Never turn a WINNER into a LOSER

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    app winner us sorat main hi ban saktay hain jb app ko sahi forex trading ka time pta ho app ko sahi kam kartna ata ho tu app app es main bohat koch win kr saktay hain aur ager app ko forex traing ni aati to app loss aur loss hi kr sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      You should not to be greedy in forex trading business and i believe that this is the key pint for all of us to suffer statesman and writer earnings and to know writer and and many money from forex trading and i believe that this is the best way for all to know writer and writer money from forex trading business.
      • #93 Collapse

        Thank you for the nice article. I think if we follow this rules in our trading life we will be a winner in a short time. I think we need to work hard for become success in forex.
        • #94 Collapse

          success hona hr business man ki khawaish hoti hai lekin kbi ap kamyab hote hoo aur kbi nakam hote too islye ye zrori hain kay hard work kerte rhooo aur plannig aur practice
          • #95 Collapse

            G bilkul main ap sab members ki bat say itfaq karta hon.koi bhi kam start karnay us ko achi tarah samajhnay us main kamyab honay kay liey bohat ziada time aur bohat ziada mehnat lagti hai .is liey jo bhi kam karain us ko har roz behtar say behtar karnay ki koshish karain na kay ap us main din b din nakam hotay jaein .apni ghaltion ko theak karna chahiey na unhain barhana chahiey .
            • #96 Collapse

              ji ji ap ko kabi be winer hoty hoey apny ap ko ayk loser ni banaa cahey aur es sy bacah ja sakta hy k ap log forex main lalach na karo aur apny experience ho increace karo aur markit ki varaiton ko seekho to ap kamyab ho jao gy ......
              • #97 Collapse

                yes sir i agree with your point ke bhot se log apni jeet ko khud haar main tabdeel kardete hain jis ki wja overconfidence aur greed ka hona hai istarah woh profit earn krte karte loser main tabdeel hone lagte hain isliye hamen chaye ke singal pair pe hi trade karen ziada profit ke chakar main na rahen aur apne mind main aik planing aur market ke indicators ko follow karte howe trade open karen
                • #98 Collapse

                  Je haan agr ap ny achi trading ki hui hai ya kr rhayn hain tu phr ap ko chahye k apni is kawish ko barkarar rakhyn aur apni trade main acha perform karyn kyonk is tarha ap ko mazid bhi kamyabiaan milti rhayngi aur lalach aur jald bazi sy har haal main bachayn warna apko loss main atay der nhe lagygi aur ap apna balance ganwa bethaygny.
                  • #99 Collapse

                    yes kai kabi ap ky sath be shaid asa hua ho ky ap tarde main win ker rahiye hote hai but aik dam profit sy minus chala jata hai asa tab hota hai jab high impact ke news aye ayr ap ka trade opposite laga ho news ky
                    • #100 Collapse

                      yes you are right apne tik kaha hai to mere bhai agar ap forex me acha profit hasil kar rahe hai or pir ap achanak se losser bante ja rahe to is ki waja apke dimag me greed ka ana bhi ho sakta hai to mere dost jab bhi ap trading kare to apne mind ko bilkul fresh kar ke kare or koi lalach nai rakhe apne mind me to pir ap is me ek sucessfull trader bansakte hain
                      • #101 Collapse

                        This statement only be true if you do this business with intelligence and please learn from mistakes in this business and try to remove that mistakes to become good trader.
                         
                        • #102 Collapse

                          well said brother mujhe app ka msg kafi acha laga ha and mein app ki baat sa mutafiq bhi hn kiyn kah jab trader kafi zada profit mein trades ko close krne lagta ha to woh overconfident ho jata ha and then woh phir loss ki taraf bhi chala jata ha kiyn kah woh logic and strategy ka mutabiq trade nhi kr rha hota ha woh bas profit ko focus krta ha.
                          • #103 Collapse

                            well no one will want to become a losser after a winner and every one will want to go up and up and up so
                            • #104 Collapse

                              Kindly topic sey relevant comment kren, yeh forum kisi bhi kisam ki spamming k liye nahee bnaya gya hay. Thank you
                              اصل پيغام ارسال کردہ از: ratankum
                              jee janab main aap ki baat se sehmat hun lakin mujhe ye batao ke tradiing karne ke lie minimum kete $ honey chaie jis se trading start kar sakey banda
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: miles پيغام ديکھيے
                                Right now, we will talk about one of the most famous sayings from the world of Forex trading business. Many times you would have heard of that saying, but the point is, what it means?

                                Kafi martaba aap sub logon nay perha ya sunaa hoga kay,

                                Never turn a winner into a loser!

                                Iska matlab kia hay?

                                Well, iska sahee matlab yeh hay kay,

                                kabhi bhee apni kamyabi ko na-kaami maay tabdeel na honay den, kabhi bhi apni jeet ko khud hee haar may tabdeel na honay den.

                                Hmesha logical ya strategy ko mud-e-nazar rakhtay huwey trading karen. Ager aap ko lugta hay kay aap profitable trading ker rhey hen tou phir usay logically close kren na kay apni hee ghalti ki wja sayy apni jeet ko haar may tabdeel kardain.

                                Always rememebr, never turn your winner into a loser!

                                Kindly sirf serious, mature or topic sayy related comments karen.

                                From the original desk of miles ...
                                Hr trader ko apni kamayabi ko kabi bi nakami men change nahi karna chaiye beshak use loss ho lekin wo apni kamayabi ki fikar rakhe ,.takay agay mazeed taraki kre
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X