Never turn a WINNER into a LOSER

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    Yes my bro bilkul ap ko kabi be winer hoty hoey apny ap ko ayk loser ni banaa cahey aur es sy bacha ja sakta hy k ap log forex main lalach na karo aur apny experience ho increace karo aur markit ki varaiton ko seekho to ap kamyab ho jao gy or greed value dekh k use kro
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      han g bilkul sai kaha hai yeh bt hmy lazmi yaad rakhni chahiyeh or agr hmary bus jb knowledge ho ga tb e hum 1 kamyab trader ban skty or yeh bht mushkil hai lekin hmy chahiyeh k hemsha jitna b knowledge ho utna e hamary leyeh behtr hai k jitna chahy profit earn kry lalach na karey
      • #168 Collapse

        Exactly !!! a very true saying.. hum is saying ko apni life mai apply kar kay bohot say negative aspects say bach saktay hain........
        • #169 Collapse

          in my opinion win or lose is part of life, its better for you that you have to keep struggling for win again n again.but some loser learn alot than winner n stand again next time in btter n stronger thn ever.so both winner or loser r value able.
          • #170 Collapse

            g han bhai men aap ki bat se bilkul agree krta hun agr ham ko profit ho rha ho or ham buhat zyada profit krny ki sochi jyn or bagher kissi plan k trade lagai jyn to am ko buhat sa loss ho sakta he hamen chahiye k ham aik khas plan k sath chalna chahiye qn k agr ham ko aik bar profit ho gya he to her bar nhi ho skta
            • #171 Collapse

              if the trade know how to win the trade they cant loss the trade so do the trade with the experience and get the trade by the winner. it is depended on you moves so give your moves in the right time and get the winner price in the trade so it is the most important for you in the trade.
              • #172 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: miles پيغام ديکھيے
                Right now, we will talk about one of the most famous sayings from the world of Forex trading business. Many times you would have heard of that saying, but the point is, what it means?

                Kafi martaba aap sub logon nay perha ya sunaa hoga kay,

                Never turn a winner into a loser!

                Iska matlab kia hay?

                Well, iska sahee matlab yeh hay kay,

                kabhi bhee apni kamyabi ko na-kaami maay tabdeel na honay den, kabhi bhi apni jeet ko khud hee haar may tabdeel na honay den.

                Hmesha logical ya strategy ko mud-e-nazar rakhtay huwey trading karen. Ager aap ko lugta hay kay aap profitable trading ker rhey hen tou phir usay logically close kren na kay apni hee ghalti ki wja sayy apni jeet ko haar may tabdeel kardain.

                Always rememebr, never turn your winner into a loser!

                Kindly sirf serious, mature or topic sayy related comments karen.

                From the original desk of miles ...
                je bhai jan kon pagal ye chaheag k wo ak acha profit earn karta howa los kar bethy lekin bus kisi na kisi mistake se ho he jata hai is elay kafi careing karni parti hai agar account ko ziada time tak run karna ho to hume kafi caring se trade karni chaheya
                 
                • #173 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: banto پيغام ديکھيے
                  g han bhai men aap ki bat se bilkul agree krta hun agr ham ko profit ho rha ho or ham buhat zyada profit krny ki sochi jyn or bagher kissi plan k trade lagai jyn to am ko buhat sa loss ho sakta he hamen chahiye k ham aik khas plan k sath chalna chahiye qn k agr ham ko aik bar profit ho gya he to her bar nhi ho skta
                  yes dear bhai jan ap ne bat to thik kahi hai lekin jo los is work ko serious nahi lety hain or ye smjhty hain k is work ko sekhny ki ned nahi hain to wo log profit naih loss earn karty hain
                   
                  • #174 Collapse

                    sahi keh rahay hen ap dear kabhi bhi apni galti ki waja say apni kamyabi ko nakami main nahi badalna chahiay.or ap nay heek bat ki hay kay agar trade profit main hay to logically us ko close kar kay profit lay lia jaey.
                    • #175 Collapse

                      bhai jan ap ki baaat bilkul sahi hai khud hi apni ghaltiyoon ki waja se loss nahi krna chahiye balke ham apnim har ko jeet mei badal sakte hai lekan yeh tab hi mumkan hai k ham forex kao proper tareke se sekhein knowledge hasil krein experience hasil krein or apni khud k strategies develop krein
                      • #176 Collapse

                        mjy samj nahe ati ky kamyabi aor nakami ka krobar se kya talq he jb ap expeerience aor knwledge aor market ko handle karna aor market ki all movement ko janti he to fr es me kya masla he ki ye aor wo fr koch bhe nee ye ye chand point jis ko mil gy he wo forex me trading kar skata he
                        • #177 Collapse

                          jis ne bhe analysis ko use kya he wo nakam nahi ho sakta jo bhe trading ko samj kar kry wo profit hasal karta he os ko loss nahe hota he
                          • #178 Collapse

                            bhai g ap ki bat bilkul sahi hai k winner kabhi losser nahi ban sakta q k wo apny experience ko use karta hai or lalch nahi karta lekin agar wo lalchi ban jaeye or market analysis kiye baghair trade kary to koi shak nahi hai k wo bhi losser ban sakta hai.
                             
                            • #179 Collapse

                              Jee apki baad darust hay humay apny profit ko ganwana nahi chahiey aur mery khyal main eski main waja lalach hay agar hum ziada lalach karen gay to humay profit ki bjaye loss ho ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                dosto or bahiyo meray khiyaal say ek acha trader he whi hai jo apnay profit ko loss me change nahi honay deta hai.ye ek aesa business hai jiss me hame lalach bhot hoti hai k hum raton rat ameer ho jae lekin ye ghalat hai........

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X