurlagan kay sath kam kiya karain ta kay bad mai ap kaliye masla na bnaye aur ap kaliye es mai pachtawa na ho kay ap nay kuch ghalat kiya hai jis ki ap ko ye saza milye hain tu ap acha kam kartye hain tu ap es mai kamyab hamesha ho jatye hain
      $$$ Never Give Up $$$
      • #4 Collapse

        Re: mere hisab se hame signal nh ne chayen

        trading karne mein baat bahut jyada important hai ki koi bhi member apni trading mein signals ka istemal kis tarah se Kar Raha hota hai aur aise members ke Jo signals ka istemal bahut acchi tarah se Kar Rahe hote hain UN members ko trading karne mein koi bhi problem nahin hoti aur maximum chances hote Hain ki vah member apne trading mein main accha profit bhi le lete hain aur har EK member ke liye yah bahut jyada important hai ki koi bhi member yahan per kam karke aur trading mein kis tarah se profit le raha hai forex trading karke aur profit Lena itna jyada aasan nahin hai iske liye members ko kafi jyada mehnat karna hoti hai aur mehnat ki vajah se Hi members ko aur bhi jyada experience hasil ho jata hai aur vah experience members ko trading karne mein aur bhi jyada help deta hai aur jab kisi bhi member ko koi bhi signal kahin se bhi hasil Ho jaaye to members ko vah signal pahle acchi tarah se verify kar lena chahie aur uske bad Hi har EK member ko apni trading karni chahie kyunki aise bhi members Hain ki Jo apni trading ko kisi bhi e signal hasil kar lene ke bad aur FIR usko online hokar aur istemal kar lete hain aur is tarah se members ko jyada loss ho jata hai aur pahle signals ko acchi tarah se verify kar lena chahie kyunki jab members verify kar lete hain tu is tarah se unki trading unke liye jyada beneficial Ho jaati hai aur lost hone ke chances kam ho jaate Hain
        • #5 Collapse

          Re: mere hisab se hame signal nh ne chayen

          g bilkul with out signl to yi posibl b nhi agr hm with out signl work kren gy to iss me loss aany k chance ziada hoty hen aor hm is ley signl o ziada impotance dety he tak hmari trade achi ho sky
          • #6 Collapse

            Re: mere hisab se hame signal nh ne chayen

            Koi doubt nahi janab tak aapke pass strong signal ya aapko Ek proper indication nahin aati use time tak aapko kabhi bhi e entry Nahin leni chahie Ek best entry hi aapke liye bahut jyada profit ka source banti hai aapko trade open karne se pahle Ek complete process follow karna hota hai jismein aapko Ek confirmation candlestick Se Lekar Apne analysis Tak different factors per focus karne ke bad apni trade ko open karna hota hai agar aap in important factors ko ignore karti hui apni trade ko open karte hain to usmein aapko bahut Sare disadvantages hone ke sath aapka account bhi khatm ho sakta hai yah aapko bahut jyada nuksan ho sakta hai jo aapke liye recover karna impossible ho sakta hai isliye bahut jyada carefully trading may enter hone se pahle aapko and factors per focus karna hota hai otherwise aapki sari main bhi best ho sakti hai.
            • #7 Collapse

              Re: mere hisab se hame signal nh ne chayen

              ji hun jub hum apnty experience ki base per trdaing kerty han tu is se humain bht acha profit hota ha aur hum ager kisi dosry k signlaes per trading karein tu is se humain acha profit nhi mil sakta aur humain tention bhi lagi rahti ha k hay humain loss na ho jay is liay humain apny tore per analyses kerny k bad trdaing kerni chahiy is se humain bht acha profit ho sakta ha.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: mere hisab se hame signal nh ne chayen

                Forex trading business Mein Kamyab hone ke liye Hamen kabhi bhi kisi ke signals ki jarurat Nahin padati Hamen koshish karni hai ki Ham Khud Se market gana Raksha Karen Khud Se market ko understand karte hue trading Karen Taki Hamari earning ke liye learning ko improve Kiya Ja sake Aise traded Jo apni earning Se Jyada learning par focus karte hain aur dusron ke signals par depend Nahin Rahte Aise trader hi Forex Mein Kamyab hote hain Kamyab hone ke liye per learning power ko improve karne ke liye mehnat per struggle se kam karna bahut jyada jaruri hai Hamen Kabhi Bhi Apne seniors ke signals per Nahin Rahana chahie Hamen Khud Se market Karnal se technical analysis fundamental analysis ko karte hue trading ke liye bus opportunity find karni hai aur profitable trading karne Te Hue apni earning ko increase karna hai agar Ham dusron par depend Rahenge Ham kabhi bhi Forex ko learn nahin kar sakte

                اب آن لائن

                Working...
                X