Never turn a WINNER into a LOSER

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    jnab humain is main kabhi himatt nai harni chahiye huamin is main agr loss hota hay to humain is main pracitc kar kay kam karna ho ga ta kay huamin is main loss km ho saky humain is main apny winer hony kay name ko khrab nai karna chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      dear loss mein turn ho sakta hai ye aik risky kaam hai is ko bahut ys loog kr rahy hain ye aik acha buiness hai lekin bahut ziuada mehnt ki jati hai ye aik real buiness hais i ko bahut ys loog kr rahy hain
         
      • #648 Collapse

        Dear ap ny sab kuch theek kaha hai ham in baton par amal kar k aik to apny business ko behtar kar sakty hain aur dusra hamary andar moral uo ho ga jis sy ham namumkin kam ko b mumkin bna sakty hain. Hamyn loss sy profit main anay k liye in baton ka experience hona chaiye.
        • #649 Collapse

          ap ne blkul sahi baat ki hae kiunk era khial hae k forex trading mein jab adi greed kar leta hae to ehi us ka turning point hua karta hae yani k aksar to greed ki waja se ap ko loss uthana par jata hae aur baz auqqat to ap k profits bhi losses ein badal jate hen.....
          • #650 Collapse

            dear winer ko bhi loss ho jata hai ye aik real buiness hai si ko krne k liye ap ko bahut ziyada mehnt krni hai phir ap ko bahut ys loog kr rahy hain ye aik worldwid ebuiness hai is ko learn k bina nahi kiajaksta hai
             
            • #651 Collapse

              Kisi ne bht pyari bat kahi thi ke if you are young first learn then you earn tou forex par work karne ae phele achi tarha iski proper knowledge li jae tou lose ke chance phir bht kam hojatay ha
              • #652 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: miles پيغام ديکھيے
                Right now, we will talk about one of the most famous sayings from the world of Forex trading business. Many times you would have heard of that saying, but the point is, what it means?

                Kafi martaba aap sub logon nay perha ya sunaa hoga kay,

                Never turn a winner into a loser!

                Iska matlab kia hay?

                Well, iska sahee matlab yeh hay kay,

                kabhi bhee apni kamyabi ko na-kaami maay tabdeel na honay den, kabhi bhi apni jeet ko khud hee haar may tabdeel na honay den.

                Hmesha logical ya strategy ko mud-e-nazar rakhtay huwey trading karen. Ager aap ko lugta hay kay aap profitable trading ker rhey hen tou phir usay logically close kren na kay apni hee ghalti ki wja sayy apni jeet ko haar may tabdeel kardain.

                Always rememebr, never turn your winner into a loser!

                Kindly sirf serious, mature or topic sayy related comments karen.

                From the original desk of miles ...
                ys my dear brother aap ne aik behtreen sharing hamare sath share ki hai ager hamein aik kamiyaab trader ban'na hai to aap ki posting se hamein kafi help ho gi aur ham apni trading behtar se behtar andaz mein kar sakty hein aur ziyada se ziyada earning kar sakty hein
                • #653 Collapse

                  humain is main loser nai banana hay humain trading main agr success hasil kanri hay to humain is main apni study ko daily continue rakhna ho ga ta kay humain trading main loss km ho saky hum is main lser na ban sakain
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #654 Collapse

                    winner ko loser banana or loser ko winner hamare he hath me hota hai yeh agar aap ko market me kaam karne ka shoaq ho ga tab he aap forex ke business me kamyabi hasil kar paen ge trading ki knowledge aap ki mehnat per depend hai jitni mehnat karen ge utna he jald winner ban jaen ge .
                    • #655 Collapse

                      apki baat theak hay agar hum forex trading main earning kar rahy hay to es profit ko humay loss main badlna nahi chahiey kyun keh lalach aisa sab kuch karwati hay so humay lalach say trading nahi karni chahiey
                      • #656 Collapse

                        sahi keh rahy hay agar hum market sy acha profit earn kar rahay hay to humay esko continue karna chahiey kyun keh agar hum lalch karen gay to es say bhi hath dhoo paithy gay aur humay aisa nahi karna chahiey
                        • #657 Collapse

                          apki baat theak hay forex trading main agar hum earning kar rahy hay to es earning ko continue karen aur esko loss main convert na karen tabhi hum esmain kamyab earning ko maintain rakh sakty hay
                          • #658 Collapse

                            Hum ko esa hi karan chaiyeh agar profit baan geya tu try karna cahiyeh k save kessy karna hai y kya karna hai agy or kun sa plan banana hai or agar profit hu geya tu suna yahi hai k os ko profit hi rakhna bohat mushkil kaam
                            • #659 Collapse

                              serious traders kabhi rumers ku tawajah nae daita ap ka thread buhut acha hai kafi learning hai ic man ku k jub profit earn hota hai tu trader over confidence hu k khud ku loss man lay jatay hain ye aik haqiqat hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                Profit lena asan hy lekan is ko continue rakhna mushkil hota hy. Hamain consistently profit lenay ka sochna chaheye, jo log aik bar profit ley kar khud ko kamyab samjhtey hain, woh next time loss uthatey hain. Hamain kamyabi ko continue rakhna hy aur overconfident ya over smart nahi hona. Careful planning hi aap ko regular basis par profit dilwa sakti hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X